strengthening of currency

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    forex me trade currency me hoti ha ak sell or ak buy is me 2 currecy ka comparasion ho taha g or jis me trade ki jay us ka rate increase hota ha g forex me trade krne wale kisi b mulk ki currency ka rate incerease krwa skte hen jnab
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      currencies ki movement tou waqay he bht he zyada hoti hay janab je forex is the best business of the world bagair knowledge k kuch trading karnay ki kuch skills kay begair ap trading mei agay nahi jay gay 244ret sekhna zaruri ha plang honi chaye kaam karnay ki hard work bohat cheez hoti ha kamyabi phir milay gi
      • #93 Collapse

        jnab,,,,,,trading mai sub say bara role hi currency ka hota hay jnab,,,,,is mai kaamkar k kafi mza bhi ata hay jnab......or kafi acha bsuiness hay jnab,,,,,forex trading,,,,,,,,
        • #94 Collapse

          nai aisa nai hota, ye us countary ki economy per depend karta hai, forex kabi b kisi currency ko strength or weak nai kar.... forex to just business hai k aik currency strength ho rahe hai to use buy kar lo and dosri week ho rahe hai to use sell kar do
          • #95 Collapse

            crrency ki strong hona bi aik bohat hi achi bat hai is buisness mei aik ko pata hona chaiy kay kis cpountry ki currency strong ho rahi hai aur kis country ki currency lost honay wali hai
            • #96 Collapse

              mery khyal main forex directly ksi currency ko weak ya strength nahe karti. balky ya different event ka effect show karti . or mery khyal main economic events hi hoty hai jo ksi currency ko mazbot ay kamzoor karty . agr aik mulk ki economic mazboot hai to us currency b mazboot ho gi.
              • #97 Collapse

                forex main currency ko weak kiya jata hai. is main hath brokers ka hota hai. broker hi currency sell aur buy karta tab ain ki value kam yah ziyada hoti hai.
                • #98 Collapse

                  assalam o alikum samjh ni hai aor na hi mai ais kay bary mai kuch kehna chata hou kyn kay mainy to sirf gold pe kaam kia hai aor aus ka pata hai bas
                  • #99 Collapse

                    kisi bhi country mei uss ki currency k avalue uss ki economy se hoti hay a.. uss k country mei ager forex ki jar ahi hoti hay to uss e bhi bht faraq parta hay ...
                    mujhey iss k zyada knowldege to nah i hay per mei itnaa to zaroor bata sakta huu k iss faraq zaroor part ahay kah inahi k q k dollar aur pound har kisam ki currency ki sale aur purchasing hoo rahi hoti hay ...
                    • #100 Collapse

                      G haan forex trading ke vjh say currencies strenghten ya weak hote hain. Jb aik currency mai trading zayda hote hai to us currency ko yeh zayda strenghten krte hai aur jis currency mai trading km hote hai voh forex trading ke vjh say weak ho jate hai
                      • #101 Collapse

                        bahi ye to naturela bate ha jis be ceze ke buyre zyda hote ha is ka rate zyda hota jata ha is he tarha forex me broker milte ha jis se jabe wo is currincee ko zyda buy karte to is ke strengthening zyd aho jate ha
                        • #102 Collapse

                          Friends maray experience kay motabik trading market main jab b koe currency strong hoteyha to is key basic wajha ya hotey ha kay is main log zayada dil chasbi latay hain . jab ya apnay lowest level par hotey ha to traders is main buying kartayhain or is tarha is key demond main or zayada azafa hota ha. or ya mazeed up hotaha .
                          • #103 Collapse

                            currency ke strength toa bhara ge ku ka jb ap currency ko exchange kra ga different markets ma toa ap ko currency ka up an down ka pta chla ga ka hmari currency weah ho rhi ha ya strong ho rhi ha..
                            • #104 Collapse

                              currencies main jo up down hota rhta ha woh countries kay mukhtlf apni economic tabdilion sy ati rhti hain aor jab currencies main apna trade krna ha to currencies ko chk kr kay un k mutbq kam krna hi bhtr rhta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                I agree mostly currencies are up and down through broker when broker buy currency then currency rate is up when up and when they sell currency than the value is down same like in shares mostly

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X