dear friend, closing marubozu aik continuation pattern ha jo single candle sa banta ha, ye pattern hmain aik din kay trading actions ki information ki bases par signal daita ha, marubozu candkestick pattern ki two types hoti hain,
1. Bullish closing marubozu candlestick pattern
2. Bearish closing marubozu candlestick pattern
Bullish closing marubozu candlestick pattern:
ye pattern us waqt bnta ha jab aik day ki open price low price ho aur closing price high ho, ye pattern market kay powerfull bullish momentum ko zahir karta ha aur is buying momentum ko jari rakhta ha aur whole trading session kay doran bulls har kisam ki price par buying ko tarjee daitay hain, is pattern ko white closing marubozu bhi kehray hain
Bearish closing marubozu candlestick pattern:
ye pattern us waqt bnta ha jab market ma kisi pair ki open price high aur closing price low price ho, ye pattern powerfull bearish market ko show karta ha aur whole trading session ma selling kay pressure ko indicate karta ha, is pattern ma sellers ka control zahir ho raha hota ha aur wo har tarah ki price par sell ko tarjeeh daitay hain
Idendification and criteria:
ye pattern aik single candle sa bnta ha is liay isko identify karna bhi easy hota ha, is candle kay upper ya lower wicks nhi hotin ya bht small hoti hain aur long real body hoti ha, ye hmain market kay one direction kay trend ki information daita ha, bullish ya bearish case ma aik side itni strong hoti ha kay dusri ko bilkul overlook kar daiti ha, bullish closing marubozu simply buyers kay strong control ko show karti ha aur bearish sellers kay control ki indication daiti ha

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим