What is Signals?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Signals?
    Aslamulikum Umeed karta hu sub kahyrat sy ho gaye.


    Signals:


    Mera Zahti tahjarba ki bat hain k New Traders ki Aksariyat Forex ki Education hasil karna k bajye Jald sy jald Trading Krna Chatye han.Brokers or affiliates Kuch iss type ki advertisement karta hain k woh yeh samjny lagta hain k wakiye Forex aisa kam han K Idr button dubaya Idr dollar Girna start ho jata han.Market analysis k liya Education and Experiences ki zaroorat hoti han joh har kisy k pas nahi hoti or na he itna waqat hota hain.Inn ki asaani k liya Professional Buy/Sell Signals mahyaa karta hain joh kisy be prices per ap client ko email etc k zariya bajta han.Market main beshumar signals provider mil jatye han.Yeh bat Zahaan main rakni Chaiye k kisy Be Signals Provider k Signals 100% sahi nahi hota.Kisy k zahda kisy k kam Acha nahtaaij dahta han.Kn sy signals Providers ki hidmaat hasil ki jaye? Iss ka Inteehab Itna asaan nahi hota.Kuch Free Signals dahta han lakin yeh ghaar zimaadar hota hain inn kah dil karye toh daa dye warna Ignore kar dya.


    Inteehab kah acha tarika yeh hota hn k Joh Signals Provider Trial ki sahoolat data han inn k signals try karye.Yeh 7 to 10 days k liya bhot kam prices per signals mahiyaa karta hain jis sy ap mutmain ho isko subscribe kar sagta hain.or Iss main agye bar sagta hain Jitni achi learning ho gaye utni he achi earning ho gaye hum jab be iss kam main enter hota hain toh humain earning per depend nahi hona chaiye humain iss main learning per focus karna chaiye zada sy zada.




  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is Signals?

    Signals forex mai kia hain?

    Dear members jum hum log trade karta hain tu hum log forex sy earning ka lia bohot sy option use karta hain ta ka huma loss na ho tu hum log signals ko ahmiyat data hain ta ka huma acchi earning ho saka signals ko use karna ka lia hum log traders sy rabta karta hain kiun ka wo log signals ko generate karta hain un sy signals jum huma milta hain tu hum log phr buy ya sell ki trade open karta hain ta ka hum log earning kar sakian na ka huma loss ka samna karna para
    Click image for larger version

Name:	pci one.jpg
Views:	1
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12352282

    Signals buy karna chaya


    Jub hum log forex mai signals ko use karta hain tu hum log buy karta hain signals kiun ka jin traders na signals banaya hota hain wo log free mai nahi data or aksar asa hota hai hum log signals ka lia una passa dy data hain laken ak hi signals teahk hota hai baki signals huma loss data hain jis ki waja sy hamra account wash hona tuk ah jata hai is lia pahla trail karain signals ko phr ap log in ko buy karain ta ka loss na ho or app ka money zaya na ho jaya signals buy karna hai tu accha traders ko find karain kiun ka signals generate karna har kisi ka kam nahi
    Click image for larger version

Name:	second.jpg
Views:	1
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12352283


    Signals ko khud sy banayain

    forex mai trade karna wala traders ko chaya ka huma signals kuhd sy generate karna chaya kiun ka agr hum log signals khud sy generate karna suru ho gaya tu huma is mai kafi acchi income hasil hona suru ho jaya gi or huma kisi ka mohtaj nahi hona para ga na huma money lagana para gain signals ko buy karna ka lia is lia huma forex mai signals ko khud sy generate karna chaya is ka lia huma forex ki market ki study karni parti hai or phr candles ko dahkan parta hai is ko dahka kar hum log signals generate kar sakta hain or sub sy ahm bat huma forex mai analysis pr focuse karna chaya ta ka signals accha tareka sy generate ho saka or hum log bahtreen fyda hasil kar sakain

    اب آن لائن

    Working...
    X