what is hammer candlestick pattern an what types of hammer candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is hammer candlestick pattern an what types of hammer candlestick pattern
    Aoa dears members of forex tamam members of forex umeed karta hn ap sub theak thak hn gay dears members aj mara say sawal hy hammer candlestick pattern kiya hy
    aur is ki types kiya kiya hn ge aur ap ise used kar kay ap kasy profit gain kary gayhammer candlestick pattern ko used kr kay ap kasy profits hasil kar sakhty hain aur ap
    losses say kasy bach sakhty hain
    What Is a Hammer Candlestick

    a hammer is a price pattern in candle stick charting hota hy aur ya os waqt occur hoti hy jise ki security trading singnificant hoti hy form lower to the opening
    price of the marketlakn ise ki rallies nears the opening and closing price of the marketya pattern banta hy hammer candlestick hammer candlestick pattern ka
    lower shadowkam say kam double hota hyreal body kay.ise kay bary main hum ap ko kuch aur discuss karty hain
    1. hammer cabdlestick pattern price ki kaami ki wajha say hoti hoti hy
    2. hammer candlestick pattern os waqt occur hota hy jan trading market ko closed hony say phely banta hy aur price ki kaami ki wajha say banti hyjab market
    closed ho rhi hoty ho tab
    3. hammer candlestick pattern are closed can be the above or below of the market price. ise liay closed nears to the open price of the market
    4. hammer candlestick pattern ka shadow is double times smaller than the real body of the candlestick
    5. hammer candlestick pattern is inicated thepotiential to the market price of the movement
    types of HAMMER CANDLESTICK

    their are many types of hammer candle stick there are two types of hammer candlestick pattern given below
    1. bullish hammer Candlestick
    2.Inverted Hammer Candlestick
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamu Alaikum Dosto!
    Hammer Candlestick
    Hammer candlestick aik bullish trend reversal candle hai, jo prices ya bearish trend k akher main namudar hoti hai. Candle ka open, close aur high price aik dosre k qareeb hote hen, jiss se candle ki aik small real body banyi hai, lekin candle ka lower prices bohut zyada nechay hone ki waja se candle k lower side par aik lamba shadow ban jata hai. Candle k upper side par aik small si wick acceptable hai, jo bohut ziada lamba nahi hona chaheye, jiss se iss candle ki shape change hone ka khadsha ho, lekin agar upper side par shadow ya wick nahi banta hai, to uss waqat ye aik strong candle react karti hai. Ye candle bullish trend main banne wali hanging man candle jaisi hoti hai, lekin dono ka banne wala prices zone change hota hai.
    Candles Formation
    Hammer candlestick candle prices k bottom main supply aur demand k radu-badal k natijay main wajood main ati hai. Ye candle aik strong reversal k leye jani jati hai, jo k downward side main kisi bhi color ki real body main ho sakti hai. Candle ki formation darjazzel tarah se ho sakti hai; Hammer Candle: Hammer candlestick agar prices k bottom main banti hai, to ye bullish ya bearish dono main se jiss color main bhi ban jaye, lekin essey aik bullish candle hi tasawar ki jati hai, q k ye point trend reversal ki position ho sakti hai. Candle k leye prices k position zarori hai, color nahi hai.
    Explaination
    Hammer candlestick aik strong bullish trend reversal candle ka kaam karti hai, agar ye candle bearish trend k baad banti hai. Ye candle aik timeframes k dowran prices ka apne aghaz wale position se pehle lower jana aur baad main wapis higher ja kar apne aghaz wale price k qareeb band hota hai, iss amal se candle k lower side par aik lamba shadow ban jata hai, jab k candle ki aik small real body banyi hai. Candle ki real body lazmi honi chaheye, yanni candle k open aur close prices same price par nahi hone chaheye, jiss se ye candle dragonfly doji candle main bandalne ka khadsha ho. Ye candle prices k bearish trend ka khatma karti hai, jiss se prices new bullish trend par move karna shoro karti hai.
    Trading
    Hammer candlestick price chart par selling pressure ko khatam karta hai, jahan se market buyers k control main chala jata hai. Low prices area aur long timeframes main ye candle aik positive response deti hai. Candle par market main sell ki entry ki ja sakti hai, lekin single candle hone ki waja se trend confirmation ka hona zarori hai. Candle k baad aik bullish candle ka hona zarori hai, jo k candle k top par close honi chaheye. Lekin bearish candle banne ya bullish candle agar iss candle k lower par close hoti hai, to uss sorat main entry nahi karni chaheye. Hammer candle ki confirmation indicators jaise, CCI, RSI, MACD indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss candle k sab se lower price se two pips below set karen.

    اب آن لائن

    Working...
    X