Currencies Ka aapas Mein Taluk

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currencies Ka aapas Mein Taluk
    AOA
    INTRODUCATION
    Friends kya hal hai aapke Aye Mein ummid karta hun aap theek Honge aur acchi trading Karke Achcha profit Hasil Karte Honge Agar aapke pass Forex trading ka knowledge aur experience hai Kyunki Forex trading a complicated market aur risky business hai isliye jab tak hamare pass iska knowledge or experience Na Ho To Hamen trading Nahin Karni chahie Kyunki Is Tarah Hamara bahut loss ho sakta hai isliye Agar Ham Chahte Hain Ki Forex trading Mein business Karen yah trade karen to pahle Hamen Forex trading ka knowledge Hasil karna hoga demo account per zada Se zada practis Karne Ho Gai aur demo account se experience Hasil karna hoga Jab hamare pass experience aur knoweldge Hoga To Ham acchi trade karte hue Achcha profit Hasil kar sakte hain aaj ki post mein main aapke different currencies or Unka aapas Mein taluq yah correlation ke bare mein Apna knowledge share karna chahta hun ummid hai isase aapke knowledge mein bahut improvement Ho gi
    CONCEPT OF POST
    different countries ki currency Kuchh dollar ke sath attached aur kuchh Gold ke sath attach hai aur jo different country oil exporter aur oil exporter aur importers UN ki currency ka correlation oil ke price ke sath attach rahata hai Jab Kaun different currency is up ya down hoti hain Jo currency dollar ke sath attach hai agar agar dollar carrot kam hota hai to dusri attach print Sikar rate badh jata hai aur Agar dollar ka rate aap hote hain to attach country carrot kam hota hai to dusri attach print Sikar rate badh jata hai aur Agar dollar ka rate aap hote hain to attach currency ka rate down ho jata hai aur ISI Tarah Agar dollar Karat kam hote hain to gold ka rate aap ho jata hai aur gold ka rate aur gold ka rate Agar Don hote hain to dollar ka rate UP ho jata hai ISI Tarah Agar market Mein MI ki price changing hoti hain aap yah down hoti hain ISI Tarah Unse attach currency Don hote hain to dollar ka rate UP ho jata hai ISI Tarah Agar market Mein MI ki price changing hoti hain aap yah down hoti hain ISI Tarah Unse attach currency bhi aap aur down hoti hain ya aap uska jo Dalo Hai ise currency correlation Kaha jata hai

    CORRELALION BETWEEN CURRENCY PAIR
    Forex trading market mein jo currency trade hoti hain unke pairs Hote Hain for example USD/ EUR OR GBP/ USD ETC ye estrak ky pair banty hn currency correlation basically aisy pairs hoty hen. Jin ki movement same hoti hai. Or Jo ak he sath up or down move kr rahy hon. Jesa k canadian dollar, oil prices k corelated hai. Q k canada ak oil exporterexporter country hai. Isi tarha in ka effect Japan pr bi parta hai.. Q k wo bi ak oil importer country hai. Newzeland gold k sath correlated hai. Correlation two types ki hoti hen.


    (Correlation of currency)
    CORRELATION BETWEEN TWO CURRENCY

    1# postive correlation
    2# negtive correlation
    positve correlation
    Agar aap forest reading market ka chart open Karen aur currency isko Dekhen to aapko jald hi hi he is positive correlation jaldi Pata Chalta Hai jb forex market mai two currency pairs same direction mai move kr rahe hoti hen. To isy positive correlation Kaha jata hai.
    Jaisy k EUR/USD or EUR/CAD same direction mai move krti hen.

    Nagtive Correlation
    fore x trading market mai jb two important commodity correlation mai AUD/USD or gold USD/CAD or West texas intermediate ( US Oil) or USD/CLP or copper shamil hen. Is leye is pr trading krny k leye hamen commission spread liquidity or additional fees waghera ko bi mind mai rakhna chaheye. IsIs k sath sath currencies or commodities ki latest update hona bi zaruri hen. Q k some times in pairs ka relationship breakdown bi ho jata hai. Jis sy nuksan ho sakta hai. Is leye aisi situation sy bachny k leye inter market analysis bohot importance rakhty hen. Jis ki basis pr hum safe trading kr sakty hen. Or estrah hum inter market analysis karny su bary loss sy buch jaty hn q k trade lagana to assan kam hy lkn loss sey buchana mushkal hota hy es ly inyet market ka bhe strong analysis important hota hy


    USD / GOLD CORRELATION
    forex trading mai USD dollar or gold commodity ak dosry k sath negative Correlation k tor pr chalti hen. Jb USD dollar ki value increase krti hai. To gold ka rate gir jata hai. Or jb USD dollar ki value decrease hoti hai, to gold ka rate up ho jata hai.ye bohat he simple bat hy or es ko assane ke sath samjh skty hn


    (Trading usd/cad ; us oil chart)
    WHAT IS REASON OF GOLD/ USD correlation
    agr Correlation ki reason ki bat ki jye to is ki main reason ye hai k gold or USD dollar dono investment k leye bohot safe hoti hen. Jb USD dollar weak hony lagta hai. To traders in mai sy apni investment nikal kr gold mai invest kr dety hen. Jis ki waja sy gold ki value mazeed strengthen ho jati hai. Or gold jb weak hony lagta hai. To traders is mai sy apni investment nikal kr USD dollar mai apni investment invest kr dety hen. Jis sy USD dollar ki value or bi barh jati hai. Jab world mein koi Bara disaster Hote Hain To phere price main up or down Shuru hota hai paper currency ki vajah se invester gold ki kharidari mein dilchaspi lete hain isliye Gold ke rate bhar Jaate Hain agar aap previous record Dekhen Jab karo na ki vajah se a international Taur per pareshani Thi To golds ke rate up ho jaty hn Jab Ke dollars aur dusri currency ke rate bahut kam hue


    (Gold/ uSD correlation)

    CORRELATION EFFECT IN TRADING
    jb traders is correlation ka knowledge rakhty hen. Wo bohot acha profit hasil krny mai kamyab ho jaty hen. Forex trading mai agr correlation ki achi knowledge ni ho gi to traders ko hr trade mai loss hony k chances peda ho sakty hen. So hum hamesha currency correlation ka faida othana chaheye. Q k correlation ki achi knowledge sy hum hr trade mai acha profit hasil kr sakty hen. Isliye trade open karne se pahle Tamam cheezon per Najar ke aur jo bhi effect Hain yah ho sakte hain Apne anolis Mein unko Shamil Karen Taki loss Na Ho Aur Agar market Hamare trade ke against Chalti Hai To fir Hamen Apne balance ko management Karke hold karne ki jarurat hoti hai Taki ham m.a. market ka reversal Ka Intezar Karen


اب آن لائن

Working...
X