DIFFERENCE between hard currency and cryptocurrency

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    DIFFERENCE between hard currency and cryptocurrency
    EXPLANATION

    Dear friends Cryptocurrencies and hard currencies mein kafi difference hota hai aur yah kabhi bhi saath nahin chal sakti hain inmein major currency US dollar ke sath ko relation ho sakta hai hai but hard currencies and cryptocurrencies mein kafi difference hai aur yah ek sath nahin chal sakti hain hard currency hamare liye bahut important hai aur hamen inke fundamental analysis bhi mil jaate Hain aur ham entry easily trading kar sakte hain lekin cryptocurrencies hamen fundamental analysis Milana mushkil hote hain aur ine per hamari trading bhi good nahin ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	1
Size:	41.3 کلوبائٹ
ID:	12486108

    DIFFERENCE BETWEEN BOTH CURRENCIES


    Cryptocurrencies and hard currencies mein kafi difference hota hai hi aur ham agar dekhen to hard currency is kisi ne kisi currency kisi ne kisi country ke related hoti hai aur vah kisi ek country ki currency hoti hai but cryptocurrency kisi bhi country ki currency nahin hoti hai aur na hi hamen iske kisi biodata ka pata hota hai isliye ham cryptocurrencies per goat working nahin kar sakte hain aur ham kabhi bhi cryptocurrencies se good trading nahin kar sakte hain main samajhta Hun ki hamen hard currencies per working karni chahie.

    Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	1
Size:	81.7 کلوبائٹ
ID:	12486109

    BENEFITS OF CRYPTOCURRENCY

    Trading ke liye ye hath currencies ke kafi benefits hote Hain aur ham in currencies ke easily fundamental analysis hasil kar lete hain aur ham bijali hi trading kar sakte hain isliye main samajhta Hun ki hamen hard currencies mein jarur experience Lena chahie kyunki yah currencies hamare liye bahut important hai aur in per hamari trading kafi good Ho jaati hai hai isliye hamen jarur hard currency ke liye hardworking karni chahie tha ke Ham infantilize karke market mein board trading kar saken.

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	63.7 کلوبائٹ
ID:	12486110

    BENIFITS OF HARD CURRENCY

    Trading ke liye ye hath currencies ke kafi benefits hote Hain aur ham in currencies ke easily fundamental analysis hasil kar lete hain aur ham bijali hi trading kar sakte hain isliye main samajhta Hun ki hamen hard currencies mein jarur experience Lena chahie kyunki yah currencies hamare liye bahut important hai aur in per hamari trading kafi good Ho jaati hai hai isliye hamen jarur hard currency ke liye hardworking karni chahie tha ke Ham infantilize karke market mein board trading kar saken.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	1
Size:	94.3 کلوبائٹ
ID:	12486111
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: DIFFERENCE between hard currency and cryptocurrency

    Yes dear hard currency or cryptocurrency ma bhot zayada difference hota hai. Es topic ma pehle ham enko define karyn gy or phr es k benefits par b detail ma discussion karyn gy.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211215-131255_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	319.8 کلوبائٹ
ID:	12353991

    What is cryptocurrency.

    Cryptocurrency ko soft currency b kaha jata hai. Cryptocurrency ma mainly bitcoin or litcoin wagera shamil hai. Ye currencies hard ma exist ni karti or kio government enko back ni karti. Serf kuch countries ma franchieses hain jo enko cash out karti hai. Kuch countries ma ye bilkul ban hai or en par trade karna ik offence samja jata hai or agr govt enko arrest kar ley to fine or punishment karti hai. Ik long or handsome number of trader phr b en par trade karty hain or wo agents k zaryae apny profit ko cash out karwaty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211215-131156_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	248.4 کلوبائٹ
ID:	12353990

    Advantages of cryptocurrency.

    Cryptocurrency par trade karna to banned hai but enk bhot sary advantages hoty hain ik to enki trading but volatile hoti hai. Trader small lot k sath trade ko open karyn to acha profit hasil kar sakty hain. En par trade ko easily samja jaya ja sakta hai. En par trade karny k spread fix hoty hain or en ka margin bhot low hota hai. Small amount k sath he trader trade k lae enable ho jaty hain. Ye ik multi billion dollar industry hai or trader ko short time ma acha profit delany ma help karti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211215-131139_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	188.8 کلوبائٹ
ID:	12353989

    Hard currencies.

    Ye currencies hard shape ma hoti hai or har country ka state bank enko back karta hai. Wo esi policies banata hai k enki value k rate increase hota rahy. Secondly ye currencies dollar k sath associate hoti hai. Trader ko en par trade karny k achy chances melty hain kiu k kio b currency etni jaldi or zayada decline ni karti balky ik range ma move karti rehti hai. So trader ko pata hota hai k kon si currency kis level ma move kar rahi hai. Es base par wo apni trades ko manage karty hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211215-131119_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	323.6 کلوبائٹ
ID:	12353988

    Advantages of hard currency.

    Ye kiu k wo currency hoti hai jo ik nation issue karti hai so ye politically or economically stable rehti hai. Ye poray world ma accepted hoti hai or ye bank k zaraye cash out or transfer ho sakti hai. Ye es lae b useful hoti hai k trader agr kio goods ya services hasil karta hai to payment k lae wo es currency ko easily usd dollar ma convert b kar sakta hai. Ye world ma crypto currencies sy zayada valueable hoti hain. But en par trade kar k acha profit hasil karna easy ni hota.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211215-131105_Opera Mini.jpg
Views:	1
Size:	209.9 کلوبائٹ
ID:	12353987

    اب آن لائن

    Working...
    X