strengthening of currency

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    my dear baat yeh hai agar koi currency up hoti hai to is ka matlab yeh hai k us country ki economic mazbot hai or jb koi currency down hoti hai to is ka matlab hai k us country ki economic weak hai but se safe or mazboot currency us$ ko mana jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      market ki price forex upar ya neechy nhi krta. forex mein sirf log invest kr k market ki price k upar ya neechy hony ki wja se trading krty hn. ab jb traders yaha invest krty hn to unhein ye b pta hona chahiye price ek country ki economy py depend krti ha jo country zyada strong hoti ha uski price b high hoti jati ha, jaisa k china.
      • #153 Collapse

        g ha bhai jaan ap sai keh rahy ho and main ap ke baat se agree karta hoin and agar hum is main trade karty hain to kissi bhe single currency main nai karty balky pair hota hai and buy kar k hum sell karty hain.
        • #154 Collapse

          dear forex me currencies ka aick 2sre k ooper nht impact he ager aick currency up hty he to 2sry down so work good in this forex and earn more and more thsi will be the good for you i like this buisnisisb very mush
          • #155 Collapse

            Stegthening of the usd currency agar ap currency par trading nahi karty ho to ap gold ya oil par trading karo
            • #156 Collapse

              forex trading aik boht acha business hay hum is main trading akrty hain or humain is main trading kay through profit hasil hota hay or currency main ups and down brokers ki waj say aty hain jab jab brokers sell yr buy kart hain to currency move karti hay
              • #157 Collapse

                jjub akoi bi currecny strong hoti hai tu is ka matlab yehi hota hjai kay is currency say ab uo hi jana hota hai aga5 apko is poit kay ka paya hota hai tu apko is ka boaht hi bara fadi bi ho jata hai aur ap currnecy ko lot letay hai
                • #158 Collapse

                  g aapne thek kaha hai kyun k jab currence ki strength hum notice main nahi rakehnge to trading ka faida nahi hai mere yar kyun k market main yeh sab cheezen dekhni parit hain or jab hum yeh sb nahi dekhenge to trading karne ka faida nahi hai yar
                  • #159 Collapse

                    bro forex main corrency ko weak kiya jata hai. ais main hath brokers ka hota hai. broker hi currency sell aur buy karta tab ain ki value kam yah ziyada hoti hai.aor na hi mai ais kay bary mai kuch kehna chata hou kyn kay mainy to sirf gold pe kaam kia hai aor aus ka pata hai bas
                    • #160 Collapse

                      g han strenghtening ka matlb hai k is main currency up main jati hai jub is main brokers curreennccyy buye karty hain to pher curreennccyy ki value up ho jati hai is ko straighting kehty hain
                      • #161 Collapse

                        her us currency pair ki value straighten ho gi jis main jitni zada circulation ho gi yeah circulation demand and supply kay asulon pay based kerti hain so is ka sab depend trader kay pattern say hota hain kay kon see currency strengthen hain
                        • #162 Collapse

                          G brother mujhe broker ka to ni pta but mn ya kahon ga k jb market mn buyer zaida hon ga to market up jae gi aur jb saler zaida hon ga to market down jae gi aur caracy ki streangth b kam ho gi .ya he farmolah ha .
                          • #163 Collapse

                            Bhai jan ap theek kh rhay hai lakin ma apko btana chahoo ga k forex market mai jitni b trading krtay hai wo brokers nhi blkay forex traders krtay hai Brokers trading nhi blkay traders ko forex market say attach krtay hai or brokers ki madad say traders mt4 ko use krtay huway apni knowledge ki base trading krtay hai or profit or loss earn krtay hai.
                            https://t.me/pump_upp
                            • #164 Collapse

                              Assalam-O-Alaikum ye marey bhai nay bohat he achi bat kahi hay jo kay bohat he information wali hay kay har currency ki movement us ki country ki economy policies par aur un ki imports aur exports par depend karti hay aur news be un par affect karti hen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                app koshsh karo k app ko us pair main he trade karni hai jiss mai risk kam ho or app o profit ho jye or ap ney jald bazi mai ni karni har trade ko sochna hai phir trade karna hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X