Tweezer bottom candlestick pattern;

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tweezer bottom candlestick pattern;
    tweezer bottom candlestick pattern aik bullish reversal pattern hey jo keh down trend kay end ko indicate karta hey yeh 2 candlestick par moshtamel hota hey
    pehle candlestick bearish or dosre candlestick bullish hote hey
    dono candlestick takreban aik he jaice kam karte hein or pattern down trend mein indicate hota hey

    aik bearish tweezer candlestick pattern hota hey jo keh continuation down trend ko indicate karta hey aglay day ke candle stick dosray day ke candle stick ka kam hona support level ko indicate karta hey
    takreban aik he kam kay sath down wale candle stick support ko strong indicate karte hey or yeh bhe signal dayte hey keh down trend tabdel ho kar up trend ban sakta hey es ke wajah say bull movement mein atay hein or price ko opar lay kar jatay hein es bullish kay reversal janay ke tasdeeq aglay day ho jate hey jab bullish candlestick bante hey.


    Trading with tweezer bottom candlestick pattern;;

    jaisa keh pehlay batya ja choka hey keh bullish tweezer os wakt banta hey jab pattern down trend mein wakay hota hey daily chart mein EUR/USD price action chart hey jo long period mein down trend ko increase karta hva dekhata hey kun keh lower lows or lowerka level record kea geya hey
    ager aap down part mein bullish tweezer ko daikhen to pehle candle stick aik strong powerful bearish candlestick pattern hey jo negative movement ko jare rehnay ka signal dayte hey tahum dosre candlestick pechle candlestick kay session mein honay wallay tamam losses ko metanay kay ley onchai mein ezafay say pehlay aik new short period mein kam print karte hey

    ager barhtay hovay bulls candlestick kay time frame kay doran hasell honay wallay faiday par ostawar karnay kay kabel hotay hein finally trend ko mokamal tor par tabdell price action ko high kar daytay hein
    es khas moamllay mein aik strong bullish candlestick ko daikhtay hein jo tweezer bottom candlestick ke overall pattern mein bullish ko increase kea ja sakta hey
    bullish tweezer ke trading taza tareen low say down rakha ja sakta hey kun keh new kam pattern ko batell kar day ga profit laynay wallay order ka hesaab dosray technical indicator ke base par kea jana chihay ap ko trade mein entry laynay say pehlay formation ko mokamal karnay ka intazar karna chihay
    stop loss ko hamesha taza tareen low say nechay rakha jana chihay kun keh new low pattern fake bhe ho sakta hey profit target ka hesab technical indicator ke base par kea jana chihay hamesha kam az kam pips ke mekdar ko double mehsoos karnay kay ley jes ka hum ebtadai tr par risk moll rahay hotay hein .


    Is m trade kaisy krn??

    bullish tweezer kay opposite tweezer top candlestick pattern mein hamesha up trend kay upper hesay mein ke jate hey es ley yeh bearish pattern hey zail ke mesal mein humaray pass dobara daily chart EUR/USD chart hey laken es bar ebtadai trend bullish hey
    aap daikh saktay hein yeh chart takreban 800 pips ke limit aik strong powerful bullish hey sab say opar price action ka farq hota hey or esse direction mein continuation trend hota hey sab say opar price action ka farq zyada hota hey or esse semat mein jare rehta hey strong trend kay bawajod next candlestick bearish hey kun keh es ke body last candlestick ke body say double hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Tweezer bottom candlestick pattern;

    Tweezers Bottom


    Introduction:
    Tweezers bottom aik bullish reversal pattern hai, jo k aam tawar par do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern ziada tar market k bearish trend k baad ya low price area me banta hai. Pattern me shamil candles dono mukhtalif colour ki hoti hai, aur dono candles ka low same hota hai. Pattern me candles ki shape ziada zarori nahi hai. Lekin pattern ka area bohut zyada ahmeyat rakhta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (89).jpeg
Views:	21
Size:	15.6 کلوبائٹ
ID:	12354057


    Pattern ki Pehchan k Rules:
    1. Tweezers bottom pattern aik trend reversal pattern hai is waja se pattern se pehle qeematon ka low area ya bearish trend ka hona bohut ziada zarori hai.
    2. Pattern ki 1st candle aik real body wali black candle hoti hai.
    3. Pattern me shamil 2nd candle aik real body wali white candle hoti hai.
    4. Pattern ki 1st black candle la real body hona zarori hai, yani open aur close same price pe nahi hona chaheye, jab k 2nd candle k leye size ka hona zarori nahi hai.


    Click image for larger version

Name:	images (169).png
Views:	19
Size:	9.0 کلوبائٹ
ID:	12354058

    Pattern ki Tafseel:

    Tweezers bottom pattern do mukhalif color par mushtamil aik bullish trend reversal pattern hai, jis me dono candles ka low (downside) same hota hai. Ye pattern ziada tar bearish trend k baad ya low prices area me banta hai. Pattern me shamil 1st candle aik bari real body wali black candle hoti hai, jis ka open aur close price same nahi hota. Pattern me banne wali 2nd white candle 1st candle se aam tawar par size me kam hoti hai, yahan tak k ye aik doji candle bhi ho sakti hai. Pattern me shamil candles shadow k sath ya is k bagher ho sakti hai, yani pattern me shadow ki bhi koi ahmeyat nahi hai. Pattern k baad qeematen ziada tar bullish trend pe move karna shoro kar deti hai.
    Click image for larger version

Name:	images (170).png
Views:	2
Size:	2.2 کلوبائٹ
ID:	12354059
    Pattern pe Trading:

    Tweezers bottom pattern traders k leye "Buy" ka signal genrate karta hai, agar ye pattern bearish trend k baad banta hai. Pattern pe trading karne se pehle confirmation candle ka banna zarori hai, is waja se traders ko 3rd white candle ka intezar katna chaheye. Agar 3rd candle aik real body wali white candle banti hai, to is position pe traders buy se market me entry kar sakte hen. Stop loss ki position 1st aur 2nd candles k low position pe hoga.

    Click image for larger version

Name:	images (171).png
Views:	2
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12354056
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Tweezer bottom candlestick pattern;

      Introduction

      Candlestick patterns marketon mein kinaroon ki talaash mein bohat se taajiron ke liye maqbool tools ban gaye hain. aisa hi aik candle stuck patteren Tweezer neechay hai .
      Aik Tweezer Bottom aik candle stuck patteren hai jo is terhan bantaa hai ke aik mandi ka rujhan taizi se badal raha hai. mukhtsiran, patteren aik kam point par mushtamil hota hai jisay aik se kayi baar aazmaaya jata hai, jo wazeh karta hai ke bail qeematon ko kam nahi honay den ge. is terhan, patteren do ya ziyada mom btyon par mushtamil ho sakta hai, jab tak ke kam nuqta barqarar hai.

      Definition

      Tweezer Bottom aik taraqqi Yafta mandi ke rujhan mein banti hai aur is mein kayi mom batian shaamil ho sakti hain, halaank usay riwayati tor par mom batii ke do namonon ke tor par dekha jata hai. shart sirf yeh hai ke pehli mom batii ke nichale hissay ka kamyabi se difaa kya jaye aur woh barqarar rahay .

      Yahan sahih tareef hai :
      • Pehli mom batii mein numaya nichli vِk hoti hai. yeh taizi ya mandi ka ho sakta hai .
      • Doosri mom batii taizi ya mandi wali bhi ho sakti hai, aur pichli mom batii ke nichale hissay par nazar sani karti hai, usay torrey baghair .
      • Jab tak ke pehli mom batii ka nichala hissa barqarar rehta hai aur is ke baad ki mom batian is satah ko dobarah hain, aik chimti ka neechay kayi aur mom btyon par mushtamil ho sakta hai .
      • Tweezer Bottom ki aam tashreeh yeh hai ke yeh taizi se ulatnay wala signal hai, yani yeh aik misbet rujhan ka ishara deta hai.


      Importance

      Chunkay tamam mom batii ke namoonay market ke data ki munfarid numaindagi karte hain, is liye woh hamein is market ke baray mein kuch batatay hain jis mein woh paye jatay hain. aur market ki qeemat ka tajzia karne aur usay dekh kar, hum is baray mein kuch isharay zahir kar satke hain ke yeh kyun muntaqil sun-hwa jaisa ke yeh sun-hwa !

      Ab, jab ke hamein bator tajir yeh jan-nay mein bohat dilchaspi ho sakti hai, hamein yeh bhi samjhna hoga ke market ki harkat ke peechay sahih wajohaat ko janna mushkil hai. taham, is ka matlab yeh nahi hai ke market ke data ko dekhna aur janchna bura khayaal hai! is ke bar aks, yeh naye aayidyaz aur tasawurat ko janam day ga, jisay aap aazma satke hain aur tijarti hikmat amlyon mein tabdeel ho satke hain. dar haqeeqat, is waqt hum jin tijarti hikmat amlyon ki tijarat karte hain un mein se kitni yeh hai wujood mein aayi !
      To, aayiyae dekhte hain ke aik chimti ka neechay hamein market ke baray mein kya bta sakta hai !
      Shuru karne ke liye, market mandi ke rujhan mein hai, yani market ka jazba ziyada tar mandi ka hai, jo ziyada rasad aur kam maang ke tor par zahir hota hai, jis ke nateejay mein market ko neechay dhkilta hai. is marhalay par, ziyada tar market ke shurka mandi ka shikaar hain, aur qeematein girnay par yaqeen rakhtay hain .
      Tweezer Bottom ki pehli mom batii ke ban'nay par, kuch bhi ghair mamooli nahi lagta hai. mom batii aik nai neechi banati hai, aur phir thora sa peechay hatti hai aur ounchay band hojati hai .
      Jaisa ke doosri mom batii banti hai aur kabhi bhi pichli mom batii ke nichale hissay ko tornay ka intizam nahi karti hai, lekin is ke oopar band hoti hai, hum mehsoos karna shuru karte hain ke kuch badal raha hai. bells, kuch arsay se ghair haazir rehne ke bawajood, ab lagta hai ke guzashta market ki nichli satah ka difaa karne ke liye kaafi taaqat jama kar chuke hain, jo ke taizi ki alamat hai.


      Click image for larger version

Name:	Tweezer-bottom.png
Views:	1
Size:	1.7 کلوبائٹ
ID:	12354100

      اب آن لائن

      Working...
      X