Definition Of Reversal And Reversal
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Definition Of Reversal And Reversal
    How to identify Retracement:
    Retracement kisse bhe brray trend main aarrzi reversals hoti hainn, aur Retracement ka matlab yehh hota hai kay market ka trend tabdeel nahi ho raha hayi ballkay trend kay against aarzi reversal hay. Jessa kay neechy dee gai tasveer main aap dekkh saktey hain kay market up trend main hai aur market thorri upp movement kay baad down aati hai. Our kuch peercent down aany kay baad matket phir aik baar up jaati hai aur piichly peak point ko cross kar kar aglla peak point banati hai. Aur phir ussi tarha down ati hai aur pechly down point say pehly he market upp jana start kar deti hai. Ye sari explanation aap tasveer main dekkhh saktey hain.
    Click image for larger version

Name:	1.jpg
Views:	3
Size:	213.3 کلوبائٹ
ID:	12482774

    How to Identify Reversal:
    Reversal market trend kee simat tabdeel hony ka naaam hay. Jbab reversal hota hai to matket ussi same direction main rehhny ke jaaniib bharrti hai aur trend ke direction ya simtt tabdeel ho jaati hai. Up trend main reversal neechy ke jaanib hota hai jabbkay downtrend main reeversal oper ke janib hoti hayi. Aik baat dehyhaan joo kay har trader ko rakhna chahey kay tend Reversal ke confirmation kay baad he reversal pe trade ke jaay. Kun kay Reversal aur Retracement main farrak ka pata hona bahuut zaroori hai.
    Neechy de gaai tasveer main aap dekh sakte hain kay market trend line aur moving average ko cross kar kay reversal banati hai to yye es baat ke confirmation hai kay market trend tabdeel kar chuki hai.
    Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	5
Size:	260.4 کلوبائٹ
ID:	12482776

    Oper tasvier main deekh saktey hain kay market uptrend main hai aur higher high aur highrer low banati hai, phir market trend line ko torrtti hai aur lower lows banana start karti hai. Esskay baad matket beshk pull back dekhaati hai lekin market main trend ke simtt main jaari rehti hay.

اب آن لائن

Working...
X