Dear Friends ham agar forex market main investment ker ky market ki movement ko swkty huey trade open kerty hain tou aesy open ki jany wali trade main profit ky chances bahot kam hoty hain kyun ky jab market kisi bhi aik direction main continue movement ker rehi ho tou ho sakta hai market apni limit tak ponch chuki ho aur wahan sy trend reversal it chances hon lekin ham same direction main trade open ker ky account wash ker lain. Market hamesha apni maximum aur minimum limits ky darmian hi movement kerti hai jin ko support aur resistance kehty hain tou hamain koi bhi trade open kerny sy pehly market ky analysis ker ky trade open kerni chahiay ky ham bary loss ya account wash sy bachty huey acha profit bhi hasil ker sakain
Analysis ki iqsaam
Analysis ki importance
Agr in ki importance ko dakha jay to trading in py hi depend krti hai hamen trade open karnay sa pehlay teeno tarah k anaylisis karnay chaian ta k trading ma mistakes sa bacha ja sakay, agr hm in ma sa kisi aik ko b ignore karain gay to loss kara lain gay, technical anaylisis ma hm price moment ko study kartay hain, yani market ki history k hisab sa pairs ki price ko study kar k current trading conditions aur potential price moment ko janchna ha, technical anaylisis ma prediction nhi hoti bl k in ma probability ka factor hota ha jis k zariay hm future price moment ko judge kartay hian, fundamental anaylisis ma hm political events, economic datas, reports ya news ko janchtay hain jo trading pairs ya unki prices par mukhtalif tarah k effects karti hain, sentimental anaylisis ma hm dusray traders k point of views share kartay hain, k wo market ki moment k baray ma kia feel kartay hain, is ma hr trader k apna opinion hota ha jo market ki direction ya is k against b ho sakta ha, sentimental anaylisis ko hm contrarian indicator k tor par use kar saktay hain, mtlb different traders ki soch b different hoti ha jin sa hmain apnay faiday ki baat hasil ho sakti ha, lihaza hmain proper anaylisis kar k trading karni chaiay ta k ye hmain achi planing bnanay ma help provide karain jis sa hmara account aur capital safe rahay
Analysis Ka Tareeka
Analysis ka tareeka yeh hota hai ky ham kisi bhi pair main market ka chart open ker ky market ki current position aur current support aur resistance ko read kerty hain aur sath main trend bhi find kerty hain ky market ka current trend Kia aur aur support ya resistance per ponch chuki hai ya nehi agar tou trend upward ho aur resistance far away ho tou hamain buy ki trade enter ker leni chahiay aur agar market uptrend main resistance per ponch chuki ho tou hamain market ky reversal ya resistance break hony ka wait kerna chahiay ky resistance break hony per hamain next resistance tak trade open ker leni chahiay ya reversal confirmation per hamain support tak sell ki trade enter kerni chahiay phir hi ham successful trade ker sakty hain
Facts and Figures
Agar ham market ky technical analysis ko follow kerty huey trade open kerty hain tou hamain yeh bhi mind main rakhna chahiay ky jitni time ky liay ham ny trade open kerni hai us time main koi aesi news tou nehi any wali jo market ko bahot zyada effect ker sakti hai agar news ka bhi time ho tou technical analysis ky sath fundamental analysis bhi zarur ker lain warna bara loss bhi ho sakta hai
Analysis ki iqsaam
- Technical analysis
- Fundamental analysis
- Sentimental analysis

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим