forex trading me loss ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #901 Collapse

    G han is business me loss ki bht zyada importance ha kyun k loss se hi hm is business me kafi acha experince hasil hota ha or loss se hi hm is business me acha lesson hasil kar sakty hain isi liye loss k waqt hmen kabhi bhi ghabrnana nahi chahye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #902 Collapse

      If capital of $ 10, $ 3 profit was already outstanding. Hopefully profit in can not in all trading. If a trade can profit $ 3, according to me too risky future. It may be enough to boost our balance, but do not wear MM wise. MC must be very large risks in the future.
      • #903 Collapse

        bahi jaan app ka topic boht acha hy mery point of view sy hmain apny profit sy zeada apny loss ko prefer kerna chaeay, ku k ager ham chahin to apny us loss sy kuch naya seekh skty hain aur dobara loss hony sy bchaa skty hain khud ko
        • #904 Collapse

          assalam op alaekum, mery pyary bhai jaan, kia haal hain ap ky ? mery pyary bhai loss ki important bhot ziada hai k jb tk ap ko loss nhi hoga ap us waqt tk trading ko nhi seekhain gy r ap doosron k kehny py trade lagaty rahain gy.
          • #905 Collapse

            Lose ke important ye he Ho sakty ha ke aap ka account wash ho gaye ga ya phir aap achy information hasil karny pe mag boor hon ge
            • #906 Collapse

              Bahi jan business main loss hona koi bari baat nahi hay es liay humain loss say learning hasal hoti hay and yehi waja hay keh loss ko bohat zaida importance hay.
              • #907 Collapse

                dear forex trader forex ma lose ko bht sy log janty hain kyo k her kisi ko lose zaror hota hai or agr wo is sy kuch learn kar k apni trading abilities ko behter kar ly to lose sy achi cheez ho hi nahi skti forex ma.
                 
                • #908 Collapse

                  ager aap nay treading main learning ki hoe hay tao aap ko loss kay imkaan bohat hi kaam hain bas ye hay kaay aap lalach main na parain ager aap lalach main parain gay to aap ko loss honay ka chanc ho ga
                  • #909 Collapse

                    fx ak bohat acha kam hia jis sy ham achi tara earn kar sakty han fx ak bohat acha kam ahi jis sy ham aca earn kar sakty han ya real kam hai
                    • #910 Collapse

                      G bhai ap theek kh khtya hai mostly peoples trading say loss honay k bad trading ko leave kr detay hai or mere khyal say traders ko loss honay ka sb say main reason knowledge ka na hona or Greed hai.Q k agr bina knowledge or greed k sath trading ki jaye to trader ko loss honay k chances zyada hotay hai.
                       
                      https://t.me/pump_upp
                      • #911 Collapse

                        absolutly crrect ji haan bilkul loss hamein bohat bara sadma to deta hai lekin hamein bohat kuch seekha ta bhi hai loss hone se aap apni mistakes ko improve kae sakte hain or ache trader bhi ban sakte hain.
                        • #912 Collapse

                          hello assalamu alikum bhai jaan kia haaal hain ap ke? Agr kisi trader ko forex trading mai loss ho to usey haar nahi maanni chahye balke usey apne loss ka faida uthaana chahye or is se sebaq seekhna chaahye taa k jin mistakes ki wajah se ap ko loss hua wo mistakes doonaara na hon agr hui to phr loss hoga or hum aisa bilkul nahin chahiangey..
                          • #913 Collapse

                            G han ye aik asa business ha jis me loss ki bht zyada importance ha isi liye hmen chayye k hm is business me loss k waqt kabhi bhi ghabrayee nahi kyun k loss se hi hm is business me kafi achi earning or hm kafi acha lesson hasil kar sakty haain
                            • #914 Collapse

                              Loss bhi aik tarah sey aap ki learning hoti hy keh aap nay kin kin mistakes sey bach kar profit tak puhanchna hy. Loss sey ghabrana nahi chaheye keh balkeh koshish karain keh yeh mistakes future main repeat na ho. Yehi hamari learning ho gi. Loss sey disappoint na hon balkeh yeh to aap ko profit key nazdeek kar deta hy aur aap mazeed learning kr key in mistakes sey door hotey jatey hain aur profit key nazdeek hotey jatey hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #915 Collapse

                                agr hm benifits chahty hein akisi b kam mein to kch loss b ho he jata ha mistakes ka b apna he faida hta hai is se hmen sekhny ko mlta ha or is se hm andaza kr skty hein k hme nxt time is situtation me kia krna chahyie. & also get and an experience.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X