INTRODUCTION:
Asalamualaikum! Dear members kesy hain sab umeed karti hun kehriyat sy ho gay, or market main best working kar rahy hon gay dear jab ap kam karty hain to ap ko different factor par study karna hoti hain. jab ap ik achy knowledge k sath kam kar rahy hoty hain to ap ko Market main kamyabi mil jati hai. Agr ap b kamyabi hasil karna chahty hain to ap ko market mein Technical analysis krny chahye ap successful hon gy.
TECHNICAL ANALYSIS:
Dear member forex market Mein technical analysis Mein price chart ko analyse Karne Ka Tarika Hai Jisme market Trends, trading volume or historical data ko use Karke market ki possible moment ko study Kiya jata hy.
Technical analysis Main Kisi trading ki pair ki past ki price present price se compare Kiya jata hai aur ISI Tarah future price ki predictions ki Jaati Hai.
Technical analysis Mein price ki last high aur Low ko milakar trendline Banai Jaati Hai Jaise market ke trend Ka Pata Chalta hy. Past main Jahan market Ruki hoti hai hai use area ko milakar support aur resistance Ka Pata Lagate Hain Aur Is Tarah judge Kiya jata hai ki market kahan se kahan tak Ja sakti hai.
CHART IN TECHNICAL ANALYSIS:
Dear member technical analysis Forex Mein Signal generate karne ke liye use hota hai aur yah Forex trading ki base hai Tamam Bare trader, trade karne ke liye technical analysis ko use Karke market ke trend aur price ki prediction Karte Hain.
Technical analysis Har price pay apply Hota hy. Agar aap is ko sekh kar use karen to aapki trading Kafi Behtar ho sakti hai aur profitable ho sakti hai.
OTHER DETAILS:
Dear member koi bhi chiz hundred percent perfect nahi hoti aurr aise hi technical analysis ki bhi limitation Hai Jis main kabhi bhi ho sakta hai Kay market aapke analyses ke against move Karen ya phr apny trend ko follow na Karen.
Aisa Aksar tab Hota Hai Jab Koi big event ho ya currency ka ka Jis per aap trade kar rahe hain to market mein volatility BHT Jyada hoti hai aur Market technical ke again Ja sakti hai ya fir market mein manipulation hotii hy.
Is Surat HAL Mein loss se bachne ke liye aapko chahie ki aap ko stop-loss Ka istemal Karna chahie.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим