What is a trend and types of trend...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is a trend and types of trend...
    Market mein trend ko analyse karna hamare liye bahut jaruri hota Hai kyunki market mein hamari trading friend ke sath hoti hai isliye hamen Trend ke related knowledge Ka Hona bahut jaruri hai tab hi ham market mein acche tarike se kam kar sakte hain aur Market ko analyse kar sakte hain agar ham market ke trend ko find Nahin karte Hain to fir hamen Kabhi bhi kamyabi Nahin mil sakti hai hai isliye market ke trend ko analyse karna hamare liye bahut jaruri hai tab hi ham trading mein successful ho sakte hain agar ham market mein trend ko identify nahin kar sakte hain to fir ham kabhi bhi profitable trading nahin kar sakte hain isliye trend ko identify karna bahut jaruri hai aur tab hi hamen market mein kamyabi milati hai.

    What is a trend:

    Trend is your friend, market mein main trend ek direction hota hai jismein market movement kar rahi hoti hai market job upar ya niche movement karti hai Hai jis direction main bhi move Karti Hai ham usko market ka trend kahate Hain hamen market ke Trend ke sath hi chalna padhte Hain tab hi hamari market mein trading successful hoti hai aur agar ham market ke against trading karte Hain to ham kabhi bhi successful Nahin ho sakte hain isliye market mein hamen main trend ko find karna bahut jaruri hote hain tab hi ham market mein kamyab ho sakte hain agar ham trend ko fight Nahin karte Hain to fir successful Hona hamare liye impossible ho jata hai.

    Types of trend:

    Hamare liye train ki types ko samajhna bhi bahut jaruri hote hain aur Market mein main trend ki three types Hoti Hai inmein se ek type uptrend hoti hai hai aur ek type downtrend hoti hai aur ek type sideways market hoti hai hamen ine teenon trends ko samajh khari market mein trading karni padati hai.
    Uptrend
    Downtrend
    Sideways trend


    Uptrend:

    Jab market ki moment upar ki taraf ja rahi Hoti Hai to ham usko market ka uptrend kahate Hain kyunki market job highest high banati hai Hai to ham usko market ka uptrend kahate Hain.Up trend mein hamesha market mein bulls ka control hota hai market hamesha apna trend badal sakti hai magar jab 1 trend ko follow karti hai aik trend ko pick kar leti hai usko long le kar chalti hai market ko identify karne k liye chart mein trend dekhna hota hai hamesha pehle big time frame ko dekha jata hai. jab ham bheja time frame mein market ka trend dekhte hain to vah market Ka real trend hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	download (21).png
Views:	10
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12487128


    Downtrend:

    Market job properly niche ki taraf moment kar rahi hoti hai hai ya down movement kar rahi Hoti Hai to ham usko market ka downtrend kahate Hain.Bearish ya down trend bull se total against hota hai yahan market down janib apna move karti hai yahan down janib lower low banti hai. Hamen market mein downtrend ko analyse karne ke liye bhi e major time frame ko analyse karna chahie kyunki major time frame se hi hamen market ke real trend Ka pata chalta Hai.

    Click image for larger version

Name:	download (22).png
Views:	11
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12487127


    Sideway trend:

    Sideway trend market ka vo trend hota hai jismein market na to upar ki taraf munh mat karti hai aur na hi niche ki taraf movement karti hai matlab yeh hai ki side mein market mein main Market ki munh mein top trend main bhi Nahin Hoti Hai aur market ki moment downtrend main bhi Nahin Hoti Hai market sideway market hoti hai aur is time market thoda sa upar niche hoti rahti hai lekin market mein koi khas trend Nahin hota hai is time per market mein trade karna bahut hi mushkil hota hai aur agar ham is time trade karte Hain to hamen market ki trading se nuksan ho jata hai isliye sideway trend mein man trading bilkul bhi nahin Karni chahie.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-20T082615.068.jpeg
Views:	32
Size:	24.1 کلوبائٹ
ID:	12487126


    How to identify the trend:

    Market mein train ko analyse karna hamare liye bahut hi important hota hai kyunki jab tak ka market mein trend to analyse Nahin karte hain use vakta ka main market mein success nahin milati hai isliye hamen fast awful market ke trend ko analyse karna padta hai jab ham perfectly analyses kar lete hain to tabhi hamari trading successful ho sakti hai market mein train ko analyse karne ke liye metatrader 4 different types ke tools mil jaate Hain Jin ki madad se ham market ke trend ko analyse kar lete hain aur iske labh market mein ham indicator ko istemal karte hue bhi market ke trend ko analyse karte Hain market analysis karna hamare liye bahut hi best hota Hai.

    Conclusion:

    Market mein hamen Trend ke analysis karna bahut jaruri hote hain isliye hamen koshish Karni chahie ke ham market ke trend ko analyse Karen aur bad mein koi entry le kyunki Jo log market mein without analysis ke trading karte Hain vah Kabhi bhi kamyab Nahin hote hain isliye hamen fast awful Apne analysis karne chahie jab hamare analyses acche tarike se ho jaate Hain to tab hamari trading bhi aasan ho jaati Hai isliye hamen analyses karna bahut jaruri hote hain tab hi hamen market mein success mil sakti hai without analysis ke koi bhi trader successful Nahin ho sakta hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is a trend and types of trend...
    1. Assalam alaikum dear forum members!

    umeed karta hun k ap sb thk thak hn gy or apki trading achi jaa rahi ho ge.
    dear members aj ki post main hum forex market k trend ko dscs karen gy k ye kia hota ha.

    What is Trend in Forex market?
    dear members trend ka mtlb hota ha rujhan. Or forex market main trend ka mtlb ha k market ka rujhan yaeni k market ki direction.
    Trend is our friend, market mein main trend ek direction hota hai jismein market movement kar rahi hoti hai market jb upar ya niche movement karti hai Hai jis direction main bhi move Karti Hai ham usko market ka trend kahate Hain hamen market ke Trend ke sath hi chalna parta hai tab hi hamari market mein trading successful hoti hai aur agar ham market ke against trading karte Hain to ham kabhi bhi successful Nahin ho sakte hain isliye market mein hamen main trend ko analyse karna bahut zrori hota hai tab hi ham market mein kamyab ho sakte hain agar ham trend ko fight Nahin karte Hain to fir successful Hona hamare liye impossible ho jata hai.
    Dear members forex marketain trend ki 2 main types hain jo k nechy bayan ki gai hain.

    Positive trend.
    Negative Trend.

    in dono types ko nechy tafseel se bayan kia gaya ha.


    Positive Trend in Forex Market:
    Dear members market ka trend tb positve hota ha jb market main Qeemtain barh rahi hoti hain. Esy bullish trend bhi kaha jata ha.
    Or es trend main market musalsal opr jaa rahi hoti hai laikin market jb bhi ksi trend main ho to seedha seedha ni jati bl k retracement le kr jati ha or aisy hi positive trend main market opr jati ha phr thora nechy aa ati ha retracement le k phr wapis jati ha opr.
    laikin aisa karty hovy market apna previous low break nahi karti or esi ko trend continuation khty hain.

    Click image for larger version

Name:	026981FC-08E5-4233-B98D-39B2E564A873.png
Views:	12
Size:	11.2 کلوبائٹ
ID:	12354775

    Positive trend main market higher highs or higher lows bnati ha. Agr lows lo lows se mlaya jay to rising trend line banti ha jsko follow karty hovy market opr jaa rahi hoti ha jb tk market es trendline ka breakout na kry market uptrend main hi rhti ha.


    How to trade in positive trend?

    Dear members positive trend main trade leny k lye hamen wait karna hota ha jb market apni supportive trend line ki trf ati ha or higher low bnati ha to yahan se rejection k bad hum buy ki trade le skty hain or hmara stop loss es trend line k nechy ho ga jb k hmara profit traget previous high ya us se opr ho ga.

    Click image for larger version

Name:	8AE722D4-7FEB-489F-B0E1-6764F6A0CCF5.png
Views:	30
Size:	16.7 کلوبائٹ
ID:	12354776



    Negative Trend in Forex Market:

    Dear members jb market main Qeemtain km ho rahi hn to esko negative trend kaha jata ha or es main market nechy ki taraf ja rahi hoti ha.
    laikin nechy jaty hovy b market blkul seedha nechy ni jaati bl k opr nechy retracement le k jati ha.
    nechy jaa k market thora opr ati ha or high bna k wapis nechy jati ha.
    estrha market negative trend main lower highs or lower lows bnati ha.

    Click image for larger version

Name:	5CD37BB4-A8D3-49AE-980B-F9AB95812268.png
Views:	11
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12354777

    es main agar highs ko highs se mlaya jaye to opr aik resisting trendline banti ha jsko follow karty hovy market nechy aa rahi hoti ha or jb tk market es trendline ko break na kary to ye apna trend continue rakhti ha.


    How To trade it?

    Dear members negative trend main trade leny k lye hamen wait karna hota ha k market opr aa kr resisting trendline ko touch kary.
    jb market yahan ati ha to hum yahan se rejection k bad sell ki trade lety hain or es main hmara stop loss trendline se opr hota ha jb k take profit previous low ya us se nechy hota ha.

    Click image for larger version

Name:	A8D55D8D-09A2-46EB-BCBD-4E94A6977A96.png
Views:	5
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12354779
    منسلک شدہ فائلیں
    THANK YOU GUYS ! :1f60a:

    اب آن لائن

    Working...
    X