Aslaam o Alaikum.
Dear friends!
aik continuous up trend main jab price pause karty hai aur kuch pips k liye support area k nazdeek aty hai to aisi situation ko ham pullback kehtay hain, pullback main price retracement ya correction karty hai jo support area ko touch karty hai traders aisi situation main market k support area say kisi aisay buy signal ya candle k wait main rehtay hain jis say rejection ka milna confirm hota hai isi situation ko ham clearly pullback k name say jantay hain,For example kuch retracemnt uptrend k again start honay say pehlay ko pullback kaha jata hai.
Example of Using a Pullback:
Dear friends!
mairay experience k mutabik jab price aik busllish trend main run kar rahi hoty hai to uski kuch aisi retracemnt hoty hai jo scalper traders ko uljhan main daal daity hai, trend ki isi retracemnt aur price k uljhan main daalnay ko pullback kehtay hain jis say bahut saray traders market k main trend ko follow karna chorr daitay hain aur main trend k against entr hona start ho jatay hain, laikin asal main price kuch correction k liye revers hoty hai jo kisi support tak tak apni movement karty hai isi movement ko traders pullback k name say jantay hain jis main agar ham trend main apni trades ko hold kartay huway kaam kartay hain to ham mazeed earning trend k hisaab say kar saktay hain jisay pullback ki koi parwah nai ki ja skaty hai.
Important Takeaways:
1. Pullback market k chart pay aik short reversal movement hoty hai.
2. Pullback again uptrend k start honay say pehlay aik short session ki movement hoty hai.
3. Jab price main other technical indications uptrend ka signal provide kartay hain tab pullback ki entry reversal k baad start hoty hai.
Trading Strategies for Pullbacks:
Logical question yeh hai k traders ko pullback main kaisay trading karni chaye, is question ka answer yeh hai k traders k liye sab say best yeh hai k wo fundamental tareekay say iski trades ko open karain aur price ka pullback broke honay ka wait karain agar aisa nai kartay hain to ho sakta hai kisi high impact news say price support ko break kar jai aur traders ki trade trape ho jaye is liye sab say better strategy yeh hai k jab tak fundamentally tareekay k sath price pullback break na kar day market main uptrend k sath again trading karna bilkul ghalt hai yahi sab say best strategy hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим