Difference between Leading and Lagging Indicators and Uses Guide

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Difference between Leading and Lagging Indicators and Uses Guide
    Leading Indicators

    Dear forex trading members leading indicators aisy trading tools hain jo hamen market ka before trend reversal market ki information provide krty hain aisy indicators ko leading indicators kaha jata hai. Market ma koi bhi new trend yavtrend change occur hota hai to yeh is sy oehly information signal dy dety hain.



    Different Types of Leading indicators

    Leading indcators hamen market .a koi bhi new change hony sy pehly uski information dety hain lkn aik bat yad rakhen ky yeh aik prediction he hoti hai na ky conformation so hamen bhi usi hisab sy apni trades ko manage krna hota haai risk aor reward ko dekhna hota haai. Traders indicators ya oscillator jo hamen before occurrence safety measures show krty haain unko ma nechy discuss kr raha hun.



    Examples of Leading Indicators

    Leading indicators ya oscillator mindarja zel hain. Relative Strength indoex indicator jisko RSI kaha jata hai yeh hamen before occurrence information signal deta hai is leay isko leading indicators ma shamil kia jata hai. Yeh hamen overbought aor oversold information ky bary ma bata deta hai. Aisy he Momentum indoex indicator, williams R% aor stochastic Oscillator indicator bhi leading indicators hain inko bhi ap leading ma.he count kren gay keun ky yeh bhi before happening info provide kr dety hain aor yeh reliable bhi hain.



    Lagging Indicators

    Aisy indicatos jo hamen market ky kisi bhi behaviour change ho ky ho jany ky bad information provide krty hain unko agging indicators kaha jata haai inky bhi aony he faidy aor niqsanat hain. Yeh indcators hamen market ma conformation dety hain ky trend reverse ho chuka haai ya trend continues hai. Agr apko trading market ma low risk ky sath trading krni ho to apky leay lagging indocators bahot he best hain.



    What are the Lagging Indicators

    In indicators ko trend following ya trend confirmation indocators bhi kaha jata hai. In ka yeh bhi draw back hai ky yeh hamen late info dety hain jis sy ham entry position ma bahot late ho jaty hain. Movement ho chuki hoti hai.in indicators ki misal nechy dy raha hun.



    Examples of Lagging Indicators


    Lagging indicators ma sub sy top oy hain moving averages, jis ma simply exponential aor weighted averages bhi shamil hain. Ap ny observed kia ho ga ky market ma moving averages hamen late bnti hain aor tb tk market move kr chuki hoti hai. In second hai Parabollic SAR aor next hai moving average convergence and divergence MACD indocators yeh top lagging indicators hain jo market mo info accurate to provide krty hain lk trend reverse ya kisi bhi occurrence vky nad confirmation dety hain. Yeh zeyada safe bhi joty hain.



    Pro and Con of Leading and Lagging Indocators

    Dear trading members leading indicators hamen before behaviour change info dety hain is ma profit earnings ky chances bhi haain lk yeh confirmation weak hoti hai aor is ma nuqsanat ky zeyada chances bhi hoty hain aor profit ky bhi maximize chances hoty hain.lagging indicator sow hoty hain bad ma information dety hain waqat gizar chuka hota haai lk jo bhi info hoti hai confirm hony chance zeyada hoty hain. Is leay apko dono indicators ko aoni strategies ky according use krna chue aor agr koi leading indicators ky through vhalat entey ho jay to lagging indicators ko use kr ky trade ko maximum loss sy bach sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Difference between Leading and Lagging Indicators and Uses Guide

    Dear jo bhi banda ais market mai kaam kar raha hai wo ye dekhta hai k aus ki zarort ki kai cheaz hai jis se wo help le k ais market mai kaam kar sakta hai ais market mai 2 tarha k indicator hai

    Leading Indicator

    Dear ais tarha k jitny bhi indicator hai wo sary aisy hai jo market se advance ap ko bata dety hai k market ne kaha tak jana hai ain mai ye hota hai k kai dafa ain ki prediction ghalt bhi ho jati hai magar ain mai achi trades mil jati hai, ain mai sab se acha Fibo indicator hai jis ki madad se hum phly se market ka andaza laga sakty hai
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	3
Size:	4.1 کلوبائٹ
ID:	12363102

    Lagging Indicator

    Dear ye sary aisy indicator hai jo market ki moment ko dekh k trend bana rahy hoty hai aor ye market se thora pechy hoty hai kun k ais mai ye hota hai k market kai dafa trend change kar jati hai aor ye kafi baad mai ja k bataty hai ain mai sab se zayda acha indicator moving avrage hai jis par hum trade kar sakty hai
    Click image for larger version

Name:	download.jpeg
Views:	5
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12363101

    Comparison between leading and lagging indicators

    leading indicators ko lagging indicators sa best consider kia jata ha kiun kay ye hmain price moment ki occuring sa pehlay indication daitay hain, lakin in ka drawback ye ha kay inki is predictive nature ki waja sa accuracy ya validity ma kami hoti ha, kuch indicators zero line sa above aur below oscillate kartay hain aur kuch trend ki guidance daitay hain, kuch indicators momentum aur kuch market ki volatility ya strength ka bhi btatay hain, is liay in kay ye different functions hotay hain jo traders kay liay kafi supportive role play kartay hain, kuch indicators trending market kay liay suitable hotay hain jab kay kuch non trending ya ranging market ma mufeed hotay hain
    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211215_1038400.jpg
Views:	3
Size:	18.7 کلوبائٹ
ID:	12363105
    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211215_1046460.jpg
Views:	3
Size:	19.3 کلوبائٹ
ID:	12363106
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Difference between Leading and Lagging Indicators and Uses Guide

      Financial Technical Indicators


      Financial market me aur forex trading market me qeematon ki prediction (agli movement) ko malom karne k leye technical indicators ka bohut hi ziada istemal kia jata hai. Bulke hum ye keh sakte hen, k bagher technical indicators k technical analysis na mumkin hai.
      Financial market me do tarah k technical indicators ka istemal hota hai, aik leading indicator aur dosra lagging indicator. In dono indicators ki apne apne hososeyat hen, jis ko traders istemal karke apna faida hasil karte hen.

      Leading Indicators


      Leading indicators k naam se saaf zahir hai, k ye indicators qeematon k movements ka pehle se hi andaza laga dete hen. In indicators ko momentum oscillators bhi kaha jata hai, aur ye market ki guzarne wali haleya qeematen aur us movement ki raftar humen batati hai. Ye indicators market ki kami taazi ya asal jazbaat ki pemayesh karte hen. Ye market ki mazi ki muqarara istemal karte hen. Misal k tawar par agar hum RSI k 14-days ki baat karen to is me RSI indicator me sirf guzeshta 14 dino ki price action hogi, is k elawa baqi qeematon k tamam trends ko khatam kar deya jata hai.
      Leading indicators ki kuch aam misalon me Commodity Channel Index (CCI), Relative Strength Index (RSI), Stochastic Oscillator, aur Williams %R shamil hen.

      Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	7
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12363126

      Leading Indicators k Fawayed aur Nuqsanat

      Leading indicators ka pehle se zikar ho chuka hai, k ye market me pehle hi qeematon ki agli movement bata dete hen, khas kar sideways market me. Ye indicators sideways market me traders ko bohut zyada trading opportunities deti hen k wo pehle se hi market me entry ya exit karen.
      Advance ya early signal ka faida to hai k humen ziada trading k muqa melta hai, jis se ziada munafa mumkin hai, lekin dosri taraf is me risk bhi bohut zyada hai. Aksar awqat trending market me khamaya jane wala ziada tar munafa whipsaw, overtrading, aur brokerage commissions me zaya ho jata hai.

      Lagging Indicators


      Lagging indicators market ki maojoda qeematon ko read karke agale movement ki prediction karte hen. Forex trading ki aik mashahoor kahawat hai keh "trend is your friend". Trend ko malom karne k leye hamesha lagging indicators ka istemal kia jata hai. Lagging indicators humen market me qeematen kisi aik side k trend (bullish ya bearish trend) pe move ho jane k baad batate hen, jis tarah jab bhi qeematen aik dafa trend me chal parti hai to moving average us ko sahi direction deti hen (Moving average ka istemal us waqat nahi karna chaheye, jab bhi qeematen high price ya lower price area me hon).
      Moving Averages (M.A), Moving Averages Convergence Divergence (MACD), Consumers Price Index (CPI) waghea Lagging indicators ki misalen hen.

      Click image for larger version

Name:	download (1).png
Views:	8
Size:	3.9 کلوبائٹ
ID:	12363127

      Lagging Indicators k Fawayed aur Nuqsanat

      Lagging indicators market prediction market k bulkul mutabiq hoti hai. Ye indicators bohut kam hi humen loss de jate hen. Ye Indicators chonkeh market ka trend shoro hone k baad hi humen signal dete hen is waja se is me nakami k chances bhi bohut kam hote hen.
      Lagging indicators hum short term trading k leyw istemal nahi kar sajte, q k trend shoro hone k baad humen bohut kam munafa melta hai. Aksar ziada tar indicators trend khatam hone pe bhi trend ko continue dekha rahe hote hen, jis se loss hone k chances hoten hen.

      Conclusion


      Leading indicators aur lagging indicators k apne apne fawayed aur nuqsanat hai. Short term traders k leye leading indicators ziada faida mand hen, q k un ko qeematon k small movement se bhi faida uthana hota hai, jab k long term k traders k leye lagging indicators ziada faida mand hote hen, q k long term k traders market me ziada waqat k leye samaya lagaye howe hote hen.

      اب آن لائن

      Working...
      X