Reversal patterns kiya hoty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Reversal patterns kiya hoty hain?
    EXPLANATION

    Dear friends reversal Pattren market us time banati hai jab market aik trend mai ja rahe hoti hai aor aus k baad correction leti hai aus time market reverse moment start karti hai aor aus time phir market jo pattren banati hai aun ko reversal pattren kehty hai aus mai bahot sary pattren hai jo agar market mai ban jaye to waha se market reverse ho jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	27.5 کلوبائٹ
ID:	12484254

    HARMONIC PATTERNS

    Dear friends aap ne ais market mai dekha ho ga k market aik trend mai ja rahe hoti hai aor waha se wapis aana start kar deti hai aus mai ye hai k market ne waha par koi pattren banaya hota hai jis ki waja se market waha se wapis aati hai jaisy hum ne baat ki hai harmonics pattrens ki to ais mai ye hai k hum agar chart par harmonics pattrens draw karty hai to aus mai ye hai k market aus point se reverse hi hoti hai aor harmonics pattrens mai market hamesha reverse hi hoti hai trend se ais liay ais mai agar ap ne dekha ho to tp 1 hit k baad market trend mai move start kar deti hai, agar hum harmonice pattrens par kaam kar rahy hai to hum ko chaye k hum ais k sath stop loss lazmi lagye kun k ye trend k opposite trade deti hai to agar market ais pattren ko follow na kary to hum ko zayda loss na ho.

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	33.5 کلوبائٹ
ID:	12484256

    ELLIOTT WAVE

    Dear friends agar ap ne elliot wave k bary mai study kia ho to ap ko pata lagy ga k ais mai ye hai k hum ais mai trend mai trade kar rahy hoty hai magar jab market ki moment mai reversal start hoti hai to aus time market waves banati hai aor aus ko follow karti hai ye ni hai k market aik trend mai ja rahe hai aor aus taraf hi bhagti jaye gi agar hum ne ais mai kaam karna hai to hum ko aus mai pull back par bh entry milti hai magar aus mai ye hota hai k humra tp kam hota hai aor aus mai hum ne short term k liay entry leni hoti hai aus k baad hum ko elliott wave k hisab se hi trade lagani chaye kun k ais se ye faida hota hai k hum agar ais mai trade lagaty hai to market k trend k hisab se lagaty hai, Elliott wave mai jaha market apni moment complete karti hai to aus k baad lazmi a,b,c mean aus time reversal leti hai aus time bhi kafi log hai jo ais se acha profit bana lety hain.

    Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	2
Size:	31.7 کلوبائٹ
ID:	12484257

    HOW TO TRADE WITH REVERSALS PATTERNS

    Dear friends agar ap ye chaty hai k ap reversal pattren par trade kary to aus k liay ye hai k ap ais mai jo bhi trade laga rahy hoty hai wo market k trend end par laga rahy hoty hai aor aus mai ap ko lazmi ais baat ka khyal rakhna chaye k ap ais mai tab entry ley jab market ap ko confermation dy de k ab market ka trend change ho raha hai aor yaha se market ne reverse lena hia agar hum phly entry lety hai to lazmi sath stop loss laga ley.

    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	1
Size:	61.2 کلوبائٹ
ID:	12484258
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Reversal patterns kiya hoty hain?

    EXPLANATION

    Dear friends Reversal patterns dar asala wo signal hote hien jo market kay opposite trend ko change hota btatay hein means kay agar forex market up side ja rahi hay aur phir wo down jana start kar day to wo ek signal day gi wo signal technical indicators pick karty hein aur guide kar dayte hein kay market ka trend change hone wala hay ye technical indicators candle stick, trend line etc ho sakty hein market ko reversal hone se pehnay open orders close kar daynay chahiye ye agar order place karna hay to wo shandar time hota hay kisi bhi pair par order place karnay kay liye reversal indicators aksar long term trading waly trade use karty hein.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-02T115225.062.png
Views:	28
Size:	11.0 کلوبائٹ
ID:	12353639

    INTRODUCTION


    Forex trading mein reversal pattern se murad yeh he jahan se market peche ke trf chl prte he mtlb keh market ka trend selling mein a jata he reversal mtlb peche htna aur pattern mtlb aks yane keh reversal patterns woh patterns hote hien jo keh market ke reverse hone ka signal hmein de rhe hote hien to yeh sb patterns technical analysis mein ate hien to trader ke lie lazme hota he keh woh in chart patterns , candle stick patterns aur indicators aur jo bhe technical analysis ke chezein hien jo hmein asane se meta trader 4 mein phle se de gae hote hien un ko smjh se istemal krna chahe aur reversal patterns ko trader sahih tareeqe se smjhe to trader market mein acha profit earn kr leta he kion keh market jb reverse hote he to forex market boht dafa dekha he keh 150 se 300 point tk reverse chle jate he aur baz aoqat to es se bhe zyada points reverse hote he to yeh reversal patterns ke method ko trader ache se smjhe aur apne trading mein in se market ke tabdel hone wale trend ko smjh kr apna order forex market mein laga kr ache profitable trading kr skta he aur in reversal patterns ka forex market mein boht ahm kirdar he aur trader lazme in ko follow kia kre takeh trader ke trading mein ache profitable trading ho ske.

    Click image for larger version

Name:	images (1).jpeg
Views:	1
Size:	17.6 کلوبائٹ
ID:	12353640

    SUDDEN MOVEMENT OF MARKET

    Friends Agar market aik trend main chal rahi ho aur wahan say achanak Wapas aa jaye yeahni agar selling trend chal raha hai aur achanak buy ho jaye usher say to isko reversal pattern kehtay hain ...
    Reversal pattern main market bht ziada move karti hai aur 200 say 300 pips move kar jaati hai Jo k ziada say ziada loss ya profit kar sakti hai
    Isko samjhnain k liye aap ziada say ziada indicator pattern use karain ta trend k pata chal saky
    Jub market first tp hit lar jaye to SL position change kar dein ta k loss nan ho ziada.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	10
Size:	19.1 کلوبائٹ
ID:	12353641

    اب آن لائن

    Working...
    X