bearish MAT Hold candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    bearish MAT Hold candlestick pattern
    Bearish Mat Hold candlestick pattern;


    Bearish Mat Hold candlestick pattern panch candle stick pattern par moshtamel hota hey jes mein 1st candle stick r jolast mein panchwen candle stick hote hey woh negative hote hey
    pattern ke tashkeel kuch es tarah say hte hey
    1st candle stick bearish hote hey jo keh continuation down trend ko indicate karte hey
    dosree tesree or chothe candle stick bullish candle stick hote hein jo keh bohut small cande stick hote hein
    or jo last mein panchwen candle stick bante hey woh bearish hote hey or pattern kay bearish honay ko indicate karte hey or bearish continuation kay nechlay hesay mein close hote hey
    Click image for larger version

Name:	Bearish-Mat-hold.png
Views:	7
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12486089


    Bearish Mat hold vs Falling three method;



    dear forex members aap mein say jen logon nay falling three candle stick pattern kay baray mein suna hey woh abhi tak thra sa oljhan ka shekar hon gay kun keh yeh bearish mat hold pattern say melta julta pattern hey tahum en ka aik important farq yeh hey keh jab falling three candle stick pattern mein three bullish candle or 1st bearish candle stick ke limit andar he majod hona chihay es ka atlaq bearish Mat Hold par nahe hota hey wahan par teen candle stick pehle candle stick ke limit say bahar ho sakte hein zail mein aap dono pattern ke tasweer daikhen to ap ko bhe yeh idea ho jay ga
    bearish mat hold
    Click image for larger version

Name:	Bearish-Mat-hold.png
Views:	7
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12486089
    falling three method
    Click image for larger version

Name:	Falling-Three-methods.png
Views:	1
Size:	1,006 بائٹ
ID:	12486092



    trading strategies with bearish Mat Hold candle stick pattern;



    ab jab aap bearish mat hold ko powerfull bananay kay ley 2 strong method ko jantay hein or ab ttime aa geya hey keh pattern mein estamal honay wale strategies ko kareeb say daikh saken
    yeh bat mind mein rakhnay wale hey keh strategies ko sahi time frame kay sath estamal krna chihay aik bar phir behtaren time frame ka estamal bayak strategies kay sath kea jana chihay


    strategies no 1 bearish Mat Hold candlestick pattern rang trading strategy;


    chokeh bearish mat hold candle stick pattern aik bearish ka signal hey laken phir bhe es mein bearish or bullish candle stick hote hein es ley mokhtalef candle ko size ko mawazna karna par sakta or humen market mein analysis karna chihay
    mesal kay tor par ager aap ko aik bearish mat hold nazar ata hey jo keh bullish candlestick kay sath banta hey jo keh bearish kay mkabllay mein chote candle stick hote hey lahza bulls nay bohut kam strength ka mozahaira kea hota hey or emkan nahe trend tabdel karnay mein kuch hota rahay en strategies ke mesal mein hum andaza karen gay keh pehle bearish candlestick ke range mein sab say bare bullish candle ke range mein kam az kam double hey
    lahza short janay ka asool hey
    humaray pass bearish mat hold hey
    sab say long bullish candle ke range panchwen bearish candle say nesaf ya es say chote hey hum phir 5 bar kay bad trade say bahar nekaltay hein
    Click image for larger version

Name:	img_5dee3bce31821.png
Views:	2
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12486098

    strategy no 2 bearish mat hold strategy



    hum esay kafe short rakhen gay serf aik volum filter shamell kar kay or zaroorat hey keh last bearish candle stick pattern bullish bar kay kam az kam double volume kay brabar hey es tarah hum daikhtay hein keh bearish ekdam kay last candle stick say volume zyada ho to yeh role ban jata hey
    aik Mat Hold candlestick ho
    akhere bearish candle ka volume last bullish candle kay volume say kam az kam double ho
    hum 5 bar kay bad trade say out ho jatay hein
    Click image for larger version

Name:	img_5dee3c99eda1e.png
Views:	2
Size:	18.6 کلوبائٹ
ID:	12486097
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: bearish MAT Hold candlestick pattern

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bearish Mat-Hold Pattern


    Bearish mat-hold price chart par prices k downtrend main continuation k kaam karta hai, jo k low prices ya bearish trend k baad banta hai. Bearish mat-hold panch candles par mushtamil aik Bearish trend continuation pattern hai, jiss main shamil pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jo aik long real body main banti hai. Pehli candle k baad teen small real body wali bullish candles hoti hai, jiss ka open aur close dono pehli candle k andar hoti hai. Ye teeno candles pehli candle k open aur close price se bahir nahi nekate hen. Teeno bullish candles prices ko waqti tawar par mazeed bearish jane main rukawat dalti hai. Pattern k last par aik aur long real body wali candle hoti hai, jo k prices ko sabeqa trend main continue karwati hai.

    Click image for larger version

Name:	487687.jpg
Views:	1
Size:	3.3 کلوبائٹ
ID:	12403095

    Candles Formation


    Bearish mat-hold pattern trend Bearish continuation pattern ki waja se prices k downtrend ya newly Bearish breakout trend main banta hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss main candles ki formation darjazzel tarah se hote hen;

    Click image for larger version

Name:	487689.jpg
Views:	1
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12403096

    1. First Candle: Bearish mat-hold pattern ki pehli candle aik Bearish candle hoti hai. Ye candle aik long real body main banti hai, jiss k upper aur lower side k wicks ya shadow real body se kam hone chaheye. Ye candle Bearish trend ki alamat hoti hai, jo k black ya red color main banti hai.

    2. Second Candle: Bearish mat-hold pattern ki dosri candle aik bullish candle hoti hai, jiss ki real body bohut small hoti hai. Ye candle pehli candle k real body main bottom par banti hai, yanni candle ka open aur close pehli candle k andar hota hai.

    3. Third Candle: Bearish mat-hold pattern ki teesri candle bhi aik real body wali bullish candle hoti hai, aur same dosri candle ki tarah small bhi hoti hai, jiss ka open aur close pehli candle k andar hota hai. Ye candle dosri candle k above aur pehli candle k real body main banti hai.

    4. Fourth Candle: Bearish mat-hold pattern ki forth candle bhi dosri aur teesri candle ki tarah bullish bhi hoti hai aur small real body main hoti hai. Ye candle teesri candle k baad upper banti hai lekin ye candle bhi same dosri aur teesri bullish candles ki tarah pehli candle k andar hota hai.

    5. Fifth Candle: Bearish mat-hold pattern ki last candle Bearish hoti hai, jo k pehli candle ki taqreeban parallel main banti hai, lekin open forth candle k baad hoti hai, jab lower side par ja kar close hoti hai. Ye candle black ya red color main hoti hai, jo k Bearish trend continuation ka kaam karti hai.

    Explanation

    Bearish mat-hold pattern main dekhne main same "Falling Three Methods" ya bullish trend par banne wala "Bearish Three Line Strike Pattern" se melta julta pattern hai, jo k downtrend k leye istemal hota hai. Ye pattern panch candles par mushtamil hota hai, jiss ki pehli candle aik strong bearish candle hoti hai, jo k downtrend ki alamat hoti hai. Pehli candle k baad teen small real body wali bearish candles hoti hai, jo k open aur close pehli candle k andar hoti hai. Ye small candles prices ko temporary tawar par bearish jane se rokti hai, jiss se prices k dowran waqti tawar par pause a jata hai. Lekin baad main aik bari real body wali bearish candle banti hai jo k prices ko downtrend main continue karwati hai.

    Click image for larger version

Name:	487686.jpg
Views:	1
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12403097

    Trading

    Bearish mat-hold pattern main small candles downward trend main aik pause create karti hai, jiss k baad prices wapis apni sabeqa trend par chal parti hai. Ye pattern panch candles ka aik majmoa hai, jiss main pehli candle aik Bearish candle hoti hai, jab k baad wali teen candles small real body wali bullish candles hoti hai, bullish candles dar asal market main analyst ki prices k bare main agli faisala ka time hota hai, k aya prices ne downward jani hai, k nahi, lekin last par aik long bearish candle k banne se ye wapis pane porane trade par chal parta hai. Pattern par trades open karne se pehle aik agli bearish candle ka intezar zaror karen jo k buy k entry k leye hona chaheye. Stop Loss pattern k upper side ya pehli bearish candle k open price se two pips above set karen.

    Click image for larger version

Name:	487691.jpg
Views:	1
Size:	21.9 کلوبائٹ
ID:	12403099

    اب آن لائن

    Working...
    X