overbought level vs oversold level;
yeh dono eslahat khod ko ache tarah bata rehe hein overbought wakt kay aik period wazahat karta hey jahan zyada pull back kay baghair aik period kay doran price mein noman or mosalsal ezafa hova yeh wazah tor par aik chart kay zarey say bataa geya hey jes mein nechay say bain or opre dain price ke movement zahair hote hey jaisay nechay chart dekhaya geya hey
oversold ke estalah aik aisay period ke akace karte hey jahan aik makhsos period kay doran price mein aik noman or mosalsal nechay ke taraf movement hote hey baghair zyada pull back kay basic tor par opre bain say nechay dain taraf aik movement mein nechay chart ko daikhen
price kese aik direction mein movement nahe karte hey price kuch points kay darmean mein movement karte hey currency pair jo keh overbought or oversold to aik bohut bara chance hota hey reversal trend ka to aik oscillatr estamal karnay ke zaroorat hote hey keh reversal kab ho ga
oversold overbought reading indicator with RSI;
aik fre tool hey jo trader overbought or oversold level kay ley estamal karta hey RSI indicator aik simple sa hey ager overbought ho ga to RSI 70 say p ho ga ager oversold ho ga to RSI 30 say below move karay ga
trader ko RSI estamal kartay hovay entry say pehlay sabar karna hota hey kun keh es period RSI aik long period tak overbought or oversold ho sakta hey jaisa keh nechay dey gay chart mein daikha geya hey trader ke taraf say ke janay wale aik chote ce mistake aik strong trend ko up ya down montakhab karnay ke koshish kar rahay hein

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим