Candlestick patterns ke sath trading krna hamare liye bahut hi beneficial sabit ho sakta hai, agar ham mehnat krte hain aur candlestick mein bnne wale different types ke patterns ko smajh lete hain to iss se hamen market mein kafi achi kamyabi mill jati hai aur ham successful trading kar sakte hain.
Candlestick patterns men kch aise important pattern bhi bnte hain jo hamare liye bahut hi useful hote hain, morning star bhi aik aisa hi candlestick ka pattern hai jo hamare liye bahut hi acchi opportunities rakhta hai agar ham iss pattern ko achi tarah se smajh pate hain to hamen easily success mil jaati hai.
Morning Star Candlestick Pattern:
Morning Star Candlestick Pattern ak bullish trend reversal candlestick pattern ha. Ye pattern hamasha long downtrend (Bearish) k bottom per support level k qareeb banta hai, ye pattern hamare liye bahut hi useful hota hai aur hamen trading men bahut hi acha signal provide karte hain.morning Star candlestick pattern men support level pe aik bahut hi chota sa shooting star candlestick bnti h jiski waja se ham iss pattern ko morning star candlestick pattern kehte hain.
Identification of Morning Star Candlestick Pattern:
Morning star candlestick pattern ki identification karna bahut hi assan hota hai ham iss pattern ki identification karne k liye 3 candlestick ko dekhte hain , aur in candlestick se ham iss pattern ki confirmation krte hain.
1. Is pattern man first candle ki long body ki hoti hai jo k bearish ki banti hai.
2. Is pattern man second candle ki small body ka aik shooting star hota hai ya aik doji type candle banti hai, Second candle ka "Gap-down" k sath banna is pattern ki first confirmation ha.
3. Is pattern man third candle bullish ki banna bhot zarori ha. Third candle ki body small b ho sakti ha lakin long body k sath ye candle strong signal deti ha. Third candle ka '"Gap-up"' k sath banna is pattern k complete hona ki confirmation ha.
Trading with Morning Star Candlestick Pattern:
Market k Chart pattern pe jab aik shooting star bn jata hai aur iske bad bnne wali bulish candle gap up k sath previous candle ko break krti hai to tab hamen market mein confirmation mil jaati hai aur ham market mein uss time entry le sakte hain q k iss time jab bulish candle complete ho jati hai to ye hamae liye aik clear confirmation hoti hai isliye hamen iss confirmation se zaroor faida lena chahie, aur phir ham next resistance levels pe apna target rakh dete hai aur ham apna stop level iss pattern k low level k neche mentioned krte hain, ye pattern hamare liye bahut hi acchi opportunity hota hai aur ham market se bahut acha profit gain kr sakte hain.
Importance of morning star candlestick pattern:
Morning star candlestick pattern hamari trading men bahut hi important hota hai q k iss pattern se hamen bahut hi acchi confirmation k sath trades mill jati hai isliye hamen iski practice ka hona bahut zaruri hai.
Aur agar ye pattern hamen big time frame men mill jay to ham market men long term k liye bahut sa profit collect kr sakte hain, iss pattern k analysis krna bhi hamare liye bahut hi assan hota hai ye pattern aik trend reversal pattern hota hai aur ham iss pattern k start se hi bahut acchi buying opportunities le sakte hain.
Conclusion:
Candlestick k jitne bhi patterns hain hamare liye bahut hi useful aur beneficial hote n lekin hamen inko smajhna bahut hi important hota hai q k jab ham kissi bhi pattern ko achay tareqe se analyse kar lete hain to tab hi ham market mein iss pattern pe trad le sake hain aur ham wright decision le sakte hain otherwise market ko smajhna itna aasan nhi hota hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим