Risk management in forex trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk management in forex trading
    ASSALAM-O-ALAIKUM!

    Friends, Umeed hai ap sab kheriat sy hon gy. Aj main ap k sath ak bhut hi important topic discuss krny ja raha hon jo k risk management k bary main hai or apko pta hai k yh topic trading main bhut hi important role play kr rha hai is trh trading risk management ko zroor understand krna chaea is trh tb hi ja k hm trading main kamyab ho sakty hn is lia main ap ko is k bary main detail sy btata hon jin members ko is k bary main khas idea nhi hai wo bhi apna knowledge increase kr lain.


    WHAT IS RISK MANAGEMENT?

    G members to agr hum trading main kamyab hona chaty hain to humain apni daily ki routine main risk management ko study krna hoga or isko humain apni trading main add bhi krna hoga . Is trh agr hum Risk Management k sath trading krty hain to humain is main acha profit hasil ho skta hai or is k sath hum apny account ko safe or maintain bhi rkh skty hain or risk management k mutabiq apni trading ko complete bhi kr skty hain.


    Click image for larger version

Name:	a1.jpg
Views:	1
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12482308


    RISK AND REWARD RATIO:

    Or agr hm risk and reward ratio k hisab sy trading krty hain or apny account ko maintain rkhty hain to is sy hum bht best trading kr skty hain or hmesha 1:2 or 1:1 to mind main rkh k hi trading krni chaea tb hi hmary lia kamyabi possible hia .


    Click image for larger version

Name:	a2.jpg
Views:	1
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12482309


    LOT SIZE SELECTION:

    G members to agr hum chaty hain is main kamyabi hasil kren or acha profit earn kren to is k lia humain hmesha small lot size ko select krna chaea is sy ap ka account bilkul save rehta hai yh hmary account ki safe ko maintain rkhti hai . Big lot size ki selection sy kafi problem ho skti hain is sy hmara account wash bhi ho skta hai .


    Click image for larger version

Name:	a3.png
Views:	6
Size:	27.5 کلوبائٹ
ID:	12482310


    STOP LOSS (SL):

    Agr hum Risk Management or rules k mutabiq trading krna chaty hain to us k lia humain achy sy stop loss ki calculation krni chaea or is ko hmesha apni trading main sath ly k chlna chaea is trh humain iski proper calculation or different frame or different market pattern ki basis par calculation krny ka process pta hona chaea. Different basic ki value ko hum stop loss ki calculation main add kr skhte hain .


    Click image for larger version

Name:	a4.png
Views:	7
Size:	25.8 کلوبائٹ
ID:	12482311


    EXPLANATION:

    G members to agr hm market main safe trading krna chaty hain or is main apni earning ko increase krna chaty hain to is k lia humain risk management ko sath ly k jana chaea tb hi hm trading main successful ho skhty hain is trh humain is main bht ziada advantages available hoty hain is trh hmesha risk management sy hi humain trading krni chaea tb hi ja k hm is main kamyab ho skty hain islia apny account ko safe and maintain rkhny k lia risk management ko zroor use kren .


    Click image for larger version

Name:	a5.jpg
Views:	2
Size:	30.2 کلوبائٹ
ID:	12482312
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk management in forex trading

    Risk Management

    Click image for larger version

Name:	images (40).jpeg
Views:	1
Size:	28.9 کلوبائٹ
ID:	12352126
    Forex trading market me sare traders trading ko seekhne ya apne experience ko increase karne par ziada tar tawajah dete hen, wahan par traders aik aham aur zarori juzz yani risk management ko nazar andaz kar dete hen. Forex trading me taqreeban ziada tar traders ya khas kar new traders hamesha market me apni tawajah technical analysis pe deti hai, ya wo aise technical tools ya technical indicators ki talash me hote hen, jis se wo apni har aik trade ko lazmi kamyab banaye, halankeh haqeeqatan aisa mumkin nahi hota hai, aur traders ziada munafay k chakat me apne pas maojood sarmaye ko bhi zaya kar jate hen.
    Jab traders aise risk lena shoro kar dete hen, jo us k account me maojood sarmaye k mutabiq na ho, loss ki sorat me koi khas mansoba bandi ya technique nahi ki ho, traders kabhi loss ki haqeeqat ko qabool hi nahi karta ho, ya trading me bare risk k nuqsan se na ashna ho, to forex trading market me kamyabi ka zatya kabhi nahi bante.
    Forex trading market me tamam traders kamyab nahi ho sakte, bohut sare loss me bhi hote hen. Hamesha aik trader ko market me entry katne se pehle kamyabi aur nakami dono ko apne zehen me rakhna zarori hai. Agar traders ko kamyabi aur nakami dono qabool nahi hai to wo kabhi bhi kamyab nahi ho sakte hen. Aik kamyab trader k leye loss ko har sorat qabool hona chaheye, bulke kaye maqon par to musalsal loss bhi ho sakti hai, jab trading market hamare khilaf ho.
    Forex trading ko kamyab banane k leye is ko teen hison me taqseem kia ja sakta hai, sarmaye ka tahafuz aur taraqi, stop loss ki tarteeb aur muanafay k ahdaaf.

    Sarmaye ka Tahafuz aur Taraqi

    Click image for larger version

Name:	images (39).jpeg
Views:	1
Size:	41.3 کلوبائٹ
ID:	12352128

    Forex trading market me traders apne samaye ko us waqat mehfoz bana sakta hai, jab bhi wo ziada munafay ya chand hafton me ameer banne ki koshash nahi karega. Aksar awqat trader kisi media channels, gher mayari signal providers, kuch tijarati taleemi compneya k lalach me a jate hen, q k wo kehte hen k hum thore se sarmaye ko bohut jald lakhon me tabdeel karwa sakte hen, jo k asal haqeeqat se yaksar mukhtalif hote hen. Traders jab haqeeqat ki bajaye lalach me parh jate hen to apne account ko proper money management ya risk k mutabiq istemal nahi katrte, to us ko aksar loss ka samna ho sakta hai. Trading ki behtareen hikmate amli k leye zarori hai k traders apne samaye ko (khas kar chote (small) account holder) ko ahista ahista taraqi de, yani mamoli margin se apne account me izafa karen. Jab bhi traders gher haqeeqi dawon me nahi paregy, aur proper market k hisab se chalengay to us waqat traders is riski business me kamyab ho sakte hen.
    Hamari awaleen tarjeeh hamare tijarati sarmaye ka tahafuz hai. Trading k leye sarmaye k bagher, hum kisi bhi trading sargarmi me hisa nahi le sakte hen. Agar aik trader apne account ka istemal behtareen hikmate amli se karta hai aur trading position ko account k mutabiq rakhta hai to loss hone se bhi us ka account itna ziada mutasir nahi hota hai k jitna aik dosra trader bagher risk management k trading me loss uthata hai.

    Losses

    Click image for larger version

Name:	images (37).jpeg
Views:	1
Size:	15.8 کلوبائٹ
ID:	12352129
    Traders ko ye wazih katna chaheye k wo aik trade par kitna loss bardasht kar sakta hai. Traders aksar awqat apne trading entry point aur exit position ya waqat par bohut ziada waqat lagate hen aur aksar to trader exit point ko nazar tak kar dete hen. Aik kamyab trader k leye zarori hai k wo apne trading profit k sath sath loss k bhi exit position pe ghawar kare.
    Ziada tar traders ko loss ko kam karne ka kaha jata hai, hum apne trading loss ko us sorat me kam kar sakte hen jab hum ye tasleem karengay k mojoda market k halat hamare trading k mutabiq nahi hen aur hamara trade hasare me hen, to humen trade ko close ya us ka kuch hisa khatam karna chaheye. Ye sab loss ko qabol karne , trader ko ghalat sabit karne aur apne agley trade ki taraf bathne k ishare hote hen. Is ummeed par trade latkhane ka koi faida nahi hai, k trades hamare haq me wapis a jayrngay, yahan pe khone wala sarmaya hum kisi aur trade par faide k leye istemal kar sakte hen. Ziada waqat loss me rehni wale trades humen zehni torcher bhi karti hai, q k hum baar baar us ko loss me dekhte howe pechtate hen, aur agar loss mazeed barh raha ho to ye humari aur bhi energy zaya karti hai. Stop liss hamesha humen is tarah ki tension se door rakhta hai, humen har trade k sath stop loss ka istemal yaqeeni banana chaheye.
    Nuqsan ki sorat me ; aghaz me jis position pe hamari trades khatam ho jayi hai, ye stop loss ki position hoti hai. Ye wo position hoti hai jahan pe hum kisi bhi trade ka loss bardasht kar sakte hen. Is leye is position pe trades ya to close ki jati hai aur ya kuch kam ki jati hai.
    Stop loss ki miqdar bare account me ziada aur chote account me kam hogi. Risk-reward ratio k mutabiq stop loss set kia jata hai, jo humen boht ziada behtar parta hai. Stop loss hit hone oe humen dil chota nahi karna chaheye aur nahi is ko har waqat dil pe lena chaheye. Loss ka dukh hota zaror hai lekin huamare pass aur bhi trading karne ka moqa hota hai. Is waja se hum is loss ko cover kar sakte hen.

