GDP (Gross Domestic Products) Reports sy economical measure ki Calculation

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    GDP (Gross Domestic Products) Reports sy economical measure ki Calculation
    INTRODUCTION

    Gross domestic production ye aik aisa economic indicator hay jis say us mulki production ka pata chalta hay is ki ye salana report jari ki jati hay aur pechlay chand saloon ki report kay sath is ka mawazna kia jata hay kay is saal mulk ki production kia rahi hay. is main mulki taman idaray chahhye wo sarkari ya neem sarkari hon un ka data akath kia jata hay aur kuch figuers akathi ki jati hain. jis say mulki tarakie aur amdan ka idea ho jata hay. GDP Report aik boht hi ahm report hotihay aur is per forex market main kafi ups and down atay hain. is new kay good ay bad report kay release honay kay bad market main kafi movement hoti hay.

    Click image for larger version

Name:	images (4).jpeg
Views:	2
Size:	41.6 کلوبائٹ
ID:	12485859

    CALCULATION OF GDP


    Agr kisi country ki imports exports sy zayada ho jayn to unka gdp bhot kam ata hai. But agr kisi country ki exports zayada hon or imports kam hon to he gdp ki value pechly sal ki nisbat zayada ati hai. Jb gdp ki value pechly sal ki nisbat zayada ah he to investor es ka bhot positive asar lety hain or wo apni investment ko increase karny k bary ma sochna start kar dety hain. Agr gdp ki value low ah jae to investor apni investment ko limited kar leta hai or next year ki gdp ki value ka intazar karty hain.

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12485860

    EFFECT ON FOREX MARKET

    Forex market py bhi GDP Ka kafi asar ise leay dalte hy k basically wo kisi bhe country ki economic condition ko show ker rahe hote jb bhe app ny deikha ho k kisi bhe currency ka mean jesay USA country hy wo jab bhe apna datarelease kertay haen to wo agar phely say week ho to pher forex major pairs boht fast as per respect gdb strong ya week hony ki soraat maen move kertay haen to humean forex maen fundamental analysis mean news ko neglect nahe ker sagtay haen koi bhe easa khas news ho to pher app us maen stop loss our take profit ka use must karean Agar kisi bhe country mean curremcy ka gdp data release hona ho to app us maen trade na karean agar app karean bhe to toght stop loss k sath trade Karen.

    Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	2
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12485861
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: GDP (Gross Domestic Products) Reports sy economical measure ki Calculation

    EXPLANATION

    Gross Domestic Product Ek bahut hi important economic issue hota hai Jisko completely study karna aur isko completely attached Rahana aapke liye bahut hi important role play kar sakta hai dear jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain aur different important currency pairs per apni trading kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko different countries ki Gross Domestic Product celebrated properly information Hasil Karni chahie otherwise aapki trading per bahut jyada negatively affect ho sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	2
Size:	33.9 کلوبائٹ
ID:	12353822

    HOW TO CALCULATE GDP

    Gross Domestic Product aapke liye bahut hi important platform hota hai dear jab aap Gross Domestic Product ki study complete kar rahe Hote Hain To Aisi situation main aapko Kisi bhi country ki Gross Domestic Product ko properly calculate karna chahte hain to ismein aapko 1 country ke liye different important income sources to study karna hota hai aur uske sath Uske expenses ko compare karna hota hai dear jab aap different import ki basis per apni income ko increase Karte Hain To Aisi situation Mein Gross Domestic Product aapke liye bahut hi important role play karti hai dear jab aapke country ki Gross Domestic Product Jyada Hoti Hai To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt Gross Domestic Product totally aapki country Mein different important products aur Unki Production se related hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	40.9 کلوبائٹ
ID:	12353823

    FORMULA TO CALCULATE GDP

    Gross domestic forumlay ma total imports or total exports ko b use kiya jata hai. Agr kisi country ki imports exports sy zayada ho jayn to unka gdp bhot kam ata hai. But agr kisi country ki exports zayada hon or imports kam hon to he gdp ki value pechly sal ki nisbat zayada ati hai. Jb gdp ki value pechly sal ki nisbat zayada ah he to investor es ka bhot positive asar lety hain or wo apni investment ko increase karny k bary ma sochna start kar dety hain. Agr gdp ki value low ah jae to investor apni investment ko limited kar leta hai or next year ki gdp ki value ka intazar karty hain.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	39.4 کلوبائٹ
ID:	12353824
    • #3 Collapse

      Re: GDP (Gross Domestic Products) Reports sy economical measure ki Calculation

      Dear friend umeed hain ap sab kehriyat sy hon gay, or market main acha profit ban rahy hon gy. agr ap market main successful Hasil karna chahty hain to ap ko Hamesha experience k sath kam karna hota hai. Tab hi ap successful ho sakte hain. Market main agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different tareeky sy study karty hain to ap ko bhot zyda fayda milta hai. Aj main ap sy Gross Domestic Product k related information share karna chahti hun jis main ap ko bhot zayda experience hasil ho sakhta hai...

      GROSS DOMESTIC PRODUCT:

      Dear GDP 3 lafaz Gross Domestic Product kay ly istemaal hoty hain jis ka urdu main matlab hay Majmoei Mullki Paidawar. Jesa kay lafzon se zahir hay kay GDP mulk main jitne mulkk ke Paidawaar Goods and services hote hain un ko jamma kar kay bnayaa jaata hay aur ye salanaa calculate kiya jaata hay. Gdp main saari wo cheezin shamill hoti hain jo us saal main kise bhe mulk main produce hoti hain. Maslan agar aik saal main 1 lakh new gaariyan bani hain to unn ke keemay ko GDP main shamil kiyaa jaata hai esi tarha aur bhe jo cheezin banti hain unn sb ko shamil kiya jaata hai.

      Click image for larger version

Name:	images (51).jpeg
Views:	1
Size:	28.3 کلوبائٹ
ID:	12353841

      IDENTIFICATION OF GROSS DOMESTIC PRODUCT

      Dear Gross Domestic Product harr mulkk main saalana calculation kay baad zahir kiya jaata hay aur Gross Domestic Product country main jitne bhe new cheezin banaai jaati hain ya bikti hain unke keemat ko jama kar kay bnayaa jata hay. Ye baat zehan main rakhi jaay kay gross domestic product main sirf wohii cheezin shamil hoti hain jo sirf pehli baar sale hoti hain. Agr ap successful trading karna chahte hain to ap ko bhot Soch samjh kar trading karna hoti hai. Or apni trading activities ko complete karna hota hai. Agar koi cheez dobara ya phir repair ho kay sale ho to wo gross domestic product main shamil nahi hoti. Han jo cheez repair hoti ha maslan agar gaari hay to uska tire to wo gross domestic product ma shamil ho ga na kay dobara se poori gari ke keemat. GDP mulk ke taraki ko show karta hay aur ye taraki ke nishani hay.

      DETAILS :

      Dear GDP mulk ke mae'eshat ke pehchaan hay agar GDP zayda hota hay to us mulk main companies zayda bandy hire karti hain aur zayda salaries de jaati hain. Jis se mulk ke taraki zahir hoti hay. Es kay barakas agar mulk ka GDP down ho raha ho to inflation bharti hay aur berozgarri ya unemployment bharti hay. Jo kay mulk ke tanazli ke nishaani hota hay.

      EFFECT ON FOREX MARKET:

      Dear GDP mulk ke mae'eshat ke pehchaan hay agar GDP
      ko forex traders bahut zaida Importance detty hain kun kay GDP say aany waly maheenon yaa saalon main Economy par asraat zahir karty hain. Agar kise mulk ke economy ko positive momentum chahey ho yo uss kay GDP par sab zaida foucas kiya jaata hai. Forex traders jabb bhe analysis karte hain aur specially fundamental analysis main sab sy zaida esy ehmiyat dee jaati hai. Technical analysts bhe GDP par lazmi nazar rakh kar technical analysis karte hain.

      Click image for larger version

Name:	images (52).jpeg
Views:	4
Size:	17.2 کلوبائٹ
ID:	12353842
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: GDP (Gross Domestic Products) Reports sy economical measure ki Calculation

        Assalamu alaikum Dear members umeed hain ap sab kehriyat sy hon gay, or market main acha profit ban rahy hon gy. agr ap market main successful Hasil karna chahty hain to ap ko Hamesha experience k sath kam karna hota hai. Tab hi ap successful ho sakte hain. Market main agar aap successful trading karna chahte hain. To ap ko different tareeky sy study karty hain to ap ko bhot zyda fayda milta hai. Aj main ap sy Gross Domestic Product k related information share karna chahti hun jis main ap ko bhot zayda experience hasil ho sakhta hai...



        Gross Domestic product :



        Dear GDP 3 lafaz Gross Domestic Product kay ly istemaal hoty hain jis ka urdu main matlab hay Majmoei Mullki Paidawar. Jesa kay lafzon se zahir hay kay GDP mulk main jitne mulkk ke Paidawaar Goods and services hote hain un ko jamma kar kay bnayaa jaata hay aur ye salanaa calculate kiya jaata hay. Gdp main saari wo cheezin shamill hoti hain jo us saal main kise bhe mulk main produce hoti hain. Maslan agar aik saal main 1 lakh new gaariyan bani hain to unn ke keemay ko GDP main shamil kiyaa jaata hai esi tarha aur bhe jo cheezin banti hain unn sb ko shamil kiya jaata hai.

        Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	2
Size:	33.9 کلوبائٹ
ID:	12353852



        Identification Of Gross Domestic product :



        Dear Gross Domestic Product harr mulkk main saalana calculation kay baad zahir kiya jaata hay aur Gross Domestic Product country main jitne bhe new cheezin banaai jaati hain ya bikti hain unke keemat ko jama kar kay bnayaa jata hay. Ye baat zehan main rakhi jaay kay gross domestic product main sirf wohii cheezin shamil hoti hain jo sirf pehli baar sale hoti hain. Agr ap successful trading karna chahte hain to ap ko bhot Soch samjh kar trading karna hoti hai. Or apni trading activities ko complete karna hota hai. Agar koi cheez dobara ya phir repair ho kay sale ho to wo gross domestic product main shamil nahi hoti. Han jo cheez repair hoti ha maslan agar gaari hay to uska tire to wo gross domestic product ma shamil ho ga na kay dobara se poori gari ke keemat. GDP mulk ke taraki ko show karta hay aur ye taraki ke nishani hay.



        Details :



        Dear GDP mulk ke mae'eshat ke pehchaan hay agar GDP zayda hota hay to us mulk main companies zayda bandy hire karti hain aur zayda salaries de jaati hain. Jis se mulk ke taraki zahir hoti hay. Es kay barakas agar mulk ka GDP down ho raha ho to inflation bharti hay aur berozgarri ya unemployment bharti hay. Jo kay mulk ke tanazli ke nishaani hota hay.



        Effect On Forex Market :



        Dear GDP mulk ke mae'eshat ke pehchaan hay agar GDP
        ko forex traders bahut zaida Importance detty hain kun kay GDP say aany waly maheenon yaa saalon main Economy par asraat zahir karty hain. Agar kise mulk ke economy ko positive momentum chahey ho yo uss kay GDP par sab zaida foucas kiya jaata hai. Forex traders jabb bhe analysis karte hain aur specially fundamental analysis main sab sy zaida esy ehmiyat dee jaati hai. Technical analysts bhe GDP par lazmi nazar rakh kar technical analysis karte hain.

        Click image for larger version

Name:	images (5).jpeg
Views:	2
Size:	15.9 کلوبائٹ
ID:	12353853

        اب آن لائن

        Working...
        X