aim high and work hard

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    aslamu alaikum:ji sure dunya mein har kam mushkil ho sakta hai par namumkin nahi, is lay hum agar work hard karein gay aur aimandari se kaam kartay rahay gay to zaroor hum acha earn kar saky gay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      gee ha bilkul mein apki bat se agree karti hu forex mein kaam karne le liye apko hard working ki xarurt parti hai or apna aim hogh rakhna chahiye tab hi ap apna goal achieve kar sakty hai
      • #888 Collapse

        I think every trader should try to make a high aim and drawing for forex and also status more brutal work for staying in forex for oblong instant. We bonk that acquire is very severe so we demand plosive analysis and fortissimo sureness in all in all trading.
        • #889 Collapse

          i think hamara aim bara hona chahiye koch hasl krny ka shok or lagn honi chaiye phir hum us k liye ziyda say ziyda mehnat krty hain or apny high aim hasl krny ki koshesh krty hain
          sh shah
          • #890 Collapse

            aksar log apne gaols ko itna bara rakh laate ehn lakin koi khas hard work nahi karte jese forex me ham kuch weaks me ya months me hi chahte hen ke ke boht ziyada earning kar len lakin ham hard work nahi karte is lie is level ko touch karna he toh hamko mahnat bhe wese hi krna ho gi
            • #891 Collapse

              jee bilkul sahi kaha hai agar hum chahtay hain kay aik achay trader ban jaen toh phir humain boaht he zayada hard working karni hoti hai takay agay ja kay koi loss na ho or hum achi trading kar sakain.
              • #892 Collapse

                by making high targets and working on them to achieve will bring success to you that is the simple formula of getting achievement in forex.
                • #893 Collapse

                  G han app ne bilkul sahi kaha ha is business me hmen apna aim high rkhna chahye or is business me hardwroking se kam karna chhaye kyun k ye aik asa business ha jis me hm jitni mehnat karen gyn utna hi hmen is business se faida hasil hogaa
                  • #894 Collapse

                    forex aik international legal business hai aur aap is business mein acha profit bana letay ho aur manual trading best hai is mein is liye aap ko chaiye ky legal way sy money make kary aur yehi humara future hai business aur is mein aap acha earn kar saktay ho.
                    • #895 Collapse

                      main kaam kerne ki khwahish ho gi or aap ka aim positive ho ga, or phir aap puri emandari se us per restricted rahen ge to yaqinan aap ko mayusi nahi ho gi,
                      • #896 Collapse

                        aik successful trader banne ke liye aap ko kaffi hard work aur practice ki zaroorat hoti hai aur demo best hai practice se mehnat se aap ki skills aur experience barhta hai aur kamyabb hote hai aap aur trade successfully karte hai.
                        • #897 Collapse

                          g han meray bhai ye to aik common sense ha k banda bara tab karta ha jab banda bara sochta ha agar banda bara sochay ga nai to bara karay ga kaisay?
                          • #898 Collapse

                            Kisi bhi field aur khas taur per Trading k liey to sakht mehnat ki zaroorat hey . Eh drust hey k Aap high aim k sath khoob mehnat kreyn.Aur Forex trading main aadmi high aim ka sath hi samil ho ta hey aur jo mehnat kar tey hen woh Profit bhi wesa gain kar tey heyn
                            • #899 Collapse

                              je han janab mahnat krna to best hy jb tk mahnat nahi kren gy tb tk hmy mahnat ka phal b nahi mily ga ..or jb tk hm bary aim ko ly k nahi chlen gy tb tk hm apny maqsad m kamyab nahi hngy...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                Asslalam o alaikum aim hight always but to aim high you have to work hard .hard work k bager kamyaabi b qadam nei choomti agar inssan chahta hai kamyaabi uski qadam choome then usko chahiye k wo khoob mehnat karen aur uncha soch tab hi aiaga jab insaan mehnat karta hai warna bager mehnat se uncha sochne k ki faiad nei.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X