Dear friends, forex trading ma pairs ki prices ko bulls aur bears control kar rahay hotay hain jo different times ya periods ma differently act kar rahay hotay hain, kabi bears control gain kartay hain aur kabi bulls market ma prices ko lead kar rahay hotay hain, lakin kai baar aisi situation b bn jati ha jis ma market indecision ka shikar ho jati ha, is tarah ki situation doji candles ya rickshaw man candlestick pattern bntay hain,
Formation of rickshaw man pattern:
ye long legged doji k similar hota ha jis ma opening aur closing prices same hoti hain, ye market kay indecision ki indication daiti ha, ye pattern market ma bulls aur bears kay darmian equilibrium ko indicate kar raha hota ha, pattern ma bulls aur bears control hasil karnay ki koshish kartay hain lakin end ma dono kamyab nhi ho saktay, rickshaw man candlestick kay bnnay sa traders koi decision nhi lay patay aur situation k change honay ka wait kartay hain,
How to trade during rickshaw man pattern:
Technical analysts aur experts suggest kartay hain k is pattern ko dusray technical indicators, chart patterns aur prices action analysts k sath combinely use kar kay changing trend ya continuation ko observe kar saktay hain, is akelay pattern ka use reliable nhi smjha jata, ye pattern market kay trends ki kisi perticular direction ma moment ki koi clear indication nhi daita is liay traders ko is par trust nhi karna chaiay bl kay apni learning ki mutabik decisions lainay chaian ya achi situation ka wait karna chaiay, rickshaw man candlestick pattern koi clear information nhi daita jis sa reversal ya continuation ko predict kia ja sakay, candle kay middle ma real body market ki uncertainity ko zahir kar rahi hoti ha

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим