Introduction of Triple Top Candlestick Pattern or is ki Forex Trading market main pehchan.
Assalamu alaikum all member aapko kisi bhi loss se bachne ke liye ap ko candlestick pattern ke bare mein knowledge hona chahie.is k baad aapko successful technical analysis krny k bad trade krni chaiy. Jab aap different types candlestick ko study karte Hain, to aap ko decision making main asani hoti ha aur profitable trade kar sakte hain. Aaj main jis candlestick pattern k bary main baat krna chata hoon, wo hai triple top candlestick pattern. Main ap say is se related important information share karna chahta hoon. Jo k trade main kaam aye gi.
Triple Top Candlestick Pattern ki pehchan or knowledge
Triple top candlestick pattern ek asa candlestick pattern hai, jis me Market apny high point per jany k bad apni downwards movement start kar deti hai, aur again market bullish trend mein apni movement ko complete karte hue, usi point ko again test karty howy second top banati hai, aur os k bad downwards movement start kar deti hai. Aur third time Jab bullish trend mein apni movement complete kar rahi hoti hai, to usmein aapko hamesha market apny osi high point ko test krti hai. is position ko aap Forex trading market mein triple top position ke naam se jante Hain. Ummid hai aapko yah concept samajh aa Gaya hoga
Triple top at resistance level kon sa hota hai:-
All Forex member Forex trading market mein Jab yah candlestick pattern banta hai, to is level ko strong resistance level samja jata hai. Triple top candlestick pattern, hamesha ek strong resistance per banta hai. Triple top candlestick pattern, aik buht strong trend reversal k bary me btata hai. Or aapko is pattern ke bare main ek acchi information share karta hun.
Interpretation:
Koi bhi decision lene se pahle ko puri planning karni hogi Forex trading market me triple top candlestick pattern ko identify karna bahut hi asan hota hai. Triple top candlestick, resistance level per bany k bad ap selling trade laga sakty hain. Aur bahut soch samajh per aap koi bhi decision len.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим