What is candle stick

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is candle stick
    Assalam alaikum dear forum members umeed karta hn k aap sb khairiat se hn gy kr apka trading week bahut acha gaya ho ga.
    dear members roz marah ki trading maij hmara cnadlestick chart se taluq hota ha or agr hamen in candles ko read karna ni ata to hum achi trading ni kar paty.
    esi lye aj ki post main huk candle sticks ko detail se study karen gy taa k hum inko read kar sken or inki readings ko use karty hovy achi trading kar sken.


    WHAT is Candle Stick?

    Dear members candle stick basically price movememnt ko show karti ha forex market main. Ye rectangular shape vertical body hoti ha jo k price k opr jany py opr ki trf body bnati ha jb k price k nechy any py nechy ki trf body bnati ha.
    Candlestick chart forex trading main sb se ziada use kia jany wala chart ha or isko smjhna bht important ha Q k ye technical analysis ki base ha.
    jb tk candlesticks ko ni smjha ja skta tb tk technical analysis ni ho skta.

    Aik candle hamen bht sari chzon k bary main information deti ha es lye es k parts hain jo k nechy ntaye gaye hain.

    Real body
    Open
    Close
    High
    Low
    Spike up
    Spike down.

    in tmam parts ko hum nechy tafseel se bayan kar rhy hain.

    Click image for larger version

Name:	A2319AE5-6C60-440C-AB67-1CD2BDE130A2.jpeg
Views:	1
Size:	19.6 کلوبائٹ
ID:	12486840

    Real Body:

    Dear members jahan se market ki price open hoti ha or jahan close hoti ha us area main candle stick ki body banti ha or esko real body kaha jata ha.
    ab market proce opr ki trf bhi ja skti ha or nechy ki trf bhi to estrha candle stick ki body opr bhi banti ha or nechy bhi es lye eski 2 types hain.

    Bearish Candlestick.
    Bullish Candlestick.


    Click image for larger version

Name:	AD7A88FB-BBDA-41A4-A369-72537E4D9621.png
Views:	1
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12486841

    jis candle ki body opr ki trf banti ha mtlb k jo price k barhny ko show karti ha wo bullish candle khlati ha.

    jb k jo candle price k km hony ko show karti ha or eski body nechy ki trf banti ha wo bearish candle khlati ha.
    In dono candles main color ka difference hota ha jo k ap apni marzi se select kar skty hain.
    normally red bearish hota ha or green bullish.


    Open: Dear members jahan se market price open hoti ha or candle stock ki body ban'na start hoti ha usy open price kaha jata ha.

    Close: Dear members jahan py market ki price close hoti ha or candle stick ki body end hoti ha usy close price kaha jata ha.


    Spike Up:

    Dear members jb market main bullish candle banti ha or wo opr ja k wpais nechy ati ha to candle k opr ki trf aik shadow banta ha jsy spike kaha jata ha or ye selling pressure ko zhr karta ha k opr se market ko sell kia gaya jski wja se prices nechy aa gaen.

    or jo ws spike ka high hota ha esko hi candles ka high kaha jata hai

    Click image for larger version

Name:	3D41F507-51C5-4BA1-BEC3-87D324FC1439.png
Views:	28
Size:	14.5 کلوبائٹ
ID:	12486846


    skipe down ..

    Dear members jb aik candle bearish bnti ha or nechy ki trf jati ha to us k bad agr pice opr aa jay to candle ki body nechy se khtm ho jati ha or nechy aik shadow banta ha jsko spike kaha jata ha.
    ye buying pressure ko zhr karta ha k price nechy gai magars buyers ny price konopr push kar dia.




  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is candle stick

    Candle Stick


    Click image for larger version

Name:	images (208).png
Views:	12
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12354495

    Candlesticks ka istemal sab se pehle japan me hota tha, jab k Western me financial analysis k leye baar pattern ka istemal kia jata tha. Baar bhi candle stick k tarah aik makhsos time period k dowran qeematon k bare me information dete hen, lekin jo information candlestick se melti hen, wo baar pattern me nahi hai. Japanese Candlesticks ka istemal western me sab se pehle Steve Nison ne kia.
    Candlesticks aik makhsos time period k dowran qeematon ka open, close, high aur low positions batate hen. Candlestick k timeframes mukhtalif ho sakte hen, jo k one minute se shoro ho kar one month tak hote hen.

    Candlestick k Aham Nukaat


    Click image for larger version

Name:	images (209).png
Views:	1
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12354496
    1. Agar aik candle ki close price open price se upper ho to ye bullish candle hoti hai, jis ko aam tawar par white color se zahir kia jata hai.
    2. Agar aik candlestick ki open price close price se ziada ho to us sorat me ye bearish candle hogi, jis ko aam tawar par black color se show kia jata hai.
    3. Candle stick k White aur black area ko real body kaha jata hai.
    4. Candle stick ki sab se patli (thin) area ko candle ka wick ya shadow kaha jata hai.
    5. Candlestick k top shadow ko high price kaha jata hai.
    6. Candlestick k lower shadow ko low price kaha jata hai.


    Agar aik candle ki real body bari hogi to us ko long candle kaha jata hai, jab small body wali candle ko short candle kaha jata hai.

    Candle Stick ki Aqsaam


    Wese to candlesticks ki timeframe aur qeematon k mutabiq bohut sare shape bante hen, lekin aam tawar par aik candle ki teen aham aqsaam hoti hen;

    1. Bullish Candle
    2. Bearish Candle
    3. Doji Candle



    1. Bullish Candle

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211218_140016.jpg
Views:	2
Size:	40.3 کلوبائٹ
ID:	12354499

    Jab bhi aik candle ki open price se closing price ziada hongi to ye candle aik bullish candle bane gi aur is candle ka color white (ziada tar istemal hone wala) ya green ban jata hai.

    2. Bearish Candle

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211218_140003.jpg
Views:	2
Size:	42.0 کلوبائٹ
ID:	12354498

    Jab bhi candle stick me qeematen high open aur low close ho, to is candle ko black (ziada istemal hone wala) ya red color se bhar deya jata hai, aur is candle ko bearish candle kaha jata hai.

    3. Doji Candle



    Doji candle me real body nahi hoti hai, yani candle ki opening aur closing prices same hoti hai. Candle ka kisi aik side pe ya dono side pe aik saya bhi ban sakta hai lekin real body bulkul nahi hoti.
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: What is candle stick

      EXPERINCE ABOUT CANDLESTICK;

      Dear members Forex trading Wese to candlesticks ki timeframe aur qeematon k mutabiq bohut sare shape bante hen, lekin aam tawar par aik candle ki teen aham aqsaam hoti he Market main working karty hain to us k related humy proper information honi chahye, ta k hum achi earning kar sakhyn tab hi hum successful hon gy. otherwise humry liye trading karna bhot hi difficult ho jay ga.jab ap market main apny analysis ko complete karty hain to ap ko maximum advantages available hoty hain.
      Doji Candle;

      Dear forex mamber market mein lachak dar reh sakta hai tajraton ki ziyada tadaad par amal daraamad ki wajah se, currency jore jo DOJI CANDLE KO SAMJHNA CHAHE PHIR DOJI CANDLE KO SAMJHNA CHAHE PHITRADE KI TARAF BARHNA CHAHE aur qeematon mein utaar charhao dono paish karte hain misali hain. yeh anasir sakht boli ke zariye mo-asar tijarat ko farogh dete hain aur phelao ko mehdood karte hain aur mehdood phisaltay hain, is terhan ziyada tar scalping hikmat amlyon ki taseer mein izafah hota hai Modern technology ne retail taajiron ko daur daraaz se scalping ke tareeqay istemaal karne ki salahiyat di hai. bohat si brokage services kam takheer se market tak rasai ke ikhtiyarat aur software plate form paish karti hain jin mein jadeed faalit hoti hai. chahay aap ki forex scalping hikmat e amli mukammal tor par khudkaar ho ya sawab dedi, usay market mein tainaat karne ka mauqa hai . market mein entry bhi perfect aur achcha profit bhi yakin possible ho sakti hai isliye aaj ke is post ko follow karte hue agar market mein entry se pahle sab kuchh perfect banakar market mein inter ho jaaye to ham kamyab ho sakte hain trading kay bary me bhi knowledge bhi hay and time frame ka agar ap bhe maximum time dety hian to apko bhi trading ka knowledge bhi mil jayga and ap easily best say best profit bhi earn kr lengy aur ache trading bhe kerr skaen gaay;;;;
      Bearish Candlestick;

      DEAR member market mein currency ki pair ko select karna padta hai aur use per trade Karni Hoti hai ham ek waqt mein ek pair mein ek currency ko sell kar rahe hain to ek currency ko buy kar rahe hain aate Hain is Tarah se hamari market mein trading Hoti hai hamen chahie ke hamen major currency pair ka experience hasil Karen aur anpadh trading Kiya Karen kyunki unhen mortality kafi acchi hoti hai hai aur inmoment bhi kafi ho jaati hai isliye hamen major pyar ko select karna chahie ine se hamen kafi profit mil sakta hai Kisi bhi pair trading Karni chahie jab hamen practice ho jayegi phR ham trading karna bhi aasani se Sikh jaenge aur acche trading karenge. Aur market waahan sy kesy reversal bana rahe hai. Jesy he market demand zone main jaati hai to market main buyers ke sharp movement dekhny ko milte hai aur esi tarha jab supply zone main jaatee hai to sellers in control nazar aaty hain. yeh pasandeeda nahi ho sakta position trading mumkina tor par fawaid haasil kar sakti hai kyunkay tajir mazboot rujhanaat ka faida uthany ki position mein hai. is ke ilawa, tajir ko qaleel mudti market ke utaar charhao se mutaliq nahi, sirf market ki macro simt hai. jab position trading hoti hai, munafe ko barqarar rakhnay ke liye kisi ko market mein daakhil honay ya bahar niklny mein durust honay ki zaroorat nahi hoti hai .


      • #4 Collapse

        Re: What is candle stick

        Assalam O Alikum dear friends I hope you all are will be fit and fresh . friends now I will explain a candle candlestick A candle candlestick is a type of price chart used in technical analysis that displays the high, low, open, and closing prices of a security for a specific period. It originated from Japanese rice merchants and traders to track market prices and daily momentum hundreds of years before becoming popularized in the United States. The wide part of the candlestick is called the "real body" and tells investors whether the closing price was higher or lower than the opening price (black/red if the stock closed lower, white/green if the stock closed higher).

        ★ Key Takeaways

        Candlestick charts display the high, low, open, and closing prices of a security for a specific period.Candlesticks originated from Japanese rice merchants and traders to track market prices and daily momentum hundreds of years before becoming popularized in the United States. Candlesticks can be used by traders L

        for chart patterns.👇👇Click image for larger version

Name:	CandlestickDefinition3-a768ecdaadc2440db427fe8207491819.png
Views:	2
Size:	140.4 کلوبائٹ
ID:	12355173✓The candlestick's shadows show the day's high and low and how they compare to the open and close. A candlestick's shape varies based on the relationship between the day's high, low, opening and closing prices. Candlesticks reflect the impact of investor sentiment on security prices and are used by technical analysts to determine when to enter and exit trades. Candlestick charting is based on a technique developed in Japan in the 1700s for tracking the price of rice. Candlesticks are a suitable technique for trading any liquid financial asset such as stocks, foreign exchange and futures.

        ★👇👇👇green candlesticks indicate there is strong buying pressure; this typically indicates price is bullish. However, they should be looked at in the context of the market structure as opposed to individually. For example, a long white candle is likely to have more significance if it forms at a major price support level. Long black/red candlesticks indicate there is significant selling pressure. This suggests the price is bearish. A common bullish candlestick reversal pattern, referred to as a hammer, forms when price moves substantially lower after the open, then rallies to close near the high. The equivalent bearish candlestick is known as a hanging man. These candlesticks have a similar appearance to a square lollipop, and are often used by traders attempting to pick a top or bottom in a market.
        • #5 Collapse

          Re: What is candle stick

          Dear friend khairiat se hn gy kr apka trading week bahut acha gaya ho ga.
          dear members roz marah ki trading maij hmara cnadlestick chart se taluq hota ha or agr hamen in candles ko read karna ni ata to hum achi trading ni kar paty.
          esi lye aj ki post main huk candle sticks ko detail se study karen gy taa k hum inko read kar sken or inki readings ko use karty hovy achi trading kar sken.


          what is candlestick
          Dear members candle stick basically price movememnt ko show karti ha forex market main. Ye rectangular shape vertical body hoti ha jo k price k opr jany py opr ki trf body bnati ha jb k price k nechy any py nechy ki trf body bnati ha.
          Candlestick chart forex trading main sb se ziada use kia jany wala chart ha or isko smjhna bht important ha Q k ye technical analysis ki base ha.
          jb tk candlesticks ko ni smjha ja skta tb tk technical analysis ni ho skta.

          Aik candle hamen bht sari chzon k bary main information deti ha es lye es k parts hain jo k nechy ntaye gaye hain.

          Real body
          Open
          Close
          High
          Low
          Spike up
          Spike down.

          Click image for larger version

Name:	images (26).jpeg
Views:	6
Size:	31.8 کلوبائٹ
ID:	12355183


          Real Body
          Dear members jahan se market ki price open hoti ha or jahan close hoti ha us area main candle stick ki body banti ha or esko real body kaha jata ha.
          ab market proce opr ki trf bhi ja skti ha or nechy ki trf bhi to estrha candle stick ki body opr bhi banti ha or nechy bhi es lye eski 2 types hain.

          Bearish Candlestick.
          Bullish Candlestick

          Click image for larger version

Name:	IMG_20211218_140016.jpg
Views:	2
Size:	40.3 کلوبائٹ
ID:	12355184

          Jab bhi aik candle ki open price se closing price ziada hongi to ye candle aik bullish candle bane gi aur is candle ka color white (ziada tar istemal hone wala) ya green ban jata hai.
          Click image for larger version

Name:	IMG_20211218_140003.jpg
Views:	2
Size:	42.0 کلوبائٹ
ID:	12355186
          bhi candle stick me qeematen high open aur low close ho, to is candle ko black (ziada istemal hone wala) ya red color se bhar deya jata hai, aur is candle ko bearish candle kaha jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: What is candle stick

            EXPERINCE ABOUT CANDLESTICK;

            Dear members Forex trading Wese to candlesticks ki timeframe aur qeematon k mutabiq bohut sare shape bante hen, lekin aam tawar par aik candle ki teen aham aqsaam hoti he Market main working karty hain to us k related humy proper information honi chahye, ta k hum achi earning kar sakhyn tab hi hum successful hon gy. otherwise humry liye trading karna bhot hi difficult ho jay ga.jab ap market main apny analysis ko complete karty hain to ap ko maximum advantages available hoty hain.
            Doji Candle;

            Dear forex mamber market mein lachak dar reh sakta hai tajraton ki ziyada tadaad par amal daraamad ki wajah se, currency jore jo DOJI CANDLE KO SAMJHNA CHAHE PHIR DOJI CANDLE KO SAMJHNA CHAHE PHITRADE KI TARAF BARHNA CHAHE aur qeematon mein utaar charhao dono paish karte hain misali hain. yeh anasir sakht boli ke zariye mo-asar tijarat ko farogh dete hain aur phelao ko mehdood karte hain aur mehdood phisaltay hain, is terhan ziyada tar scalping hikmat amlyon ki taseer mein izafah hota hai Modern technology ne retail taajiron ko daur daraaz se scalping ke tareeqay istemaal karne ki salahiyat di hai. bohat si brokage services kam takheer se market tak rasai ke ikhtiyarat aur software plate form paish karti hain jin mein jadeed faalit hoti hai. chahay aap ki forex scalping hikmat e amli mukammal tor par khudkaar ho ya sawab dedi, usay market mein tainaat karne ka mauqa hai . market mein entry bhi perfect aur achcha profit bhi yakin possible ho sakti hai isliye aaj ke is post ko follow karte hue agar market mein entry se pahle sab kuchh perfect banakar market mein inter ho jaaye to ham kamyab ho sakte hain trading kay bary me bhi knowledge bhi hay and time frame ka agar ap bhe maximum time dety hian to apko bhi trading ka knowledge bhi mil jayga and ap easily best say best profit bhi earn kr lengy aur ache trading bhe kerr skaen gaay;;;;
            Bearish Candlestick;

