What is Money Flowing Index Indicator (MFI) in forex trading.
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Money Flowing Index Indicator (MFI) in forex trading.
    What is Money Flowing Index Indicator (MFI) :


    Assalam-o-alakum dear seniors and juniors umeed krta hon k ap kheriyat sy hon gy. Or forex trading daily k basis py ak acha profit gain kr rahy hongy. Dear forex members forex trading ak bohot risky business hai. Or is mai profit k sath sath hamen loss bi kafi hota hai. Isi leye jb tk hamen forex market ka knowledge or is ka experience na ho to is mai hamen trading nahe krni chaheye. Dear forex members aj mai ap sy forex market k money flowing index k topic k bary mai apna knowledge shear krnga.





    Money Flowing Index Indicator (MFI) :



    Dear forex members money flowing index indicator (MFI) market mai money flow k bary mai batata hai. Jis mai market mai buyers or sellers ki ratio or over sold or over bought conditions ki knowledge gain ki ja sakti hai. Money flow index indicator hamen market mai price action price volume ki information deta hai. Jisy dekh kr hum market mai trend reversal k bary mai jan sakty hen. Is tarha hum is indicator ko use krty huwy market sy trade signals ly sakty hen. Ya trade k leye entry points dekh sakty hen.







    Indicates Price Action :



    Dear forex members ye indicator hum Kisi bhi commodity ya pair k leye use kr sakty hen. Or Kisi bhi market mai money flow k bary mai jan kr apny analysis ko strong bana sakty hen. Ye indicator hum dosry indicators k sath bhi use kr sakty hen. Or iis indicator ko RSI sy compare kia ja sakta hai. Jo k market mai price action k bary mai batata hai. Lakin MFI hamen market mai moving volumes k bary mai bhi guide kr sakta hai. Jis sy market mai trend reversal k time changes ko jan kr hum trade mai reversal k entry points k bary mai Jan sakty hen.






    Use of Money Flowing Index Indicator in Forex Trading :



    Dear forex members money flowing index indicator hamen market ki pori information nahe dy sakta. Ye indicator agr singly use kr k hum trading krengy. To hamen false trade signals/entries ka samba krna par sakta hai. Is leye hamen chaheye k dosry technical indicators ko use krty huwy is indicator ki help len. Is tarha market mai chart patterns sy signals bhi len or market mai overbought or oversold conditions k bary mai janny k leye hum is indicator ka use kr sakty hen. Overbought situation k bary mai janny k leye hum is indicator ko use kr sakty hen. Overbought ki situation k bad hum selling trades ki entry ly sakty hen. Or isi tarha oversold condition k bad buying k trade ki entry li ja sakti hai.





    <font size="2">

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Money Flowing Index Indicator (MFI) in forex trading.

    EXPLANATION

    Dear friends Money flow index indicator Ek Aisa indicator hota hai jis mein aap apni perfect analysis kar sakte hain dear ji aapko market Mein different important levels ki basis per information provide kar raha Hota Hai Jiski basis per aap market Mein volume aur price ko control kar sakte hain aur market se related apni perfect decision-making kar sakte hain no doubt Jab aap market me available different important points ko clearly understand kar lete hain aur Market Mein selling aur buyers ka pressure check kar lete hain To Aisi situation main aapko decision-making karne mein bahut jyada help mil rahi hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	11-MoneyFlowIndex.jpg
Views:	8
Size:	39.2 کلوبائٹ
ID:	12354160

    HELPS IN MAKING ANALYSIS

    Dear friends money flow index indicator market mein bohat he zyada famous aur eham indicators mein se aik samjha jata hai jab hum is ko forex trading mein use kerty hain tou ye humen forex mein analysis kerny mein bahut zyada help karta hai aur ye humen perfect indication bhi deta hai ye aik aisa indicator hai jo market mein volume aur price dono ko find kerny k liye use hota hai.

    Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	2
Size:	8.6 کلوبائٹ
ID:	12354161

    SIMILARITIES BETWEEN RSI AND MFI

    Dear friends Market Mein Ja MFI indicator aur relative strength indicator Ek dusre se Milte julte Hain Forex trading ke market Mein yah indicators market ki bye aur sell price ke bare mein complete information question Karte Hain market Mein is technical indicators ke sath overbought oversold Ko Bhi istemal Kiya Jata Hai Kyunki in indicators ke sath bahut hi test result Dete Hain market Mein Jo Bhi traders in indicators ka istemal karte hain Tumhen bahut jyada careful Rahana chahie aur inke jariya se market Kochi tarike se understand karne ki koshish karne chahie Taki vah market Mein inke jhariya Se Achcha benefits Hasil kar Saki aur ine Kesariya se market Mein Apni trading start Karke apni trading ko ek informative reading banaa sake ek Achcha aur successful trader wahi hota hai jo ki apni trading ke liye market Mein best indicators ka istemal karta hai aur uske jariya se market Kochi tarike se understand kar leta hai.

