Few important techniques for trading....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Few important techniques for trading....
    Forex trading karna itna aasan Nahin Hai iske liye hamen pahle mehnat karni padati hai aur kuchh techniques ko sikhana padta hai tabhi ham trading kar sakte hain agar ham trading ko bahut jyada easy Lete Hain to fir bhi ham kamyab Nahin ho paate Hain kyunki hamen pahle iske liye hardworking karni padati hai aur trading ke liye kuchh techniques ko samajhna padta hai tab hi ham kamyab ho sakte hain isliye hamen mehnat karna chahie aur trading ko sikhana chahie jab ham acche tarike se Sikh jaenge to fir yah trading hamare liye aasan hogi aur ham bahut hi aasani ke sath trading kar sakenge isliye hamen pahle trading ko sikhana bahut jaruri hai tab hi hamen kamyabi mil sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-17T083750.931.jpeg
Views:	1
Size:	23.5 کلوبائٹ
ID:	12486593


    Technical Analysis:

    Successful trading ke liye market ke technical analysis karna bahut jaruri hote Hain jab ham market ke acche tarike se technical analysis kar lete hain to tab hi ham market ko samajh sakte hain aur tabhi ham profitable trading kar sakte hain jab tak ham market me technical analysis nahin kar sakte hain to tab tak ham market ke trend ko find nahin kar sakte hain to Is Tarah hamen Kabhi kamyabi Nahin mil sakti hai isliye hamen market ko acche tarike se analyse karna padta hai aur jab hamen koi acchi entry milati Hai to tab hi ham trade kar sakte hain SO technical analysis karna hamare liye bahut jaruri hai.

    Fundamental Analysis:

    Technical analysis ki Tarah fundamental analysis bhi hamare liye bahut hi important hote hain kyunki without fundamental analysis ke bhi ham market mein successful Nahin ho sakte hain fundamental analysis hamare technical analysis se bhi jyada important hote hain kyunki job market fundamentally movement karti hai to hamare technical analysis bhi fail ho jaate Hain aur market kafi badi movement Kar jaati Hai isliye hamen fundamental analysis ko samajhna bhi bahut jaruri hai aur market mein jitni bhi news release Hoti Hai hamen unke related knowledge Hona chahie ki kaun si news kis time per release hoti hai aur uske kitne impacts hote hain tab hi ham acche tarike se fundamental analysis kar sakte hain.

    Demo Account practice:

    market mai agr aap successful trading karna chaty hain to aap ko achi strategies par trading karny k liye demo account par practice karna ho gi agr aap es main achaa experience hasil kar lety hain to app successful trading kar sakhty hain es liye aap ko apna demo account per experiance gain karny k liye properly time dena chahy tak aap trading mai kamyabi hasil karain. Jab tak ham demo account ki acche tarike se practis nahin kar lete hain tab tak ham Apne analyses ko powerful Nahin banaa sakte hain aur Jaise Jaise hamari practice jyada hogi hamen market ka experience Hoga aur ham market mein easily successful ho sakenge.

    Support and resistance:

    Support and resistance market ke 2 important level hote hain isliye inko analyses karna bahut jaruri hota hai kyunki market mein jaaye level aise levels hote hain jahan se market rivers Hoti Hai yah market forward hoti hai isliye hamen in levels ko jarur and lies karna chahie aur inke related hamen knowledge Hona chahie jab ham market mein kisi bhi currency pair ke support and resistance ko analyse kar lete hain to hamari trading aasan ho jati hai aur ham bahut hi aasani ke sath market mein entry le sakte hain.

    Channel & Wedges:

    Forex market mein successful trading karne ke liye aapko hamesha channel Formation Process or rising falling Wedge Pattern ko achi tarah understand krna hota hai. Kunk channel Formation Process or isky breakout per aapko bahut achi confirmed entry milti hai. Eisi situation main aapko bahut jyada Profit mil sakhta hai. Market mein jab ham channels aur patrons ko acche tarike se analyse kar lete hain to fir bhi hamari trading aasan ho jaati Hai isliye hamen channel jod patterns ko jarur analyse karna chahie kyunki in se hamen kafi acchi market ki information mil jaati Hai.

    Conclusion:

    Hamen mehnat Karni chahie aur sabse pahle market ke related in techniques ko jarur samajh Lena chahie kyunki Jo log techniques ke sath kam karte Hain vah log hi kamyab hote hain aur jo log techniques ke sath Kam Nahin karte aur banaa intertrading karte Hain vah Kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte hain isliye hamen chahie ke ham forex market ko samjhe aur acchi se acchi techniques hasil Karen isliye hamen mehnat Karni chahie kyunki jab ham acche tarike se Forex ke business ko samajh jaenge to tab hi hamen success milegi.

اب آن لائن

Working...
X