    Leverages aur Position Size ka Istemal


    Click image for larger version

Name:	images (38).jpeg
Views:	2
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12352127

    Leverage hamare apne sarmaye k aik chote se hese ko istemal karne aur financial market me hamare trading capacity ko barhane k keye broker ya dealer se musar tareeqay se qaraz lene ka amal hai.
    Hum aksar awqat internet par dekhte hen k brokers apne plateform ki tashheer k leye advertise dete hen k $500 se account shoro karen aur 400 persent tak leverage hasil karen. Agar che ye such hai k kuch brokers ne chote level k traders se shorat ki hen, aur unhen bare tijarati accounts me tabdeel kar deya hai. Lekin rato-raat karor-patti banne ka khwab us waqat aik daraone khwab me badal jata hai, k jab leverage ka ziada istemal aur ghalat istemal trading account ko mukamal khatam ya wash kar deta hai.
    Leverage ka sahi istemal hamare account k safety ko bathati hai. Ye bhi haqeeqat hai k hum jitna bare leverage ka account banayengay to us se humen munafa hasil karne k chances bhi ziada hote hen, lekin haqeeqat me aisa mumkin nahi hai. Q k hamare open trades kabhi bhi har waqat munafa me nahi reh sakte, is waja se bare leverage k istemal k waqat loss bhi bara hota hai. Agar aik trader apne account leverage ka sahi istemal karte howe sirf 2 percent hi risk leta hai to wo hamesha bare loss se mehfoz rahega. Lekin agara is k bar-akas wo 10 ka risk leta hai ,to us sorat me loss bhi pehle wale risk se 500% ziada hoga. Yani agar aik trader 2% leverage k istemal pe agar loss ki sorat me $2 ka loss uthata hai, to 10% leverage ka risk uthane wale ko $10 ka loss hoga.
    Forex trading market me aik trader ko jitna ho sake seekhne ki koshash karni chaheye, lekin us k sath sath, apne account me jitna ho sake sarmaya kari kare, aik behtareen aur sahi leverage k sath trading kare aur risk management k sakht qawaneen, jis k apnane se traders kamyab hote hen, par lazmi amal katna chaheye.
    Munasib account ki capatilization k sath leverage ki munasib sharhon ka istemal nuqsanat ko kam se kam rakhne ko yaqeeni banayega, aur trader ko samaye ki tahafuz ki pehli tarjeeh par amal karne k qabil banayega.
    Stop loss k istemal k sath achay trading position k size ki techniques ka imtezaj trader ko apni business aur sarmaye ka intezam karne ki ijazat dega,takeh trader ziada loss se mehfoz reh sake aur is k sath sath forex trading market me apni trading ka amal bhi jari rakh saken.
    • #3 Collapse

      Re: Risk management in forex trading

      Asslam o alikum umeed ha sab khairiyat se hon ga ham logo ko trading karna ka liya risk ko manage karna zarori han agar ham log is ma risk ko manage karna seekh lata han to ham logo ka liya trading asan ho jati han aur ham logo ko agar risk manage karna han to ham logo ko is ko har roz routine se time dana ho ga is tara ham log is ma risk manage kar sakta han.is ma ham logo ko stop loss use karna chahiye aur lot size ko choose karta han dayan rakha chahiye ka ham logo a sahi select bi kiya ha ka nahi.
      Stop loss
      Agar ham log jo trade laga aur wo opposite side chali jana laga to ham logo ka balance kam hona start ho jata ha is tara ham logo ki trade loss ma hoti ha aur hama loss ko iak had tak rakhna chahiye is ko trade risk khata han.trade risk kitna hona chahiye jis ka tarika different h.stop loss to na itna kam hona chahiye ka price ki zari se movemnet se hamara stop loss hit ho jaye aur hamari trade close ho jaya aur na hi itna zayda hona chhaiye ka ham logo ka account wash hona ka dar ho.is ko dekhne ke liya hama ya to support and resistance istemal karna chhaiye ya to phir pechli candles ko dekhana chhhaiye.
      Choosing lot size
      Hama trading ma kamayab bana ka liya sahi lot size use karna chhaiye.har koi na koi trader kisi na kisi andaza se lot size select karta hai aura hama confirm hai ke ham logo ko is ma faida ho ga to hama phir bi soch samaj ka lot size select karna chahiye ta ka ham logo ko is ma zayda loss na ho.
      • #4 Collapse

        Re: Risk management in forex trading

        اصل پيغام ارسال کردہ از: ImranSafder پيغام ديکھيے
        ASSALAM-O-ALAIKUM!

        Friends, Umeed hai ap sab kheriat sy hon gy. Aj main ap k sath ak bhut hi important topic discuss krny ja raha hon jo k risk management k bary main hai or apko pta hai k yh topic trading main bhut hi important role play kr rha hai is trh trading risk management ko zroor understand krna chaea is trh tb hi ja k hm trading main kamyab ho sakty hn is lia main ap ko is k bary main detail sy btata hon jin members ko is k bary main khas idea nhi hai wo bhi apna knowledge increase kr lain.


        WHAT IS RISK MANAGEMENT?

        G members to agr hum trading main kamyab hona chaty hain to humain apni daily ki routine main risk management ko study krna hoga or isko humain apni trading main add bhi krna hoga . Is trh agr hum Risk Management k sath trading krty hain to humain is main acha profit hasil ho skta hai or is k sath hum apny account ko safe or maintain bhi rkh skty hain or risk management k mutabiq apni trading ko complete bhi kr skty hain.


        [ATTACH=CONFIG]45985[/ATTACH]


        RISK AND REWARD RATIO:

        Or agr hm risk and reward ratio k hisab sy trading krty hain or apny account ko maintain rkhty hain to is sy hum bht best trading kr skty hain or hmesha 1:2 or 1:1 to mind main rkh k hi trading krni chaea tb hi hmary lia kamyabi possible hia .


        [ATTACH=CONFIG]45986[/ATTACH]


        LOT SIZE SELECTION:

        G members to agr hum chaty hain is main kamyabi hasil kren or acha profit earn kren to is k lia humain hmesha small lot size ko select krna chaea is sy ap ka account bilkul save rehta hai yh hmary account ki safe ko maintain rkhti hai . Big lot size ki selection sy kafi problem ho skti hain is sy hmara account wash bhi ho skta hai .


        [ATTACH=CONFIG]45987[/ATTACH]


        STOP LOSS (SL):

        Agr hum Risk Management or rules k mutabiq trading krna chaty hain to us k lia humain achy sy stop loss ki calculation krni chaea or is ko hmesha apni trading main sath ly k chlna chaea is trh humain iski proper calculation or different frame or different market pattern ki basis par calculation krny ka process pta hona chaea. Different basic ki value ko hum stop loss ki calculation main add kr skhte hain .


        [ATTACH=CONFIG]45988[/ATTACH]


        EXPLANATION:

        G members to agr hm market main safe trading krna chaty hain or is main apni earning ko increase krna chaty hain to is k lia humain risk management ko sath ly k jana chaea tb hi hm trading main successful ho skhty hain is trh humain is main bht ziada advantages available hoty hain is trh hmesha risk management sy hi humain trading krni chaea tb hi ja k hm is main kamyab ho skty hain islia apny account ko safe and maintain rkhny k lia risk management ko zroor use kren .


