Leading & Lagging Indicator Guide

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading & Lagging Indicator Guide
    Assalam alaikum dear members!
    umeed karta hun aap sb khairiat se hn gy or apki trading bahut achii jaa rahi ho ge.
    Dear members forex indicators trading main kafi helpful hoty hain agr hum inko achy se smjh kr yrade karen to ye kafi faida mand ho skty hain.
    esi lye hun aj indicators ko study karen gy.


    what is indicator?

    Dear members jesa k naam se wazeh ha k indicator ka mtlb ishara deny wala forex main indicators hame market ki movement k bary main btaty hain.
    Q k indicators market main different value ko use kr k market k trend or possible support & resistance k bary main information dety hain.
    es lye indicators ko technical analysis main istmal kia jata ha.
    laikin in indicators ki 2 types hain.

    Leading Indicator
    Lagging Indicator

    in dono types ko nechy tafseel se bayan kiya gaya ha.


    What is Leading Indicators?

    Leading indicators k naam se saaf zahir hai, k ye indicators qeematon k movements ka pehle se hi andaza laga dete hen. In indicators ko momentum oscillators bhi kaha jata hai, aur ye market ki guzarne wali haleya qeematen aur us movement ki raftar humen batati hai. Ye indicators market ki kami taazi ya asal jazbaat ki pemayesh karte hen. Ye market ki mazi ki muqarara istemal karte hen. Misal k tawar par agar hum RSI k 14-days ki baat karen to is me RSI indicator me sirf guzeshta 14 dino ki price action hogi, is k elawa baqi qeematon k tamam trends ko khatam kar deya jata hai.
    Leading indicators ki kuch aam misalon me Commodity Channel Index (CCI), Relative Strength Index (RSI), Stochastic Oscillator, aur Williams %R shamil hain.

    Click image for larger version

Name:	14CED33F-5122-4CD0-8EA5-261652D4CE34.png
Views:	10
Size:	26.0 کلوبائٹ
ID:	12486020

    Dear members forex trading mai Leading indicator wo indicator hai. Jo market ma new trend or reversal time sy phly indicate krty hen. Ye indicator information dety hen k next level pr prices kis side pr move krny wali hen. Leading indicator ki help sy he hum overbought or oversold state ki depict krty hen. Jb market overbought state pr pohnch jati hai. To is k bounce back hony k chances barah jaty hain.

    Pros & Cons of Leading Indicators:

    Leading indicators ka pehle se zikar ho chuka hai, k ye market me pehle hi qeematon ki agli movement bata dete hen, khas kar sideways market me. Ye indicators sideways market me traders ko bohut zyada trading opportunities deti hen k wo pehle se hi market me entry ya exit karen.
    Advance ya early signal ka faida to hai k humen ziada trading k muqa melta hai, jis se ziada munafa mumkin hai, lekin dosri taraf is me risk bhi bohut zyada hai. Aksar awqat trending market me khamaya jane wala ziada tar munafa whipsaws, overtrading, aur brokerage commissions me zaya ho jata hai.


    What is Lagging Indicator?

    Dear forum members Lagging Indicator asay indicators hoty hain Jo k market ka signal tb dety hain. Jb market apna trend change kr chuki hoti hai. Ye indicator ye show krta hai k market ka trend start ho chuka hai. Or hum ny boat miss kr dia hai.
    Lagging Indicator market k long trend mai boht help full hoty hain. Q k agr hum bad ma b apni trade ki entry lety hain to is sy hamen kuch na kuch profit earn ho jata ha. In indicators ka ak disadvantage ye hota ha k ye indicators advance ma market ki prices k bary mai information nai dety.


    Click image for larger version

Name:	EC61B1E0-F4D6-443E-992F-9CEDF450A817.png
Views:	13
Size:	28.6 کلوبائٹ
ID:	12486021
    Lagging indicators market ki maojoda qeematon ko read karke agale movement ki prediction karte hen. Forex trading ki aik mashahoor kahawat hai keh "trend is your friend". Trend ko malom karne k leye hamesha lagging indicators ka istemal kia jata hai. Lagging indicators humen market me qeematen kisi aik side k trend (bullish ya bearish trend) pe move ho jane k baad batate hen, jis tarah jab bhi qeematen aik dafa trend me chal parti hai to moving average us ko sahi direction deti hen (Moving average ka istemal us waqat nahi karna chaheye, jab bhi qeematen high price ya lower price area me hon).
    Moving Averages (M.A), Moving Averages Convergence Divergence (MACD), Consumers Price Index (CPI) waghea Lagging indicators ki misalen hen.


    Pros & Cons of Lagging Indicators:

    Lagging indicators market prediction market k bulkul mutabiq hoti hai. Ye indicators bohut kam hi humen loss de jate hen. Ye Indicators chonkeh market ka trend shoro hone k baad hi humen signal dete hen is waja se is me nakami k chances bhi bohut kam hote hen.
    Lagging indicators hum short term trading k leyw istemal nahi kar sajte, q k trend shoro hone k baad humen bohut kam munafa melta hai. Aksar ziada tar indicators trend khatam hone pe bhi trend ko continue dekha rahe hote hen, jis se loss hone k chances hoten hen.
    منسلک شدہ فائلیں
    THANK YOU GUYS ! :1f60a:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leading &amp; Lagging Indicator Guide

    dear friend, forex market ma technical anaylisis kay kiay indicators backbone smjhay jatay hain, market ma entry aur exit signal ki confirmation kay kiay ye important role play kartay hain, forex ma kafi tarah kay indicators hamain market ki moment kay baray ma guidance daitay hain, inhain mainly two types ma divide kia jata ha,

    1. Leading indicators
    2. lagging indicators

    Leading indicators:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211215_1038401.jpg
Views:	1
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12353975

    ye indicators market ma price moments k9 pead kartay hain, matlab ye traders ko trend reversal ya continuation ki probability ka advance ma btatay hain, ziadatar indicators fixed look back periods ka price momentum measure kartay hain, Commodity channel index, stochastic oscillator aur Relative strength index mainly use honay walay leading indicators hain,

    Lagging indicators:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211215_1038402.jpg
Views:	1
Size:	10.1 کلوبائٹ
ID:	12353976

    ye indicators market ki price moments ko follow kartay hain, normaly ye trend follower hotay hain, moving average aur moving average convergence divergence mainly use honay walay lagging indicators hain, ye hmain price action honay kay baad indication daitay hain, jo moment kay guzarnay ka baad hota ha,

    Comparison of leading and lagging indicators:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211215_1038400.jpg
Views:	3
Size:	18.7 کلوبائٹ
ID:	12353977

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211215_1046460.jpg
Views:	3
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12353978

    leading indicators ko lagging indicators sa best consider kia jata ha kiun kay ye hmain price moment ki occuring sa pehlay indication daitay hain, lakin in ka drawback ye ha kay inki is predictive nature ki waja sa accuracy ya validity ma kami hoti ha, kuch indicators zero line sa above aur below oscillate kartay hain aur kuch trend ki guidance daitay hain, kuch indicators momentum aur kuch market ki volatility ya strength ka bhi btatay hain, is liay in kay ye different functions hotay hain jo traders kay liay kafi supportive role play kartay hain, kuch indicators trending market kay liay suitable hotay hain jab kay kuch non trending ya ranging market ma mufeed hotay hain
    Last edited by ; 15-12-2021, 10:47 AM.
    • #3 Collapse

      Re: Leading &amp; Lagging Indicator Guide

      Asalaam.o.Alikum dear forex member jaisa k ap janty hain forex mai hamen indicator ki kafi ziada help ki zarorat hoti hai ham jitna ziada indicator ko use karty hoa analysis karty hain utna ziada hamen market ki movement ka pata chalta hai indicators hamen entry leny mai kafi ziada help karty hain es mao ziada technical indicators ko use kiya jata hai ye support or resistance ki information deta hai jo hamen entry mao asani hoti hai or ham eaaily acha profit hasil kar sakty hain waisy tu indicatora ki kafi ziada types hain lakin filhal ham 2 indicator ko detail mai dakhty hain

      Leading Indicator in forex market

      Click image for larger version

Name:	images-4.png
Views:	4
Size:	27.0 کلوبائٹ
ID:	12353999

      Leading Indicator bazoqat inputs ky tor per istamaal kiya jata hai ye hamen btata hai k ham knsa action lain measurable outcomes mai ye hamari tamam successful meeting ko jo buisness objective hoti hai es waja sy ham esy leading indicators ka name

      Ham knsa proccess karen k ye hamen higher level tak ly jaye
      Ham knsa step ly kar apny product ko development kar sakty hain