    Click image for larger version

Name:	mfi.png
Views:	2
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12354162

    IDENTIFICATION OF MARKET TREND

    Dear friends is mein hamare pass market Mein Jab market support per hoti hai aur Market Mein sellers ka pressure kam ho jata hai to ismein market ka jo money flow index indicator hota hai yah aapko market Mein oversold ka naam de deta hai jisse aap ko pata chal jata hai ki market ke trend change hone ke chance bahut jyada ho Jayenge aur is mein aap apni trade Laga sakte hain iske alava aap Jab Dekh Rahe Hote Hain Ki market bahut jyada ab train Memu Mat Kar Gai hai aur Market Mein Ab wires ka pressure kam ho kya hai aur Market trend change karne wali hai to aap ismein money flow index indicator Kaise Mal Karke sale ki trade Lagane ke chances ko find kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	MI-Figure-4.jpg
Views:	4
Size:	60.6 کلوبائٹ
ID:	12354163
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: What is Money Flowing Index Indicator (MFI) in forex trading.

      dear friend, Money Flow Index (MFI) aik leading indicator ha jis ka matlab ye ha kay te price action ko kead karta ha, ye oscillating momentum aur market strength indicator hota ha, jis ko Gene Quong aur Avrum Soudack na develop kia, ye Relative Strength Index ki tarah calculate kia jata ha,

      Aim of Money flow index:

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211216_1045450.jpg
Views:	2
Size:	18.0 کلوبائٹ
ID:	12354184

      MFI ka main aim ye hota ha kay ye specified look back periods ma pairs ma money kay in aur out flow ko janchta ha, general rule kay mutabik jab MFI rise karta ha to market ma buying pressure bhi rise kata ha kiun kay pairs ya security ma money flowing in ho raha hota ha, isi tarab jab MFI fall kar raha hota ha to market ma selling pressure hota ha, kiun kay pairs ya security ma money flowing out hota ha

      Calculation of MFI:


      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211216_1045451.jpg
Views:	1
Size:	30.2 کلوبائٹ
ID:	12354185

      MFI ki calculation kay liay hmain kuch steps follow karnay partay hain, first step ma hm typical price maloom kartay hain jo previous period ki high, low aur close price ko three sa divide kar kay hasil hoti ha, ys kay baad raw money flow maloom kartay hain jo typical price ko us period kay volume sa multiply kar kay hasil hota ha, third step ma positive money flow calculate kartay hain joloom back periods kay raw money flow index ka sum find kar kay hasil hota ha, fourth step ma negative money flow index maloom kia jata ha fifth step ma money flow ratio calculate ki jati ha aur finaly last step ma MFI find kia jata ha jisk aye formula hota ha.

      MFI = 100 - 100 /(1 + Money flow ratio)

      indication of overbought and oversold areas:

      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211216_1045453.jpg
Views:	2
Size:	21.9 کلوبائٹ
ID:	12354186

      MFI 0 sa 100 kay darmian oscillate karta ha, jb iski value 80 sa above rise karti ha to ye overbought ki indication hoti ha aur jab iski value 20 sa below ati ha to ye oversold ka signal hota ha, ye values traders ko price action aur current trend kay extremes kay baray ma caution levels ka batatay hain, rare cases ma jb MFI ki value 90 sa above aur 10 sa below ati ha to ye market ki extreme unsustainability ko zahir karti hain

      MFI and Bullish/Bearish Divergence:


      Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211216_1045452.jpg
Views:	2
Size:	26.3 کلوبائٹ
ID:	12354187

      Bullish divergence us waqt zahir hoti ha jab prices lower low show kar rahi hon lakin MFI higher low bna raha ho, is sa running trend ka weak honay ka signal milta ha, isi tarah bearish divergence us waqt zahir hoti ha jab prices higher high show kar rahi hon aur MFI lower high bna raha ho

      اب آن لائن

      Working...
      X