            DEAR member market mein currency ki pair ko select karna padta hai aur use per trade Karni Hoti hai ham ek waqt mein ek pair mein ek currency ko sell kar rahe hain to ek currency ko buy kar rahe hain aate Hain is Tarah se hamari market mein trading Hoti hai hamen chahie ke hamen major currency pair ka experience hasil Karen aur anpadh trading Kiya Karen kyunki unhen mortality kafi acchi hoti hai hai aur inmoment bhi kafi ho jaati hai isliye hamen major pyar ko select karna chahie ine se hamen kafi profit mil sakta hai Kisi bhi pair trading Karni chahie jab hamen practice ho jayegi phR ham trading karna bhi aasani se Sikh jaenge aur acche trading karenge. Aur market waahan sy kesy reversal bana rahe hai. Jesy he market demand zone main jaati hai to market main buyers ke sharp movement dekhny ko milte hai aur esi tarha jab supply zone main jaatee hai to sellers in control nazar aaty hain. yeh pasandeeda nahi ho sakta position trading mumkina tor par fawaid haasil kar sakti hai kyunkay tajir mazboot rujhanaat ka faida uthany ki position mein hai. is ke ilawa, tajir ko qaleel mudti market ke utaar charhao se mutaliq nahi, sirf market ki macro simt hai. jab position trading hoti hai, munafe ko barqarar rakhnay ke liye kisi ko market mein daakhil honay ya bahar niklny mein durust honay ki zaroorat nahi hoti hai .


            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: What is candle stick

              INTRODUCTION :






              Hello friends kasa ho ap sab umeed ha ap sab thek ho ga or ap ke trading achi horahe ho ge or ap log trading karka acha profit bhi hasil kar raha ho ga or mara kuch dost abhi abhi trading start kar raha ho ga jin ko trading ka bara ma abhi kuch bhi ni pata ho ga par aj ma apna inin dosto ka sath forex trading ka kuch point share karo ga jin ko samjna ap sab ka liyaliya zarori ha q ka ya market or trading ma ak kas ahmet rakhta ha. Jo aj ka hamara topic ha os ka name candel stick ha. Agar ap na aj ka topic sai sa samaj liya toto mujha yaken ha ka ap ko trading ma kuch na kuch profit zaror ho ga to isis liya aj ka topic mara sab dosto ka liya kas hona walawala ha jo dost new ha trading ma or jo mara dost kafi time sa kar raha ha trading.






              WHAT IS CANDEL STICK :






              Dosto aj ma ap ko candel stick ka bara ma batao ga ya candel market ke movement ko karana ma madad karta ha or ya huma market ke sai movement ka bara ma batate ha. Ya candels kuch rectangular shape ma hota ha ya ap ko market ka chart ma kuch rectangular shape ma nazar ay ga. Is pattern ma jab market uper ke side par ja rahe ho to ya is ko uper jana ma madad karta ha or jab market down side a rahe ho to is ko down side jana ma madad karta ha. Ya candlestick market ma sab sa zada use kiya jata ha q ka ya pattern market ma is liya bhi bahot zada use kiya jata ha q ka bahot sa traders is ka zariya market ka chart ko analyse karta ha. Ya candels hum market ka bahot se use hona wale information ka bara ma batat ha. Is ma bahot sa points hota ha jo ka chart ko samajna ka liya zaroori ha.




              IMPORTANT CANDLESTICK POINTS :





              1:REAL BODY.

              2:HIGH POINT.

              3:LOW POINT.

              4:OPEN CANDEL POINT.

              5:CLOSE CANDEL POINT.

              6:UPPER SHADOW.

              7:LOWER SHADOW.







              1:REAL BODY.



              Jis point sa market open hote ha waha sa real body banna start hote ha or jaha pa ja kar market close hote ha is point ma ja kar real body close hote ha. Ya realbody market ka open or close ma bante ha. Ya real body breash ma bhi bante ha or ya candel huma bullish ma bhi dakhna ko milte ha.






              2:UPPER SHADOW :





              Dosto jab market ma bullish candel bante ha to ya candel market ma up side ke traf jate ha or jab market ma candel apna high ko tech kar ka wapas apni open tak a jay to jo market chart ma high sa la kar open tak move karte ha esa hum upper shadow kahta ha.





              3:LOWER SHADOW :





              Jab market ma breash bante ha to market down side sa move kar ka uper ke traf ate ha to close hojate ha to jo market down sa uper a kar close hote ha esa is ka betch ma market jo hight banate ha esa hum lower shadow kahta ha.

              اب آن لائن

              Working...
              X