kn baty ga kah halal hai ya haram
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kn baty ga kah halal hai ya haram
    G Brother,,bahut he acha sawal pucha hay kiu kah yah islam men jazz hay,,,,,, kiu kah yah ek busniss hay aur ap is ko kesy haram kah sakty hay,,,,,,,,,,,, aur ap ki soch men kai hai halal ya haram
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear sab he halal hy meri nazar mai baqi ap forex k bare mai molana se b poch skte hian aur ap ko clear kar k es business ko start karna chahiye gar ap k mind mai koi bad hy tu mat shuru karna....
    • #3 Collapse

      gee bhai forex mein kam krna halal ha aor is ma business hota ha aor ism ain koi asi ghlt bat nhe hoti ha jo keh haram ho to is trah forex makret mein work krien aor apne trading mein ffaida hasil krien jo keh best ha
       
      • #4 Collapse

        Ye total halal ha isme haraam kia ha muje ye cheex samaj me ati naii ha bht sari chexen hen isme jiske through app ache trade bansakte ho and bht agey bhi barh sakte ho so mere khyaal se apko chaiye k agey se agey barhen and kaam karen
        • #5 Collapse

          gee bhai forex trading ke bare mein fatwa hasil krne ke lie hmein kse mufte alim e din se pta krna chahe aur jahan tk mein ne suna he to hmein forex trading mein kam krna jaiz he aur hm apne trading mein kam kr skte hien
           
          • #6 Collapse

            G forex trading business Mary khayal mein halal hi ho sakta hy kiok hum forex trading business mein mehnat aur hardwork karty han aur js kaam mein mehnat aur hardwork Kiya Jaye wo halal hi hota hy aur is k liye hum ko insta forex ka account sweep free open karna cahaiye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Trading kerty hoey ap ko stop loss our take profit lazmi use kerna chahy or lot size ko humesha kam rkhana chahy gred main aa k trade nahe kerni chahy

              اب آن لائن

              Working...
              X