      Lagging Indicators

      Mery bhai lagging indicator hamen outputs ky bary mai btata hai es mai hamen market ki maloomat milte hai ye hamen btati hai k market ko kaisy ham ny understand karna hai or us sy ham ny kaisy profit hasil karna hai ye measurable prive ki information deta hai es mai dakhty hain ye hamen kiya pridict karta hai

      1-profit
      2-expenses
      3-pridictions
      4-Revenue
      5-Renewal

      Click image for larger version

Name:	images-4.jpeg
Views:	1
Size:	43.2 کلوبائٹ
ID:	12353998


      Uses of leading And lagging Indicator


      Leading Indicator measure the trickier of lagging indicators leading indicator ye measure karta hai k ap ka buisness kaha tak phnch gaya hai lagging indicators measure likes revenue ,segment of your purchasing of geographical location.
      Last edited by ; 15-12-2021, 03:12 PM.
      • #4 Collapse

        Re: Leading &amp; Lagging Indicator Guide

        Dear members analysis karne k liye hume inki zaroorat hoti hai jis k naam se wazeh ha k indicator ka matlab ishara deny wala forex main indicators hame market ki movement k bary main bataty hain hum inse help lete hain kyun k indicators market main different value ko use kr k market k trend or possible support and resistance k bare main information dety hain hume kafi knowledge ho jata hai es lye indicators ko technical analysis main istemal kiya jata hai.


        Ye indicators ki 2 types hain.

        Leading Indicator:
        Lagging Indicator:


        What is a Lagging Indicator?


        Aziz doston lagging indicator asay indicators hote hain jo k market ka signal tab dety hain jab market wo kar chuki hoti hai jo dekhte hain jab market apna trend change kr chuki hoti hai ye indicator ye show krta hai k market ka trend start ho chuka hai hume ne yahan pe lazman trade kho di hoti hain agr hum bad ma b apni trade ki entry lety hain to is sy hamen kuch na kuch profit earn ho jata hai ye long term bhi chalta hai in indicators ka ak disadvantage ye hota hai zyada tar yahi k ye indicators advance ma market ki prices k barye main information nahi dety.

        Leading Indicators:

        Leading indicators ka use bhi isstarah zyada hai ka pehle se zikar ho chuka hai k ye market me pehle hi qeematon ki agli movement bata dete hain hume leading ka use karna hota hai khas kar sideways market mein ye indicators sideways market me traders ko bahut zyada trading opportunities deti hain k wo pehle se hi market mei theek se samajh k entry ya exit karen advance ya early signal ka faida to hai k human ziada trading k moqa milta hai hum zyada trades kar sakte hain

        Difference between leading and lagging indicators:


        Apni jaga dono indicators use hote hain magar leading indicators ko lagging indicators sa best consider kia jata hai ye hume faida deta hai kiun kay ye hamein price moment ki occurring se pehlay indication daitay hain hum dekhte hain lakin in ka drawback ye ha kay inki is predictive nature ki waja sa accuracy ya validity ma kami hoti hai wahan phir hume faida nahi hai kuch indicators zero line sa above aur below oscillate kartay hain aur kuch trend ki guidance daitay hain aap ko trend pata lag jata hai kuch indicators momentum aur kuch market ki volatility ya strength ka bhi batate hain phir hume is ka faida hota hai.

        Click image for larger version

Name:	ll.png
Views:	1
Size:	42.8 کلوبائٹ
ID:	12354033
        • #5 Collapse

          Re: Leading &amp; Lagging Indicator Guide

          Dear individuals forex markers exchanging principle kafi accommodating hoty hain agr murmur inko pain-filled se smjh kr yrade karen to ye kafi faida mand ho skty hain.
          esi lye hun aj markers ko concentrate on karen gy.
          what is marker?

          Dear individuals jesa k naam se wazeh ha k pointer ka mtlb ishara deny wala forex principle markers hame market ki development k bary fundamental btaty hain.
          Q k pointers market fundamental distinctive worth ko use kr k market k pattern or conceivable help and opposition k bary primary data dety hain.
          es lye markers ko specialized examination primary istmal kia jata ha.
          laikin in markers ki 2 sorts hain.

          Proactive factor
          Incidental result

          What is Leading Indicators?

          Proactive factors k naam se saaf zahir hai, k ye markers qeematon k developments ka pehle se greetings andaza laga dete hen. In pointers ko force oscillators bhi kaha jata hai, aur ye market ki guzarne wali haleya qeematen aur us development ki raftar humen batati hai. Ye pointers market ki kami taazi ya asal jazbaat ki pemayesh karte hen. Ye market ki mazi ki muqarara istemal karte hen. Misal k tawar standard agar murmur RSI k 14-days ki baat karen to is me RSI marker me sirf guzeshta 14 dino ki value activity hogi, is k elawa baqi qeematon k tamam patterns ko khatam kar deya jata hai.
          Proactive factors ki kuch aam misalon me Commodity Channel Index (CCI), Relative Strength Index (RSI), Stochastic Oscillator, aur Williams %R shamil hain
          Dear individuals forex exchanging mai Leading marker wo pointer hai. Jo market mama recent fad or inversion time sy phly demonstrate krty hen. Ye pointer data dety hen k powerful pr costs kis side pr move krny wali hen. Proactive factor ki help sy he murmur overbought or oversold state ki portray krty hen. Jb market overbought state pr pohnch jati hai. To is k bob back hony k possibilities barah jaty hain.
          Experts and Cons of Leading Indicators:
          Proactive factors ka pehle se zikar ho chuka hai, k ye market me pehle hello there qeematon ki agli development bata dete hen, khas kar sideways market me. Ye pointers sideways market me merchants ko bohut zyada exchanging openings deti hen k wo pehle se hey market me passage ya leave karen.
          Advance ya early sign ka faida to hai k humen ziada exchanging k muqa melta hai, jis se ziada munafa mumkin hai, lekin dosri taraf is me hazard bhi bohut zyada hai. Aksar awqat moving business sector me khamaya jane wala ziada tar munafa whipsaws, overtrading, aur financier commissions me zaya ho jata hai.
          What is Lagging Indicator?
          Dear discussion individuals Lagging Indicator asay pointers hoty hain Jo k market ka signal tb dety hain. Jb market apna pattern change kr chuki hoti hai. Ye pointer ye show krta hai k market ka pattern start ho chuka hai. Or then again murmur ny boat miss kr dia hai.
          Incidental result market k long pattern mai boht help full hoty hain. Q k agr murmur terrible mama b apni exchange ki passage lety hain to is sy hamen kuch na kuch benefit procure ho jata ha. In pointers ka ak detriment ye hota ha k ye pointers advance mama market ki costs k bary mai data nai dety.

          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Leading &amp; Lagging Indicator Guide

            Koi bhi indicator fazool nahi hota leading aur lagging indicators hote hain aisay indicators ka proper knowledge hamain trade k liay thek decisions lainay mei support deta hai hume analyze karna chahiye lihaza humein apni learning ko behtar bnana chahiye ta k forex k tools or indicators ka shi use seekh sakain time de kar indicator ko samjhen agar trader indicator ko use ni kar sakta to wo acha profit kbi hasil nahi kar sakta secondly wo trader jo ek time par bahut saray indicators ko use karta hai aur bahtreen faida lete hain wo b kbi acha result hasil nahi kar sakta kiu es meinresult confusion ho jata hai.


            Indicators of Leading:

            Leading indicators bhi aik alag type hote hai aise wo indicators hai jo market mein new trend or reversal time sy pehle indicate karty hain ye indicator ye information dety hain k next level par prices achi tarah se ye kis side par move karny wali hain leading indicator ki help sy hai trader overbought or oversold state ko depict karte hain hume isko samjhna aham hai so jab market overbought state par poncho jati hai to ek bounce back hone k chances barh jaty hain.


            indicators of lagging:


            Lagging indicator ka bhi use hota hai analysis k liye asy indicator hain jo market ka signal tab dety hain jab market apna trend change kar chuki hoti hai hume ye indicator ye show karty hain k market ka ye trend start ho chuka hai or aap ne bahut miss kar deta hai yahan hamari entry bhi miss ho jati hai lagging indicators market k long trend mei aksar helpful hote hai kyunki trader agr bad mein b trade ma enter hota hai to usko kuch na kuch profit hasil ho je jata hai hamesha in indicators ka ik disadvantage hai or wo ye k advance ma ye indicators market ki prices k bary ma information nahi dete hain after movement pata chalta hai move ka.



            Click image for larger version

Name:	leading_indicators.jpg
Views:	2
Size:	32.1 کلوبائٹ
ID:	12354041

            اب آن لائن

            Working...
            X