Trading ke liye every trader ek apni strategy istemal karta hai aur apni strategi istemal karte hue vah market mein trading kar raha hota Hai hamen chahie ke ham ek acchi strategy ke sath trading Karen taki ham market mein successful ho sake market mein kuchh log indicator base per trading kar rahe hote hain aur different type ke indicators ko istemal karte hue market mein state ji banate hain aur kuchh log market mein price action ko follow karte hue market mein trading karte Hain hamari state ji Jo bhi ho vah hamare liye behtar tab Hoti Hai jab hamen market mein profit hasil hota hai aur agar hamen market mein profit hasil Na ho to fir hamari strategy ka koi fayda nahin hota Hai.
Indicator based trading
Bahut Der trader market mein aise Hain Jo ki indicator base pair trading karte hain aur different types ke indicators key combination seva apni strategy banate hain aur Market mein working kar rahe hote hain indicators market ki indication ke liye hamare liye bahut hi use khol aur helpful hote hain aur ham indicator se indication lekar market mein bahut acchi trading kar sakte hain lekin hamen totally indicators par depend nahin karna chahie kyunki indicator se hamen achcha signal to mil sakta hai lekin ham hundred percent confirm nahin kar sakte hain. Indicator base per trading Karne Wale market ke analysis bahut kam karte hain vah indicated they depend karte hue market mein trading kah rahe hote hain lekin main samajhta Hun ki ham agar total indicator par depend karte hue market mein trading karenge to hamari trading profitable Nahin ho sakti hai kyunki ham kabhi bhi totally indicators per depend nahin kar sakte hain.
Price action based Trading
Market mein bahut se trader price action based trading karte hain aur ji trading Ka tarika market mein sabse best tarika hai.Price action trader actual mein best trader hota hai aisa trader price action isliye hota hai wo price pe analysis karta hai market ka jo behaviour repeat hota hai uski study karta hai market mei koi new cheez nahi aati hamesha market kisi pattern pe chale gi kabhi support and resistance pe kabhi sideways kabhi breakouts tu price action trader in sab chezon ka jaiza leta hai price action trader pattern se market ko identify karta hai apna time analysis pe de kar pura trend read karta hai woh hamesha techniques ko apply kar k opportunity find karta hai isliye price action trader successful hota hai.
Which is the best method:
Jahan tak mere opinion hai aur mera trading ka experience Hai to hamen chahie ki ham price action trading Kiya Karen aur sath mein indicators ko bhi use Kiya karen to tab hamare liye bahut hi best strategy ban jaati hai aur ham market mein bahut hi isliye profitable trading kar sakte hain agar ham only indicators per depended rahenge to fir ham market mein successful Nahin ho sakenge isliye hamen price action ko istemal karna chahie aur price action ko samajhne ki koi Shri Karni chahie aur sath mein candlestick patterns ko bhi follow karna chahie vah bhi hamare liye bahut hi Na lage phool aur profitable hote Hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим