Parabolic SAR indicator in forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic SAR indicator in forex market
    Parabolic SAR indicator;


    Parabolic SAR indicator ko jesay Parabolic stop or reverse kay naam say bhe jaa jata hey basic tor par short period trader kay ley aik aam indicator hey halankeh esay long period trader bhe estamal kar saktay hein
    yeh indicator bohut say dosray indicator say thora mokhtalef hein kun keh kheyall har wakt market mein rehna hey agerchay essay estamal kea ja sakta hey tahum trader kay ley monasab hey keh jaisa keh parabolic stop or reverse indicator plateform banya ja sakta hey bohut say trader ko kam az kam es kay sath analysis kea hey
    yeh indicator finanacial assert par attention markoz kartay hein or yeh es baat kay baray mein fore tor par agah kartay hein keh market kab direction tabdel kar rehe hey



    Parabolic SAR ko metatrader chart par attached karna;


    Metatrader chart par parabolic ko attached karna bohut he assan kaam hey aap ko bas insert par click karnay ke zaroorat hote hey es kay bad trend es kay bad es ko chart par attached karnay kay ley serf Parabolic SAR ko montakhab karen
    Click image for larger version

Name:	Image-1-how-to-add.jpg
Views:	1
Size:	56.9 کلوبائٹ
ID:	12486480


    How to read the indicator;


    Parabolic SAR chart par points ko plat karta hey jo short period mein trend ke direction ko dekhata hey jab point candle stick kay nechay hotay hein to yeh bata hey keh nechay buyer pressure hey or market ko high mein lay kar ja raha hey aap daikhen gay keh yeh point kes tarah laga tar taron mein chaltay hein trader ko os trend ko zyada long karnay ke koshesh karta hey jetna woh os kay baghair kar sakta hey
    idea yeh hey trader ko yeh indicator market ke direction ko batata hey keh stop loss kahan par rakhna hey or ager yeh hit h jatt hey to aap daikhen gay point sides ko change kartay hovay overall trend ko tabdell kar rahay hein Click image for larger version

Name:	PSAR-on-chart-image-2.jpg
Views:	1
Size:	58.0 کلوبائٹ
ID:	12486486



    Parabolic SAR trading strategy;


    Click image for larger version

Name:	image-3-PSAR-example.jpg
Views:	1
Size:	69.4 کلوبائٹ
ID:	12486487
    opar deya geya chart 15 mint ka chart analysis kea geya hey jo keh GBP/AUD pair ka chart hey note karen keh agerchay rastay mein kuch koray hovay sell thay laken jo trades kaam karte hein woh kafe dahmaka saz hein
    chart mein aap daikh saktay hein keh market kafe had tak bullish hey chart kay higher rules mein overbought ka acha moka tha es kay bad nesbatan aik flat market the jes nay chand katay hove chalen paida ken jo shayd aap kay stop loss say pehlay aap kay khelaf gain
    dosray alfaz mein yeh wazah hona chihay keh indicator kes limit tak mehdod hey orlimited manzar namay mein estamal nahe kea jana chihay
    دیتے جائیںThanksحوصلہ افزائی کے لیے
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Parabolic SAR indicator in forex market

    Parabolic SAR Indicator


    Parabolic SAR (Stop And Reversal) indicator qeematon ki movements me rado-badal ki nishan-dahi ko charts par nuqaat (dots) ya points bananata howa karta hai. Jab bhi qeematen nechay ki taraf jati hai to parabolic SAR indicator ki dots ki movement bhi nechay ki taraf ho jati hai. Qeematon ka upward jane pe parabolic SAR k dots bhi upward move karte hen. Chonkeh market me qeematen ya to upward jati hai aur ya downward, to ye indicator bhi usi k leye hi banaya geya hai, k qeematon k upward ya downward movement ki nishan-dahi kare. Sideways market me is indicator ka istemal kam ho jata hai, ya traders us waqat parabolic SAR pe trading se muhtat rehte hen.

    Click image for larger version

Name:	images (184).png
Views:	6
Size:	11.1 کلوبائٹ
ID:	12354233

    Trading on Parabolic SAR Indicator


    Parabolic SAR indicator pe trading karna ya traders ko is indicator ka samajhna bohut zyada asaan hai. Ye indicator baqi sab indicator ki nisbat entry, exit trailing stop waghera k leye sab se simple indicator hai.

    Click image for larger version

Name:	IMG_20211216_173909.jpg
Views:	1
Size:	63.9 کلوبائٹ
ID:	12354234

    Buy Entry: jab bhi chart pe qeematen parabolic SAR indicator se above ho, yani indicator k dots price ya candles k lower side pe ho to ye bullish trend ki alamaat hoti hai, is waja se humen is position pe buy ki entry karni chaheye.

    Sell Entry : Jab bhi qeematen parabolic SAR se below trade kar rahi ho, yani indicator k dots price k abaove ho to humen is point me sell ki entry karni chaheye.

    Stop Loss: Parabolic SAR indicator me hum stop loss ya as a trailing stop loss k option k tawar par bhi istemal kar sakte hen, jab bhi qeematen trend me agey move kar rahi ho, to indicator me stop loss ko bhi us k mutabiq shift karte jayen.

    Exit Trade: Parabolic SAR indicator market k trend k mutabiq dots ki sorat me move karta hai. Jab bhi aik trend reversal hota hai, to us point pe indicator bhi apne chart k mutabiq shift karta hai, lekin yahan pe ye point note karna chaheye, k agar ye dots opposite trend me teen se ziada hone lagay to market se exit kar jayen, lekin short fake reversal signal se bachne k leye kam az kam teen dots tak ka intezar zaror karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X