Trand identify forex market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trand identify forex market
    IMPORTENC OF TRAND IN FOREX
    Dosto aik perofational trader ke liye market tren ke pechan karna bohat he lazim hay trend ke pechan ke baghair aysa he hay jaise loss ko dawat dena to zarori hay ke phale trend ko ache tarah se identfy kya jai or trade ke jai age chal kar hum market tren ko samajhne ke koshis karainge jaisa ke hum jante hain ke trend ko hum akasar teen yane 3rd parts main jante hain

    1 UPTREND
    2 DOWN GRAND
    3 SIDEWAY TREND
    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	18.7 کلوبائٹ
ID:	12486848

    UP TREND
    Friends jab bhe market main up trend hota hay to yah hum is ko trend line ko chart main draw karke is tarah se sport level ko milte hain ke price is ce neche na ho trend ke pechan hamasha risistence or spoort ko dakh kar he karte hain jab trend ristence or spoort lagate hoe uper ko jai to hum is ko up trend kahte hain or tab tak market se exit nahe hote jab tak brakeout na ho mazeed rahnmai ke liye tasveer ko dakhain

    Click image for larger version

Name:	images (2).png
Views:	1
Size:	15.0 کلوبائٹ
ID:	12486855

    Dosto ab dakhte hain aapne topic ke dosre trend ko jo ke down trend kahlata hay yah bhe is he tarah se market main bantahay is ka daromadar bhe spoort or risistenc par he hota hay is ko samajhna bohat he asan hota hay munasib waqat par trene ke mutabik intre profit able trade ke liye be had zarore hay jab tak brake out na ho trader is se acha munafa hasil karta hay tasveer main is ke waze misal mojod hay mulakhta farmain

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	5
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12486856

    SIDEWAY TREND

    to dosto ab bare ate hay side way trend side way trend main traders ke liye khredari or bikwali karna zara mushkil hota hay is liye aik acha trader is main trade lane se dor he rahta hay or trand ke stable hone ka intazar karta hay sideway trend bhe risistence or sport ke buniad par he pechana jata hay or chart main line draw karke is ko wazhe kya ja sakta hay jaisa ke tasver main zahir hayor aik trend main chahe woh koi bhe trend ho woh primery or secndry or miner trend par mustmil hota hay jis main bohat he dor andshe wale trader trade kartehain

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	7
Size:	30.3 کلوبائٹ
ID:	12486859
    Thank you for your attention
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trand identify forex market

    Analyses ko achi tarah samjny kay liye economic calendar ko samjna cheye hota hai. Economic calendar istemaal kar kay traders ko sahi pata lagta hay kay market kise khas simt main kun move kar rahi hai, aur es kay sath market kay baaary main andaza bhe laga bhe lagaya ja sakta hai kay market ka agla move kesy hoga. Amoomi toor par market jo sab sy zaida economic data asar-andaaz hota hai us main GDP aur NonFarm Payroll number weghraa haain. Ye economic news matket par kafi zaida asar andaaz hoti hain aur behtareen trading opportunities faraham karti hain.

    Role of Economic Calander in Forex Trading.

    Sb sa phly aapko economiic calendars dekhna hota hai, usk bad aapko trade ka faisla krna hota hai. Experience traders daialy basis par economic calendar ka mushahida karty hain aur us sy phir kisee currency pair par kesy tradae karni hai ess baat ka andaza lagaya jaata hai. Traders hazraat news aany sey paehly hee ko anticipate karty hain aur jis currency pair ya cross pair par trading kaarna hoti hai us main entry lenea start kar dety hain. Economic events sy long term main forex market ke direction ka paata chalta hay, forex markets sy muraad yeh hai kay jo currency kise makhsoos news sy jurri hoti hai uske simat ka taaiyun kiyaa jaa saktaa hai.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Trand identify forex market

      Analyses ko achi tarah samjny kay liye economic calendar ko samjna cheye hota hai. Economic calendar istemaal kar kay traders ko sahi pata lagta hay kay market kise khas simt main kun move kar rahi hai, aur es kay sath market kay baaary main andaza bhe laga bhe lagaya ja sakta hai kay market ka agla move kesy hoga. Amoomi toor par market jo sab sy zaida economic data asar-andaaz hota hai us main GDP aur NonFarm Payroll number weghraa haain. Ye economic news matket par kafi zaida asar andaaz hoti hain aur behtareen trading opportunities faraham karti hain.Role of Economic Calander in Forex Trading.Sb sa phly aapko economiic calendars dekhna hota hai, usk bad aapko trade ka faisla krna hota hai. Experience traders daialy basis par economic calendar ka mushahida karty hain aur us sy phir kisee currency pair par kesy tradae karni hai ess baat ka andaza lagaya jaata hai. Traders hazraat news aany sey paehly hee ko anticipate karty hain aur jis currency pair ya cross pair par trading kaarna hoti hai us main entry lenea start kar dety hain. Economic events sy long term main forex market ke direction ka paata chalta hay, forex markets sy muraad yeh hai kay jo currency kise makhsoos news sy jurri hoti hai uske simat ka taaiyun kiyaa jaa saktaa hai.
       

      اب آن لائن

      Working...
      X