AOA
Friends kia hal hn ap ky main umeed karta hn ky ap sub theak hon gyap zada sey zada fore x market ka knoealdge hasil karein or kamyabe hasil karty rahein q k ye ak ricky market hy es ly loss sey buchna hy aj ke post mein ap ky sath GDP per knowaldge share karna chahta hn ky GDP kia hy or es sey kese country ki economy ka andaza kasy karty hn umeed hy ap ko bohat infermation hasil ho gn
CONCEPT OF POST
Mujhe movie gharelu paidavar Ek makhsoos Mudit mein kis Kisi Mulk ke Serhadon ky andar taiyar Karda Tamam taiyar Shuda Saman khidmat ki kul maliyate yah market value Hai total velue gharelu paidavar ke vasi pamaney ke Taur per ya Kisi Mulk ki mashishi sehat ky Jama scorecard ke Taur per kam karta hai
DEFINIATION OF GDP
GDP ka matlab gross domestic products hai aur ye kisi bhi country ki economic conditions ko strong aur poweful benany mein bohat he zeada helpful sabit hota hai isi tahan agar kisi bhi country ki gross domestic products weak ho gi tou us country ki economic condition bhi weak ho gi gar kisi bhi country ki Gross Domstic Product increase hony lag jaye tou is ka matlab hai k us country ki economic condition bhi strong ho rahi hai agar hum GDP ko kisi other country mein export kerty hain tou is se humari counrty ki condition strong ho jatihai is liye humen chahiye k hum GDP ko zeada se zeada strong keren is se humary financial asstes bhi increase he hoty hain ye kisi bhi country ki goernment ko pata hota hai k us country ki country k andar aur country k bahar kiya ration chal rahi hai.
GDP CALCULATION
Gross domestic forumlay ma total imports or total exports ko b use kiya jata hai. Agr kisi country ki imports exports sy zayada ho jayn to unka gdp bhot kam ata hai. But agr kisi country ki exports zayada hon or imports kam hon to he gdp ki value pechly sal ki nisbat zayada ati hai. Jb gdp ki value pechly sal ki nisbat zayada ah he to investor es ka bhot positive asar lety hain or wo apni investment ko increase karny k bary ma sochna start kar dety hain. Agr gdp ki value low ah jae to investor apni investment ko limited kar leta hai or next year ki gdp ki value ka intazar karty hain.
CORRELATION OF GDP
Forex trading ma jb ik currency increase hoti hai or esk sath dosri currency b increase ho jae to ham esko positive correlation kehty hain. Ese tarha jb ik currency increase ho jae or eski base par dosri currency down fall kar jae to ham esko negative correlation kahyn gy. Forex trading ma es correlation ki trader ko jb knowledge ho to wo acha profit hasil karny k lae bhot achy signal gain kar sakty hain. Jo trader correlation ko samaj ni paty wo forex ma achy points ko hasil karny ma b kamyab ni ho paty. Forex trading ma jo knowledge ko prefer karta hai or economy ko better understand karta hai wo he acha perform karny ma kamyab ho sakta hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим