Discussion about CCI (Commodity channel index)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discussion about CCI (Commodity channel index)
    Explanation

    Commodity channel index ( CCI) indicator current prices ko average prices se compare karne ke bad aapko results aur indications provide kar raha hota hai aur yah result aapki requirement aur input ke mutabik Mil Rahe hote hain Park simple agar aap is indicator ko last 10 candles yah last 20 candles ki average ki basis per results demand Karte Hain To yah aapki input ki basis per aapko result produce karke de raha hota hai aur aapko market Mein milane wali best buying ya FIR selling opportunities related notification de raha Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	1376056027.png
Views:	1
Size:	43.9 کلوبائٹ
ID:	12486867

    CCI Strategy

    Commodity channel index indicator RSI indicator aur MACD yah sab market Mein maujud Hote Hain ine ke alava aur bhi bahut se indicator Hote Hain Agar Ham Forex Mein kam karna chahte hain aur aur use Jyada onion Hasil karna chahte hain to hamare pass experience or knowledge Ka Hona bahut jaruri hai Kyunki Ham Apne experience aur knowledge ke sath market ka analyses karte hain aur us mein maujud Tamam tools ko acchi Tarah Se understand Karte Hain Uske bad Yahan trade open Karte Hain jisse Ham profit bhi Hasil kar parta Hai isiliye Hamen koi bhi business without experience aur knowledge ke start nahin karna chahie Agar ham without experience aur knowledge ke kam Karte Hain To usse Hamen nuksan ho jata hai.

    Click image for larger version

Name:	Forex-Alligator-CCI-SELL.jpg
Views:	1
Size:	132.2 کلوبائٹ
ID:	12486868

    Analysis

    Agar ham sirf moving averages per trade kerty hain tou bhi hamain CCI indicator ko sath mila ker use kerny sy market main trade open kerny ky liay best indications milti hain aur agar ham sirf is indicator ko use kerty hain tou hamain itni achi indication nehi milti ya tou hamain market ki current movement ky mutabiq same CCI indicator main moving average sy mutabiq sell aur buy ki indication hasil ker ky trade open kerna hoti hai ya phir ham other indicators jo moving average based hoty hain unky sath mila ker use kerny sy hi acha indication hasil hoti hai aur ham is per trade open ker lety hain jis sy hamari trade main profit hasil hony ky chances increase ho jaty hain lehaza hamain pehly yeh pata hona chahiay ky CCI indicator ko read kis terha kerna hai aur best trading ky liay indication kis terha hasil kerny hai ky ham is per trade open kerain aur successful trade ho sake.

    Click image for larger version

Name:	Forex-CCI-Trend-Trading.jpg
Views:	1
Size:	85.5 کلوبائٹ
ID:	12486869
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discussion about CCI (Commodity channel index)

    Description

    Dear friends Forex trading Mein kamyabi Hasil karne ke liye aapko market Mein available different indicators ko properly learning ke bad unko apni trading per apply karne se hi hi best results mil sakte hain lekin Agar aapke pass different indicator se related complete information aur knowledge nahin hai to aap kabhi bhi indicator ko properly apni trading per use nahin kar sakte isliye market Mein jitne bhi indicator se unko apni trading per apply karne ke liye aapko UN se related complete information Hasil kar leni chahie.Commodity channel index ( CCI) indicator Ek bahut hi important indicator hai jo aapko market mein Main buying aur selling se related indication provide kar raha hota hai aur is indicator mein aapko bahut acchi e trading activities mil sakti hai lekin is ke liye aapko is related proper learning Hasil karne ke sath sath iski properly calculation ki jarurat hoti hai.


    Click image for larger version

Name:	unnamed.gif
Views:	3
Size:	23.1 کلوبائٹ
ID:	12354523

    CCI (Commodity channel index)Predictions

    Dear friends CCI insicator hamain selk and buy positions ki better identification aur entry point batata hay. Like other indicators yeh indicator bhi past data use kar kay calculations batata hay. Jis say ham bullish main timely buyung entry say aur bearish trend main timely selling entry say achi earning kar sakty hain. CCI ko miving average kay sath mila kar use kia jata hay. Iski calculation kay liye security ki mean price aur jo period use kia jay uski average kay farq ko use kia jata hay. Is farq ko average period kay farq say compare kia jata hay. CCI ka ye formula hay.

    Click image for larger version

Name:	ccisignals.png
Views:	2
Size:	12.6 کلوبائٹ
ID:	12354524

    Advantage of CCI (Commodity channel index)

    Dear friends Commodity channel index ke hamari trading mein kafi jyada advantage hai aur yah hamare liye ek signal ka hai work karta hai agar Ham iski again and again practice Karen aur isko daily basis per apne chat pe apply Karen to hamen kafi good results milte Hain aur main samajhta hun kya agar Ham iski practice Kar Le to Ham market mein bahut hi good trading kar sakte hain isliye jarur commodity channel index ko apply karen to aap Koi se kafi good reasons mil sakte hain aur yah trading mein bahut hi beneficial hai aur agar half is ko bech time frame per apply karte Hain to yah aapko bahut hi good entry point de sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	super-cci-nq-10000-ticks.png
Views:	1
Size:	21.6 کلوبائٹ
ID:	12354525

    How to use CCI (Commodity channel index) in trading

    CCI indicator mojoda price ko average price k sath aik khas waqat k lehe compared karta hai. Values zero se uper nechay fluctuations karti hai. Aksar hum ne dekha hai k ziada tar 75% tak jo qeematen hen wo 100 aur - 100 ki darmeyan ati hai jab k sirf 25% qeematen is line ko yani 100 aur - 100 k line ko cross karti hai. Is se kisi pair ki ya kisi stock ki strongness aur weakness ko zahir karti hai.CCI indicator me jitna hum lamba time period ko istemal karengay to us se hamen ziada faida hasil hota rahega. Q k hamare target me ziada values ati rahe gi. Forex trading me CCI strategy ko hum kisi values ko 100 se above ya 100 se belwo k leye select karte hen jo k khas time peroid pe munhasir ho sakta hai. CCI indicator ko hum weekly base pe long term aur daily base pe short term trading k leye istemal kar sakte hen.

    Click image for larger version

Name:	A-Simple-CCI-Strategy-for-Scalpers_body_Picture_1.png
Views:	3
Size:	72.0 کلوبائٹ
ID:	12354526

    اب آن لائن

    Working...
    X