AOA
Financial market ki agr nature ko dakha jaye to wo by nature volatile hoti hain. But jb forex ki bat ati hai to volatility reality ban jati hai. Sb trader es volatility k sath rehna sekh lety hain. Forex market ma multiple factors hoty hain jis ki waja sy forex unpredictable or uncertain ho jata hai. Pehle ham forex pairs par bat kae lety hain.
What is forex pairs.
Forex ma trading 2 currencies k bech ma ki jati hai. En currencies ko ham pair kehty hain. Agr trader volatile pair ma trade karna learn kar ley to ye us k lae bhot big advantage ki waja ban sakti hai. Now ham volatility ko explain kar lety hain.
What is volatility.
Forex pairs par us country ki economy bhot matter karti hai. Es k elawa b multiple factor hoty hain jo kisi currency ki performance ko change kar sakty hain. Es ma bhot sary economic or other indicators ho sakty hain jis ma GDP, interest rate, trade balance wagera shamil hain. Es k elawa kuch sudden developments b currencies par nazar andaz ho sakti hain jesa k natural disasters, political instability or war wagera shamil ho sakty hain. So jaha positive effects kisi country ki economy par matter karty hain waha par negative effects b es pae etna he effect dalty hain.
Forex trading and volatility.
Forex trading ma volatility ko measure karny k lae trader k pass experience or us particular currency pair ki understanding b honi chahe. Forex trading ma high volatile pairs jaha par hoty hain waha par low volatile pairs b hoty hain. New trader k lae zaruri hai k wo start ma low volatility waly pairs ko trading k lae choose karyn. Jb wo en k sath comfortable ho jayn to phr unko high volatile pair ki taraf jana chahe.
Better trading plan.
Forex trading bhot technical hain or es k lae trader k pass proper strategy or planning honi chahe. Ye trader k lae safe hai k wo hamesa trend ko follow kary or market k opposite chalny ki khosis na kary. Trader jb b volatile market k khilaf react karny ki khosis karta hai result loss or account wash ki sorat ma he nikalta hai. Volatile pair par trade karny k lae trader ko technical indicator ko follow karna hota hai. En ki help sy trader spike ko identify kar sakty hain ir safely trade kar sakty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим