Concept of Currency Cross Pairs
Dear Friends, cross pairs Ka concept us wakt sy shuru hua jab forex market functional hui jis me aik pair ky sath currency ko dusri currency me directly convert karna tha lekin is me ye baat yaqeeni ho kay is me USD index involve na ho, jaisay GBP/JPY, EUR/GBP aur EUR/CHF wagera.
Reason For Crossing Pairs
Agr is ki reason ko dakha jay to kafi arsa pehlay jab kisi ko aik currency ko dusri currency ma exchange karna hota tha to us k liay pehlay currency ko USD ma convert kia jata tha aur us k baad required currency ma change kia jata, lakin currency crosses k baad directly aik currency ko dusri currency ma convert kar dia jata ha, GBP/JPY ma first currency yani GBP Base currency ho gi aur second currency yani JPY quote currency ha, currency pairs ko three groups ma divide kar k trading ki jati ha pehlay group ma EUR, JPY aur GBP wagera shamil hain in ki liquidity achi hoti ha jiska mtlb ye ha k agr market koi unexpected moment b karay to prices ziada km nhi hin gi, dusray group ma NZD ya CAD wagera hain inko hm obscure keh saktay hain in ma GBP, JPY ya EUR nhi hoti
Exotic Pairs Cross Currency
Exotic cross currency pairs bhi hain jin ko ham CHN/JPY ya EUR/TRY ki surat ma use kartay hain, 2nd aur third group k pairs k sath trading ma hmain bht careful rehna chaiay aur proper anaylisis k sath market ma entry karian, currency crosses hmain major currency pairs ki relative strength ko identify karnay ma help karti hain, is liay hmain international market ma currency rates sa updated rehna chaiay aur us k mutabik in pairs par trading karain ta k hm acha profit earn kar sakain aur cross pairs ko choose karnay ma koi confusion na ho
Transactions in Dollars
Je dear currency pair asy pair hoty hain jis ki transaction ma dollar use ni hota or in me USD dollar ko contract settlement currency k tor par use ni kiya jata. Asy trader k lae aksar zayada mokay mel jaty hain jo us dollar ko trade ma use ni karty. Forex currency pairs ma trade karny ka ye b benefit hai jis country ki strong economy hoti hai uski curreny ko buy kiya jae or jis ki weak economy hoti hai usko sell kiya jae. Common forex currency pairs ye hai. Gbp/jpy or eur/jpy es k sath sath ik or example ko dakhtyn hain jesy eur/chf or eur/gbp.
Cross pairs Trading Benifits.
Ham serf 7 major currency pairs ki bajae currency cross pairs par trade kren to hamy acha profit hasil ho sakta hai. Kiu k en cross pairs ma profit hasil karny k zayada chances hoty hain. Kiu k ye cross pair dollar par base ni karty es lae en ki price different behave karti hai or es sy trader ko chance mel jata hai k wo profit hasil kar leyn. Jb market ma zayada trader us dollar k against trade kar rahy hun to ham cross currencies ko apny benefit k lae use kar sakty hain. Hamary lae forex ki us trade ma zayada faida ho ga jis ko kam trader kar rahy hun.
Technical Aspects
in currency pair ka ik aspect ye b hai k ye jis taraf jana start kar deti hai phr ye us side par he move karti rehti hai. Es lae trader ko chahe k wo pehle small lot sy trade open kary or jb market usko favour karna start ho jae to trader ko chahe k wo slightly big lot open kar ley. Bhot sary trader currencies par trade ki ye technique use karty hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим