AOA,
Dear Friends ajj ka topic hai Technical Analysis market...
Brief Overview:-
Technical Analysis market price ko study karney ko kehty hain joo price history pe mushhtamill hotaa haiy. Yeh analysis iss lieey kiey jaty hein kayy price pattern ke shhanakhtt kee jaay aurr mustaqbill main market ke harrkat ke peshgoii ke jaay aurr iss kay liey technical study karna, indicators ko dekhna aur unnka istemaa karrna or dosry Analysis tools ka istemaal kiyaa jataa hai.
Technical Analysis Kay 2 Maqasid:
1. Trend ko identify karna.
2. Price charts use kar kay Support/Resistance ko identify karna.
Market sirf teen cheezin show kartei hai: move up karna, move down karna yaa sideways movement karti hai.
Market kabhi bhe direct oper yaa neechy aik damm sy nahi nahi jaati ballkay aik wave banaa kar zig zag tareekay say jaati hai jis kay nateejy main 2 cheezien jo ho ssakti hain.
Trend: Jab market up jaati hai ya down jaati hai aik he simt main.
Range: Jab market sideways move karti hai.
How To Use Technical Analysis:
So Freinds, Jessa kay aapko malloom hay kay market ke direction kisse ko bhe confirm maloom nahi hoti hai kay kiss simat main jaay ge ya agla market ka move kiya hoga lekin aik baat confirm hai kay price ke movement random nahi hoti. Markets main kuch patterns banty hain aur market unko follow karti hai. Jab aapko pata hota hai kay koi bhe predictions 100% nahi hoti aur market aapki against ja sakti hai to eska best tareekaa yeh hota hai kay aap kitna loss kartey ho aur kitnaa uss kay mukablay main gain kartey ho. Ess main aapne dekhna hota hai kay aapki entry pe apko loss aur profit kiitna ho sakta hai. Kahan parr loss ko stop karna hai aur kahan parr profit ko lock karna hai so apni risk reward ratio ko lazmi dehyaan main rakhin.
Es baat ko aik baar phir zehan nasheen kar lain kay aap harr baar markett kee correct predictions nahi kar saktay uss kay liey aapko aik behhtar strategy pe kaam karnaa hoga jo aapkay account ko safe rakhy....

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим