Market mein bahut se indicators hain Jin ko istemal karte hue ham Apne analyses ko aasan banaa sakte hain lekin hamen chahie ke ham Jin indicators ko istemal karte hain hamen unka properly knowledge Hona chahie aur hamen unka demo experience Hona chahie taki ham regal trading mein unse fayda utha sake agar hamen unke related knowledge nahin hai aur achcha experience Nahin Hai to fir ham unse fayda Nahin utha sakte hain isliye hamen Kisi bhi vindicator ko istemal karne se pahle uski practis karna bahut jaruri hota Hai hamen Jaise indicator ki acchi practice aur experience Hoga real trading mein hamare liye vahi useful ho sakta hai. Aaj ham bolinger band indicator ke related discussion karenge yah bahut important indicator hai aur iske related bhi hamare pass knowledge Ka Hona bahut jaruri hai yah hamari trading mein kafi helpful hota Hai.
Bollinger Bands indicator:
Bollinger band indicator ko Johns bolinger Ne 1980 mein introduce karvaya Hai gender kata hamari trading mein kafi helpful hota Hai.ye indicator market men entry and exit krne k liye kafi helpful hota hai.Bollinger Bands three lines per moshtamil hota ha jis man central line past prices ka "Moving Average" hoti ha jiski by default value 20 period hoti ha. Moving Average line k oper aur nicha wali "Standard Deviation" ki hoti ha. Jo by default +2D oper wali line aur -2D nica wali line hoti ha.iss indicator se hamen trading men kafi help mill jati hai.
Volatility and trend searching by Bollinger band indicator:
Volatility and friend searching me bollinger band indicator hamare liye kafi useful hota hai ham kafi aasani ke sath market ki volatility ko analyse kar sakte hain aur trend ko search kar sakte hain.Ager market price Moving Average line sa oper ho to ye "Bullish Trend" ko zaher kerta ha, aur ager market price"Moving Average" line sa nicha ho to isko as a "Bearish Trend" consider ki jata ha. Upper aur lower band k dermiyan distance jitna zayada hoga itna he market zayada volatile ha.
Over-Bought and Over-Sold with Bollinger Bands Indicator:
Market ki overbought and oversold position ko dekhne ke liye be blender band indicator ko istemal Kiya jata hai. Jab market mein hamen overboard ka signal milta Hai to ham market mein main selling position lete hain aur jab market mein hamen oversold ka signal milta Hai to fir ham market mein buying position lete hain aur Is Tarah se ham market mein entry lekar successful trading kar sakte hain yah indicator hamen main market ke related kafi acchi information provide karta hai aur ham iski madad se free trading ko behtar banaa sakte hain.
Trading with Bollinger Bands Indicator:
Bollinger band indicator ki madad se ham market mein kafi acchi trading kar sakte hain. Bollinger band mein different types ki strategies ko istemal Kiya jata hai.ager market price upper band ko touch ker wapas Moving Average lines ko cross kara to is per trader "Sell ki Trade" active kerta ha. Stoploss ko new high k oper aur lower band per Take Profit ko place kia jata ha. Similarly ager market price lower band sa reverse ho ker "Moving Average" line ko cross kerti ha to is per Trader ko "Buy ki Trade" active kerta. Stoploss ko new low sa nicha place kerta ha aur Take Profit upper band hoga.
Bollinger Bands indicator k upper and lower bands ki squeezing per trader ak zayaa pips ki trade le sakta. Bands ki squeezing market price ki consolidation k doran hoti aur condition man price kisi b direction man breakout kr sakti hai aur ham iss breakout se kafi acha signal le sakte hain.
Importance of Bollinger band indicator:
Hamari trading mein bollinger band indicator ki kafi acchi importance Hoti Hai kyunki indicator itna complex Nahin hota Hai isko ham aasani ke sath samay sakte hain aur iski practis karte hue market mein trading kar sakte hain isliye hamen iske pahle demo practis kar leni chahie taki ham real trading karte hue usko samajh sake aur isase fayda utha sake market mein volatility add market ke overbought Oversold ko analyse karne ke liye ye ye bahut acchi option hai.bahut se expert trader iss indicator ko use krte hain aur different strategies banate hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим