Salam dear members g aj main apke sath ek bhut hi important topic discuss jrne ja rahi hon jo k currency correlation k bare main is tarah ye bht hi important topic hai . Cc mean currency correlation jo k trading main kam ane wala ek bht hi important topic hai so main apke sath ye details sy share krti hon ta k jin members ko is k related khas information ni wo bhi apna experience gain kr len or trading main kamyab ho skhen .
What is Currency correlation .
G members to agr main apko currency correlation k bare main bataon to forex trading main jab two currencies ka ek dusre main correlation hota hai ya jab chart main two pairs same direction main move krte hain run krte hain to usy hum correlation kehte hain .ye positive correlation hota hai . Or agr negative correlation ki bt ki jaye is main jab wo hi ono pairs opposite run krte hain isy hum negative correlation kehte hain .
Importance of Currency Correlation .
G members to main apko is bare main detail sy explain krti hon iski important or explanation . Agr two currencies ka correlation zero ho to iska mtlb hai wo is dusree k liye independent hain or pairs ki movement sy dysre ki movement py asar ni prhta hai dono randomly move krte hain .jan ek currency pair move krti hai to uska kafi effect dusrii wali currency py krta hai jo us k related hoti hai . financial world main correlation two currencies k darmiyan stastical measure ko kehte hain .
Important points currency correlation .
G members to is k kich important points hai jin ko hm agr mind main rlh k trading krte hani to is sy hum is main easily kamyabi hasil kr slhte hain so main apke sath share krti hon .
G members to world ki currency ki correlation bilkul normal hoti hai .or candian dollar CAD ka correlation oil sy hota hai . australia dollar ka AUD correlation new zealand NZD k sath hota hai or us k sath gold or CL ko bhi relate krte hain .or correlation ki rang _1 sy +1 k darmiyan hoti hai .agr two currencies pairs ek bhi direction main move krti hai to ye perfect correlation hai .ye is k important points hain jin ko mind main rkh k kam krna chaiye tab hi kamyabi possible hai so new members bhi is ko achii tarah analyse kr len .
Conclusion .
G members to jab tk hum in ko seekhen gy ni understand ni kren gy kamyab hona possible nahi so isko achi tarah samjhe or is main apka apna hi faida hai so daily basis py study kren or apni earning ko increase kren .

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим