Leading indicators aur lagging indicators kese work krte hain.....?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Leading indicators aur lagging indicators kese work krte hain.....?
    Forex trading me indicator hamare liye bahut helpful hote hain aur market mein hamen analysis karne ke liye indicator jisse helpline padati hai kyunki jab ham market mein kisi bhi indicator ko istemal karte Hain to hamen is indicator ki vajah se market mein bahut hi acche signal mil jaate Hain jiski vajah se hamari trading kafi aasan ho jaati Hai trading mein different types ke indicator hote hain aur hamen ine ko samajhna chahie ki kaun se indicator leading indicator hote hain aur kaun se indicator lagging indicator hote Hain jab ham inko samajh lenge to fir hamen se bahut hi achcha fayda utha sakenge aur market mein hamari trading kafi behtar ho sake gi.

    Leading Indicators:

    Leading indicators aise indicators hote Hain Jo hamen market mein koi bhi train banne se pahle hi signal provide kar dete Hain inko ham leading indicators kahate Hain leading indicators hamen Kisi bhi trend ko confirm hone se pahle hi uska signal provide karte Hain.Agar market mn bullish move aany wala hai to Leading Indicators humain market ky Bullish move karny sy pehly hi signal de dain gy. issi tarah agar market mn Bearish move aany wala ho to Leading Indicators humain pehly hi iss ky bary mn inform kar dety hain.

    Click image for larger version

Name:	images (98).png
Views:	2
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12484235


    Popular Leading Indicators:
    1. Commodity Channel Index (CCI)
    2. Relative Strength Index (RSI)
    3. Momentum
    4. Williams %R


    Advantages of leading indicators:

    Leading indicators hamen market mein early signal provide karte hain jiski vajah se hamen koi bhi trend panne se pahle hi signal mil jata Hai.
    Leading indicators ki vajah se hamen market ke Trend ke start mein hi bahut achcha signal mil jata Hai jiski vajah se humse koi bhi opportunity mis Nahin Hoti hai aur ham market se bahut achcha profit le sakte hain.
    Leading indicators ki vajah se ham apna profit se frock sakte hain aur hamen market se exist hone ka signal bhi jald mil jata Hai jiski vajah se ham apna profit connect Karke market se hote ho jaate Hain.

    Disadvantages of leading indicators:

    Leading indicators hamen trend banne se pahle hi indication dete Hain jiski vajah se ham market mein main wrong country le jaate Hain aur hamara market mein nuksan ho jata hai.
    Leading indicators hamen market mein bahut jyada signal provide karte hain jiski vajah se bahut jyada signal falls bhi ho jaate Hain aur agar ham confirmation Nahin karte Hain to hamara market mein loss ho sakta hai.
    Leading indicators confirmation se pahle hi signal dete Hain jiski vajah se ham market ko confirm karne se pahle entry le Lete Hain Jo ke bad mein market hamare against chali jaati Hai.

    Lagging Indicators:


    Click image for larger version

Name:	images (97).png
Views:	9
Size:	18.0 کلوبائٹ
ID:	12484236

    Lagging indicators aise indicators hote Hain Jo market mein main Trend banne ke bad hamen market ka signal dete Hain jab market mein confirmation ho jaati Hai to tab hamen lagging indicator jisse signal milta Hai. Lagging indicators sale long term trading mein hamen bahut hi aasani ho jaati HaiLagging Indicators humain market mn bullish ya bearish trend apply hony ky baad signal dety hain ky market mn bullish trend hai ya bearish.Lagging Indicators market price man already change ana k bad signals deta han is liye market price ki reverse movement k chance bhot kam reh jata han.

    Popular Legging Indicators:
    1. All types of Moving Averages (Exponential, Simple, Weighted, Variable)
    2. MACD


    Advantages of legging indicators:

    Legging indicators market mein trend following indicators hote Hain Jo hamen conformation ke sath signal provide karte Hain.
    Lagging indicators market mein trend banane ke bad hamen signal dete Hain jiski vajah se alleging indicators ke signals bahut hi kam false hote Hain.
    Lagging indicators mein market information bahut acchi milati hai hai aur ham bahut hi acchi confirm trade le sakte hain.

    Disadvantages of legging indicators:

    Lekin indicators hamen kafi late signal dete Hain jiski vajah se ham kafi acchi opportunity ko mis kar dete hain aur hamen bahut hi kam points milte Hain.
    Late signal milane ki vajah se market mein main hamen main kafi peps waste ho jaate Hain jiski vajah se hamara kafi profit loose ho jata hai.

    Conclusion:

    Hamen trading mail eating aur lagging indicator donon ko istemal karna chahie kyunki jab ham ine donon indicators ko istemal karenge to hamen market mein bahut hi achcha signal milega jab ham donon indicator is ko combined istemal karenge to isase hamen bahut achcha signal milega kyunki leading indicator ki vajah se hamen pahle signal mil jata Hai aur lekin indicator ki vajah se hamen confirmation ho jaati Hai isliye hamen ine donon indicator ko sath mein istemal karna chahie.

    Click image for larger version

Name:	images - 2021-12-13T095957.539.jpeg
Views:	3
Size:	31.6 کلوبائٹ
ID:	12484237
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Leading indicators aur lagging indicators kese work krte hain.....?

    EXPLANATION

    Dear friends forex trading ma bhot sary indicators available hain. Trader apni pasand k hesab sy kio b indicator use kar sakty hain. Trader k lae indicator ko use karna zaruri es lae hai k trader ko market ki bhot sari information en sy mil jati hai. Jo trader indicator ko use ni karta wo market ko sari information ko hasil ni kar pata es lae usk lae trade ko achy point par open karna bahut mushkil ho jata hai. But seniors hamesa ye b kehty hain k trader ko kbi indicators ko aankhen band kar k follow ni karna chahe kiu k ye aksar fake signal produce karty hain jin ko use kar k trader market ma pans jaty hain.

    Click image for larger version

Name:	indicators.png
Views:	5
Size:	51.4 کلوبائٹ
ID:	12353658

    LAGGING INDICATOR

    Dear friends Market Mein indicator Ek bahut hi useful indicator hota hai Jisko main traders apni trade ke liye use karte hain market Mein ya leging indicators aapki trade Mein strategy aur aap ki efforts ke final score ko show Karte Hain Jab traitors apni trade Mein legging indicator ko use karte hain to use Waqt yah directly move karta hai market Mein Ja leging indicators outputs result provide Karte Hain ledging indicators measures results market Mein yah ledging indicators aap ki organisation activity ke bare mein directly output information provide karta hai market Mein trade is indicator Ka istemal Karke apni performance ko improve kar sakte hain

    Click image for larger version

Name:	Leading-vs.-Lagging-Indicators-Forex.png
Views:	8
Size:	230.8 کلوبائٹ
ID:	12353659

    LEADING INDICATOR

    Friends Leading indicators Measure change market Mein yah indicators immediates progress per deal Karte Hain market Mein traders is indicator Ka istemal Karke acchi progress achieve kar sakte hain is indicator Kesariya se quantify aur measure efforts quantity fire karna bahut jyada difficult ho jata hai market Mein in-process Scooty point karne ke liye bahut hi specific tools maujud hote hain market Mein in activity ko define karne ke liye Jab traders an specific tools ka istemal karte hain to use Waqt vah leading indicators ko bahut hi useful indicators banaa sakte hain leading indicators ko improve karne ke liye market mein orders ki jarurat padati hai leading indicators Kesariya se market mein bahut hi specific financial result Hasil Kiye Ja sakte hain

    Click image for larger version

Name:	leading-indicator.png
Views:	10
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12353660
    • #3 Collapse

      Re: Leading indicators aur lagging indicators kese work krte hain.....?

      Dear forex members forex trading mai bohot sary indicators use hoty hain joo trading mai hamari bohot help krty hain hume inki theek se samjh honi chahiye hamen in indicators ka knowledge hona bahut important hota hai kyun k in indicators k saheh use sy bahut hi zyada faida hai hum trading mai bilkul ak acha profit earn kar sakte hen.

      What are Indicators :


      Dear forex members forex trading mushkil nahi hai ye ak complex process hota hai trading mai hamari help karne ke liye kuch tools Mt4 mai diye gaye hain hume sab chezen ache se samajh honi chahiye ye trading mai hamari bohot help karty hain hamen kis time konsi trade open karni hai ye information get karni chahiye hamen ye pata chala k forex trading complex process ko indicators k zariye easy banaya ja sakta hai ye confirm hota hai is ki help sy trade karna bahut easy ho jata hai or profit k hasool ko asan bnaya ja sakta hai.

      Leading Indicator :


      Aziz dost forex trading mai Leading indicator wo indicator hai important indicator hai ye wo market ma new trend or reversal time sey pehlay indicate karty hain ye indicator information dete hain k next level pr prices kis side par move karny wali hain isko theek se samajhna chahiye hume leading indicator ki help sy he hum overbought or oversold state ki depict krty hen market ki aik condition milti hai jab market overbought state pr pohnch jati hai is k bounce back hony k chances barah jaty hain.

      Lagging Indicator :

      Aziz doston lagging Indicator asay indicators hoty hain jo k market ka signal tab dety hain Jab market apna trend change kr chuki hoti hai hum tab isko identify karte hain ye indicator ye show krta hai k market ka trend start ho chuka hai aur hum nay boat miss kar diya hai
      Lagging Indicator market k long trend mai bahut help full hoty hain ye trader ko clear indicate karte hain kyun k agr hum bad ma b apni trade ki entry lety hain to is sy hamen kuch na kuch profit earn ho jata hai.


      Click image for larger version

Name:	ll.jpg
Views:	1
Size:	118.2 کلوبائٹ
ID:	12353758
      • #4 Collapse

        Re: Leading indicators aur lagging indicators kese work krte hain.....?

        forex exchanging mama bhot sary pointers accessible hain. Broker apni pasand k hesab sy kio b marker use kar sakty hain. Merchant k lae marker ko use karna zaruri es lae hai k broker ko market ki bhot sari data en sy mil jati hai. Jo merchant marker ko use ni karta wo market ko sari data ko hasil ni kar pata es lae usk lae exchange ko throbbing point standard open karna bahut mushkil ho jata hai. However, seniors hamesa ye b kehty hain k merchant ko kbi pointers ko aankhen band kar k follow ni karna chahe kiu k ye aksar counterfeit sign produce karty hain jin ko use kar k dealer market mama dish ja


        WHNAT IS INDICATOR,

        Dear companions Market Mein pointer Ek bahut hello valuable marker hota hai Jisko primary merchants apni exchange ke liye use karte hain market Mein ya leging pointers aapki exchange Mein system aur aap ki endeavors ke last score ko show Karte Hain Jab swindlers apni exchange Mein legging marker ko use karte hain to utilize Waqt yah straightforwardly move karta hai market Mein Ja leging pointers yields result give Karte Hain ledging pointers estimates results market Mein yah ledging markers aap ki association action ke uncovered mein straightforwardly yield data give karta hai market Mein exchange is pointer Ka istemal Karke apni execution ko improve kar sakte hain


        Reactive result ,
        Aziz doston reactive result asay pointers hoty hain jo k market ka signal tab dety hain Jab market apna pattern change kr chuki hoti hai murmur tab isko recognize karte hain ye marker ye show krta hai k market ka pattern start ho chuka hai aur murmur nay boat miss kar diya hai
        Reactive result market k long pattern mai bahut help full hoty hain ye dealer ko clear show karte hain kyun k agr murmur terrible mama b apni exchange ki passage lety hain to is sy hamen kuch na kuch benefit acquire ho jata hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          ### Leading Indicators Aur Lagging Indicators: Kaise Kaam Karte Hain?
          Forex trading mein market movements ko predict karne ke liye technical indicators ka use kiya jata hai. Yeh indicators do main categories mein divide hote hain: **Leading Indicators** aur **Lagging Indicators**. In dono ka apna ek unique role hota hai aur yeh different trading strategies mein use hote hain. Is post mein hum yeh samjhenge ke yeh indicators kaise kaam karte hain aur unka use aapki trading mein kaise beneficial ho sakta hai.

          ### Leading Indicators Kya Hain?

          Leading indicators wo tools hain jo price movements ko unke hone se pehle predict karne ki koshish karte hain. Yeh indicators aapko signals dete hain ke price agle kuch waqt mein kis direction mein move kar sakti hai. Inka use trend reversals aur new trends ko pehchanne ke liye hota hai. Leading indicators market ke agle moves ke baare mein pehle se hi indication de dete hain, isliye yeh high-risk aur high-reward strategies mein commonly use hote hain.

          #### Leading Indicators Kaise Kaam Karte Hain?

          Leading indicators ka kaam yeh hota hai ke yeh price action ke potential changes ko pehle se detect kar lete hain. Yeh indicators momentum aur price data ka use karte hain taake future trends ko predict kiya ja sake.

          **Examples**:

          1. **Relative Strength Index (RSI)**: RSI ek popular leading indicator hai jo overbought aur oversold conditions ko identify karta hai. Jab RSI 70 se upar ho, to yeh overbought condition ko show karta hai aur price reversal ka signal de sakta hai. Isi tarah, jab RSI 30 se neeche ho, to yeh oversold condition aur potential upward reversal ka signal hota hai.

          2. **Stochastic Oscillator**: Stochastic oscillator bhi ek leading indicator hai jo market ke turning points ko predict karta hai. Yeh indicator price momentum ko measure karta hai aur jab yeh overbought ya oversold zone mein hota hai, to yeh possible trend reversal ka indication deta hai.

          ### Lagging Indicators Kya Hain?

          Lagging indicators wo tools hain jo price movements ke hone ke baad unki confirmation dete hain. Yeh indicators trend ke establish hone ke baad signal dete hain, isliye inka use trend-following strategies mein hota hai. Lagging indicators market ke moves ke baad react karte hain, isliye yeh safer hoti hain lekin inka reward bhi kam hota hai.

          #### Lagging Indicators Kaise Kaam Karte Hain?

          Lagging indicators historical price data ka analysis karte hain aur past price movements ko study karte hain taake current trend ki strength ko measure kiya ja sake. Yeh indicators typically moving averages ya other smoothing techniques ka use karte hain taake price data ko analyze kar sakein.

          **Examples**:

          1. **Moving Averages (MA)**: Moving averages ek common lagging indicator hai jo price data ko smooth karta hai aur long-term trends ko identify karta hai. Jab price moving average ke upar ho, to yeh uptrend ko indicate karta hai, aur jab price moving average ke neeche ho, to yeh downtrend ko show karta hai.

          2. **Moving Average Convergence Divergence (MACD)**: MACD bhi ek lagging indicator hai jo price trends ki strength aur direction ko measure karta hai. Yeh indicator moving averages ka use karta hai aur jab MACD line signal line ke upar cross karti hai, to yeh bullish signal hota hai, aur jab neeche cross karti hai, to yeh bearish signal hota hai.

          ### Leading Aur Lagging Indicators Ka Combine Use

          Aksar traders leading aur lagging indicators ko combine karke use karte hain taake zyada reliable trading signals mil sakein. For example, ek trader RSI jese leading indicator ko use karke overbought ya oversold condition identify kar sakta hai, aur phir moving average jese lagging indicator ke through trend confirmation le sakta hai. Is combination se trades mein zyada accuracy milti hai aur risk manage karna asaan hota hai.

          ### Conclusion

          Leading aur lagging indicators forex trading mein ahem role play karte hain. Leading indicators aapko market ke potential moves ke baare mein pehle se bata sakte hain, jabke lagging indicators established trends ko confirm karte hain. In indicators ka sahi combination use karne se aap apne trading decisions ko improve kar sakte hain aur market ke unpredictable movements ke dauran bhi apni strategy ko optimize kar sakte hain. Yeh samajhna zaroori hai ke har indicator ka apna ek unique role hai, aur unka sahi istemal aapki trading success ke liye important hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X