forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1051 Collapse

    Ji Han forex me mistake or Los se hamin kafi sabak milta he kio ke agar hum un mistake ko yad rakh ker un se bachin tu successful trader ban saktay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1052 Collapse

      Yes forex main jab loss hota hy to humean us say learning ko boht milta hy but jo bhe samjhdar traders hoty hain wo jes reason py loss hota hy usay dobara apni trading main repeat nahe kertay hain
      • #1053 Collapse

        Loss to business ka aik zaruri element hai.ager loss na ho to log apna hosh kho bethen.Loss aik kisam ka teacher hota hai.ager loss mind me ho to greed ko door rakhta hai.aur emotions ko bhi controll rakhta hai.ager loss ke mind me hone se greed controll rahe to ye achi baat hai.stop loss ke zariye big losses se bacha ja sakta hai.lekin chote losses phir bhi ho sakte hain.
        • #1054 Collapse

          G han forex trading me loss ki bht zyada importance hoti ha hm kabhi bhi is business me success tb tk hasil nahi kar sakty hain or acha experince tb tk nahi hasil kar sakty hain jb hm loss ko accept nahi karty hain or us se achi tarah se lesson nahi hasil karty hain
          • #1055 Collapse

            cheny hum ko loss zayed greed ke wage se hokey importance bohat zayada ha .is lea kay agar ham apnay loss t hein hum ko greed per contrly karn chen
            • #1056 Collapse

              bhai jaan is main bohat se log loss ko avoid kar daty hain lakin mare khyal se hamain aisa nai karna chaye hamain loss se bhe learning karni chae to get success in it so always work hard in this business.
              • #1057 Collapse

                banchen cheny hum ko loss zayed greed ko mazeed behter bnata haiin aur phir experience ke sath trading krta hain ke wage se hot hein hum ko greed per contr
                • #1058 Collapse

                  ji han funny bunny ap ki bat shai hy jab ap ko loss hota hy to ap ko bohat kuch sikhata bhi hy jis se ap ko trading me bohat faida hota hy or ap feuture me loss se bach sakty hain.
                   
                  • #1059 Collapse

                    forex trading mai loss ki bohat he importance hai aur loss hamesha kisi na kisi mistake ki waja sy hota hai. loss sy ham ko bohat kuch seekhny ko milta hai aur ham next time mistakes sy avoid kar k loss sy bach sakty hain.
                    • #1060 Collapse

                      banchen cheny hum ko loss zayed gree ha wo ore ziaada behter planninmg se tradeb open kertay han ore a d ke wage se hot hein hum ko greed per contrly karn chen.
                      • #1061 Collapse

                        forexkay buisness mei lsot ka hona bohat hi imporatbnt hota hai ios laiy hi tu apko lsot koo apnay mind pe la kay a[po tarde ko karna hota hai kay pako is buiasness mei lsot ko pehla apnay moind pe raklh kay tarde ko klarna hai
                        • #1062 Collapse

                          yeh aap ko positive lesson bhi de sakta hai k wo apni mistakes ko analyze karain or next time k liye aik behter strategy banain, ya phir wo apne loss se mayus ho ker trading ko chor dain....
                          • #1063 Collapse

                            forex trading me loss honey ki sab sey bari waja lack of knowledge hota hi ap ko chahye key pehly forex key bary me learning kary jab ap ko aik bar loss hota hi to pahir ap ko apni mistake ka pata hota hi key is jaga per trade nahi karni next time aor loss se bachna hi
                            • #1064 Collapse

                              forex main har cheze ki importance ha jis main loss bhi shamil ha jab hm koi galti karty hn to hain loss hota ha jis sa haimn sabik hasil karna chaia or hain chaia ka apni mistakes ko dosron sa bhi share karn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1065 Collapse

                                assalamo alaikum mere bhai g han bilkul thik kaha aap ne loss ek trader k lye bohot important ha bcz loss ho insan ko knowledge gain krta ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X