Types of financial markets
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Types of financial markets
    Dear friends, Financial market different types ki hoti hey aur har financial market key term and condition me be difference hota hay, Forex market aur stock exchange market me be koch differences hey aur term and conditions be dono ki same nahi hey,

    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	1
Size:	36.7 کلوبائٹ
ID:	12486045

    Stock Market
    • Foreign Exchange Market
    • Commodities market
    • Derivatives market


    Stock Markets

    Stock exchange market me app kesi stock ya product key shares ley sakty hey aur es stock ya product ki keemat me ezafa ya kami ki waja se app key shares ki keemat me be ezafa ya kami a sakti hay esi tarha se app ko profit ya loss ho sakta hay stock market 24 hours working condition me nahi hoti, Forex market currencies ko buy ya sell kia ja sakta hay aur es ki market every time trading karny key ley open hoti hay. Stock main different bari bari company ki share hoty han Jo up down hoty han jasa k trading main normal movement hoti ha wasy he same or stock main sirf companies hoti han jasa k apple Google MacDonald Facebook or both sari han jin k share online chal rehe hoty han or is main log in k share sell or buy karty han ye stocks hoty han.

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	2
Size:	61.0 کلوبائٹ
ID:	12486047

    Foreign Exchange Market

    Forex market all world level ke market hote he aur forex market mein all world ke countries ke currencies hote hein aur in ko sell buy kia jata he aur es trah se trader ko profit hasil hota he aur forex market mein currencies ke sath boht sare aur bhe trading pair shamil kr die gae hien jasa keh oil gold silver aur dosre boht sare famous world ke stocks ke indexes bhe forex market mein shamil hein to in mein trader daily sell buy krta he aur trader ko boht ache income forex market se hasil hote he. stock exchange business investors kesi be company key shares buy kar sakty hey aur jab shares key price increase ho jaty hey to investors ye shares sale kar dety hey, Forex market me ham pairs me trading karty hey forex business me currencies ki khareed o farokhat ki jati hay. Foreign Exchange me main different metals bi hoty han jasa k gold silver platinum is k alawa or both sary chezen han jin pe ap forex trading kar sakty han.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	15.7 کلوبائٹ
ID:	12486048
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Types of financial markets

    Assalam .o.Alikum dear member umeed karta hun k ap thewk hun gay or apny kaam mai interested hn gay or achi earning kar rhy hun gay mery bhai aj ham financial markets ko dakhty hain k woh kaisy work karty hain or kaisy is mai khareed o farookht hoti hai mery bhai her country ki apni financial market hoti hai jis mai trader karobar karty hain jaisa k stock market hai es mai log ahare,bonds buy karty hain jaisy he un ki price increase hoti hai tu woh us ko sell karty hain ye company base hoti hain company ky shares hoty hain jaisy he company ki values increase hoti hain tu share ki value bhi increase hoti hai tu buisness man bhi active ho kar us mai apna buisness karty hain Financial markets ki kafi ziada types hoti hain un mai sy kuch ko ham define karty hain


    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	1
Size:	16.1 کلوبائٹ
ID:	12353951

    types of financial Market

    Mery waisy tu bhoot c types hain market lakin her country ki apni aik market hoti hai kuch markets choti hain or kuch international level per jani jati hain jaisa k new york stock exchange hai es mai trader trillion dollar ka daily basis per buisness karty hain kuch or market hain jin ko ham define karty hain


    Stock Market

    Mery bhai stock market trader public ownership ky liye companies ky share lety hain es mai investors achy tariqy sy analysis karty hoa market ko understand karty hain or apny share ko buy karty hain jaisy he un ki price hogh hoti hai tu us ko sold out kar dety hain jis sy un ko kafi acha profit mil jata hai woh apny liye aik right stock ko chose karty hain jis ay woh acha paisa bna saken bhoot sy aisy indices hoty hain jin ko use karty hao woh dakhty hain k markwt kiya chahti hai when the stock bought at cheaper price and sold at higher price the investors earn money


    Click image for larger version

Name:	images-1.png
Views:	1
Size:	42.2 کلوبائٹ
ID:	12353952

    Bond Market

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	40.1 کلوبائٹ
ID:	12353953

    Mery bhai bond market offer opportunity provide karti hai companies or government ko money ko secure kary apny financial projects or investment ky liye es mai investor company sy bond buy karta hai or company us bond ki price ko wapus karta hai agreed period ky or sath interest fee bhi deta hai



    commodities Market


    Mery bhai es market mai trader or investor product ko sell ya buy karty hain jaisa k oil ho gaya gold ho gaya or corn ho gaya or woh in ki price ky incrrase hony ka wait karty hain jaisy price increase hoti hai ty sold karty hain or apna profit hasil karty hain

    Click image for larger version

Name:	images-1.jpeg
Views:	1
Size:	65.0 کلوبائٹ
ID:	12353954
    Last edited by ; 15-12-2021, 08:08 AM.

    اب آن لائن

    Working...
    X