DESCRIPTION
Dear friends forex market Mein jab bhi Koi patron market banati hai to uski confirmation candle aapko deti hai is market mein agar aap candlestick patterns ko dekhkar trade karte hain to aapko yah pata hona chahie ki market Mein jab bhi Koi candlestick pattern banta hai to uski confirmation ka aap ko intezar karna chahiye jaise hi candlestick pattern Ban jata hai uske bad Jo next candle close hoti hai vah ab confirmation candle milati hai is market Mein trade lagane ke liye aapko intezar karna hota hai jaise hi market aapki ki anil says ke naihar se munh mat karti hai aap is Market metro open kar sakte hain.
Conformational Candlestick
Dear friends jab market Mein hammer candlestick ya shooting star pattern banta hai to Uske bad Hamesha Ek conformational candlestick banti hai Jo Humko market ki next movement ke bare mein indicate karti hai Ham is conformational candlestick ko further two parts main divide kar sakte hain jin ko briefly explain krny ja rha hun.
Bullish Confirmational
Dear friends jab conformational candlestick hammer candlestick ya shooting star patterns ki closing ya opening price ko break kr kay upar chali jati hai tu isko hum bullish conformational candlestick kehte hain. Ya market ma further bullish trend ko show krti hai.
Bearish confirmational
Dear friends jab conformational candlestick hammer candlestick ya shooting star patterns ki closing ya opening price ko break kr kay neechay chali jati hai tu isko hum bearish conformational candlestick kehte hain. Ya market ma further bearish trend ko show krti hai.
Trading Strategies
Dear friends aapko Hamesha conformational candlestick Ka Intezar Karna chahie aur uske bad trade Karni chahiye ki aap ki ek bahut hi important trading strategy Hai Kyunki Kuchh members ya mistake kar dete Hain Ki Jab vah hammer candlestick ko dekhte hain ya FIR shooting star pattern ko dekhte hain to Uske fauran Baat apni trade open kar dete hain aur conformational candlestick Ka Intezar Nahi Karte aap ko Hamesha conformational candlestick Ka Intezar karne ke bad hi hi next movement ko judge karke hi trade Lagani chahiye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим