Leading And Lagging Indicator Guide kiya hy _!?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading And Lagging Indicator Guide kiya hy _!?
    Assalam alaikum _!
    dear members!
    umeed karta hun aap sb khairiat se hn gy or apki trading bahut achii jaa rahi ho ge.
    Dear members forex indicators trading main kafi helpful hoty hain agr hum inko achy se smjh kr yrade karen to ye kafi faida mand ho skty hain.
    esi lye hun aj indicators ko study karen gy.


    Indicator Kiya hy !?

    Dear members jesa k naam se wazeh ha k indicator ka mtlb ishara deny wala forex main indicators hame market ki movement k bary main btaty hain.
    Q k indicators market main different value ko use kr k market k trend or possible support & resistance k bary main information dety hain.
    es lye indicators ko technical analysis main istmal kia jata ha.
    laikin in indicators ki 2 types hain.

    Leading Indicator
    Lagging Indicator



    Leading Indicators Kiya hy ??

    Leading indicators k naam se saaf zahir hai, k ye indicators qeematon k movements ka pehle se hi andaza laga dete hen. In indicators ko momentum oscillators bhi kaha jata hai, aur ye market ki guzarne wali haleya qeematen aur us movement ki raftar humen batati hai. Ye indicators market ki kami taazi ya asal jazbaat ki pemayesh karte hen. Ye market ki mazi ki muqarara istemal karte hen. Misal k tawar par agar hum RSI k 14-days ki baat karen to is me RSI indicator me sirf guzeshta 14 dino ki price action hogi, is k elawa baqi qeematon k tamam trends ko khatam kar deya jata hai.
    Leading indicators ki kuch aam misalon me Commodity Channel Index (CCI), Relative Strength Index (RSI), Stochastic Oscillator, aur Williams %R shamil hain.Dear members forex trading mai Leading indicator wo indicator hai. Jo market ma new trend or reversal time sy phly indicate krty hen. Ye indicator information dety hen k next level pr prices kis side pr move krny wali hen. Leading indicator ki help sy he hum overbought or oversold state ki depict krty hen. Jb market overbought state pr pohnch jati hai. To is k bounce back hony k chances barah jaty hain.
    Click image for larger version

Name:	96DF483A-9848-45C4-B53F-702507CB8398.jpeg
Views:	1
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12486102


    Pros & Cons of Leading Indicators:-

    Leading indicators ka pehle se zikar ho chuka hai, k ye market me pehle hi qeematon ki agli movement bata dete hen, khas kar sideways market me. Ye indicators sideways market me traders ko bohut zyada trading opportunities deti hen k wo pehle se hi market me entry ya exit karen.
    Advance ya early signal ka faida to hai k humen ziada trading k muqa melta hai, jis se ziada munafa mumkin hai, lekin dosri taraf is me risk bhi bohut zyada hai. Aksar awqat trending market me khamaya jane wala ziada tar munafa whipsaws, overtrading, aur brokerage commissions me zaya ho jata hai.


    Lagging Indicator kiya hy ??

    Dear forum members Lagging Indicator asay indicators hoty hain Jo k market ka signal tb dety hain. Jb market apna trend change kr chuki hoti hai. Ye indicator ye show krta hai k market ka trend start ho chuka hai. Or hum ny boat miss kr dia hai.
    Lagging Indicator market k long trend mai boht help full hoty hain. Q k agr hum bad ma b apni trade ki entry lety hain to is sy hamen kuch na kuch profit earn ho jata ha. In indicators ka ak disadvantage ye hota ha k ye indicators advance ma market ki prices k bary mai information nai dety.
    Lagging indicators market ki maojoda qeematon ko read karke agale movement ki prediction karte hen. Forex trading ki aik mashahoor kahawat hai keh "trend is your friend". Trend ko malom karne k leye hamesha lagging indicators ka istemal kia jata hai. Lagging indicators humen market me qeematen kisi aik side k trend (bullish ya bearish trend) pe move ho jane k baad batate hen, jis tarah jab bhi qeematen aik dafa trend me chal parti hai to moving average us ko sahi direction deti hen (Moving average ka istemal us waqat nahi karna chaheye, jab bhi qeematen high price ya lower price area me hon).
    Moving Averages (M.A), Moving Averages Convergence Divergence (MACD), Consumers Price Index (CPI) waghea Lagging indicators ki misalen hen.
    Click image for larger version

Name:	BE0ADC63-A412-41A9-881E-B4F6DFB31F44.jpeg
Views:	1
Size:	28.3 کلوبائٹ
ID:	12486104

    Pros & Cons of Lagging Indicators:-

    Lagging indicators market prediction market k bulkul mutabiq hoti hai. Ye indicators bohut kam hi humen loss de jate hen. Ye Indicators chonkeh market ka trend shoro hone k baad hi humen signal dete hen is waja se is me nakami k chances bhi bohut kam hote hen.
    Lagging indicators hum short term trading k leyw istemal nahi kar sajte, q k trend shoro hone k baad humen bohut kam munafa melta hai. Aksar ziada tar indicators trend khatam hone pe bhi trend ko continue dekha rahe hote hen, jis se loss hone k chances hoten hen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leading And Lagging Indicator Guide kiya hy _!?

    Leading Indicators
    Dear forex trading members leading indicators aisy trading tools hain jo hamen market ka before trend reversal market ki information provide krty hain aisy indicators ko leadingindicators kaha jata hai Market ma koi bhi new trend yavtrend change occur hota hai to yeh is sy oehly information signal dy dety hain
    Click image for larger version

Name:	images (16).png
Views:	1
Size:	39.3 کلوبائٹ
ID:	12354000

    Different Types of Leading indicators
    Leading indcators hamen market mai koi bhi new change hony sy pehly uski information dety hain lkn aik bat yad rakhen ky yeh aik prediction he hoti hai na ky conformation so hamen bhi usi hisab sy apni trades ko manage krna hota haai risk aor reward ko dekhna hota haai traders indicators ya oscillator jo hamen before occurrence safety measures show krty haain unko ma nechy discuss kr raha hun
    Click image for larger version

Name:	images (25).jpeg
Views:	1
Size:	43.9 کلوبائٹ
ID:	12354001

    Examples of Leading Indicators
    Leading indicators ya oscillator mindarja zel hain Relative Strength indoex indicator jisko RSI kaha jata hai yeh hamen before occurrence information signal deta hai is leay isko leading indicators ma shamil kia jata hai Yeh hamen overbought aor oversold information ky bary ma bata deta hai Aisy he Momentum indoex indicator, williams R% aor stochastic Oscillator indicator bhi leading indicators hain inko bhi ap leading ma he count kren gay keun ky yeh bhi before happening info provide kr dety hain aor yeh reliable bhi hain
    Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	1
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12354003

    Lagging Indicators

    Aisy indicatos jo hamen market ky kisi bhi behaviour change ho ky ho jany ky bad information provide krty hain unko agging indicators kaha jata haai inky bhi aony he faidy aor niqsanat hain Yeh indcators hamen market ma conformation dety hain ky trend reverse ho chuka haai ya trend continues hai. Agr apko trading market ma low risk ky sath trading krni ho to apky leay lagging indocators bahot he best hain.
    Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	1
Size:	42.8 کلوبائٹ
ID:	12354004

    What is the Lagging Indicators

    In indicators ko trend following ya trend confirmation indocators bhi kaha jata hai in ka yeh bhi draw back hai ky yeh hamen late info dety hain jis sy ham entry position ma bahot late ho jaty hain Movement ho chuki hoti hai in indicators ki misal nechy dy raha hun
    Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	1
Size:	34.4 کلوبائٹ
ID:	12354006

    Examples of Lagging Indicators
    Lagging indicators ma sub sy top oy hain moving averages, jis ma simply exponential aor weighted averages bhi shamil hain Ap ny observed kia ho ga ky market ma moving averages hamen late bnti hain aor tb tk market move kr chuki hoti hai In second hai Parabollic SAR aor next hai moving average convergence and divergence MACD indocators yeh top laggingindicators hain jo market mo info accurate to provide krty hain lk trend reverse ya kisi bhi occurrence vky nad confirmation dety hain Yeh zeyada safe bhi joty hain

    Pro and Con of Leading and Lagging Indocators
    Dear trading members leading indicators hamen before behaviour change info dety hain is ma profit earnings ky chances bhi haain lk yeh confirmation weak hoti hai aor is ma nuqsanat ky zeyada chances bhi hoty hain aor profit ky bhi maximize chances hoty hain.lagging indicator sow hoty hain bad ma information dety hain waqat gizar chuka hota haai lk jo bhi info hoti hai confirm hony chance zeyada hoty hain Is leay apko dono indicators ko aoni strategies ky according use krna chue aor agr koi leading indicators ky through vhalat entey ho jay to lagging indicators ko use kr ky trade ko maximum loss sy bach sakty hai
    Last edited by ; 15-12-2021, 03:17 PM.

    اب آن لائن

    Working...
    X