        [ATTACH=CONFIG]45989[/ATTACH]



        Salam dear members g apny hmare sath bhut hi acha topic discuss kia hai jo k Risk management k bare main is tarah members jesy k apko pta hai k Risk management trading main ek bhut hi important role play kr raha is tarah main bhi apke sath is k bare main apna knowledge and experience share krti hon ta k jin members ko in k bare main khas information nahi hai wo bhi apna knowledge gain kr len so main apko is k bare main detail sy btati hon k Risk management hmari kesy hwlp krta hai trading main or ye hmare liye kitna important hai is liye isko learn krna bht zroori hai .

        Risk management forex trading .

        G members to jesy k sab ko hi pta hai risk management ek bht hi important role play kr raha hai forex trading main is tarah agr hum chahte hain k hum trading main kamyab hon to us k liye humy isko study krna bht zroori hai . Is tarah isy humy apni trading main add krna chaiye tab hi hum trading main successful ho skhte hain . Is tarah avr hum Risk Management ko sath le k trading krte hain to is sy hmy acha profit hasil ho skhta hai .is tarah hum is sy apny account ko safe bhi rkh skhte hain . That's why risk management ko study krna bht important hai trading m ian successful hone k liye .

        Click image for larger version

Name:	feature-image.jpg
Views:	12
Size:	134.2 کلوبائٹ
ID:	12352252


        Big lot size .

        G members to agr hum Risk Management k sath trading krte hain to is main humy lot bhi carefully select krna hota hai . Is tarah agr hum chahte hain k hum is main kamyab hon or is main acha profit earn kren to is k liye humy big lot size sy avoid krna chaiye tab hi hum is main kamyab ho skhte hain big lot size account safe ni rehta or is sy humy kafi problems bhi face krni prh skhti hain . Is tarah agr hum is main save or best trading krna chahte hain to lot size humesha small select kren is sy humy acha profit hasil ho skhta hai .

        Risk and reward ratio .

        G members to agr risk and reward ratio ki bt ki jaye or is k sath agr hum ye bhi chahte hain k hum is main kamyab hon or acha profit hasil kren to us k liye humy risk and reward ratio ko mind main rkh k trade krni hcaiye or humesha 1:2 and 1:1 k sath hi trading krni chaiye tab hi hum is main kamyab ho skhte hain .

        Click image for larger version

Name:	what_is_risk_management_in_forex_trading.jpg
Views:	2
Size:	52.0 کلوبائٹ
ID:	12352255

        Stop loss (SL) .

        Risk management me agr stop loss ki bt ki jYe to is main humy stop loss ki zroor calculation krni chaiye r apni trading main is ko zroor add krna chaiye .is tarah stop loss main is ki calculation ko zroor mind main rkhna chaiye tab hi kamyabi possible hai .

        Click image for larger version

Name:	trading_risk_management.jpg
Views:	2
Size:	60.1 کلوبائٹ
ID:	12352254

        Conclusion .

        G members to main apko is k bare main agr complete bataon to agr hum chahte hain k hum is main kamyab hon or apni trading ko bhi kamyab kren to is k liye humy apni daily routine main risk management ko zroor follow krna chaiye tab hi hum is main kamyab ho slhte hain isk baghir kamyabi possible nahi . Is tarah hum kafi zaida advantages available ho skhte hain or aona account bhi safe rkh skhte hain tab hi trading main successful hona possible hai .

        Click image for larger version

Name:	Why-is-Risk-Management-Not-Considered-by-Forex-Traders-e1529597581202.jpg
Views:	1
Size:	163.8 کلوبائٹ
ID:	12352253
        • #5 Collapse

          Re: Risk management in forex trading

          bhot he amazing sharing ki hain apne forex trading main money management ko follow karna parta hain agar forex trading main money management ko follow kia jata hain tu kamyabi b easy mil jatihain forex trading main hard work kia tu full benefit hasil ho skta hain riks rewad ko b dekhna parta hain agar trading karna hain tu risk rewad ko b check karna must hain qk agar risk rewad ko dekha jata hai tu full benefit hasil ho skta hain forex trading main lot of pratice karna must hain agar hard work kia tu kamyabi hain jaab tak hard work nhe kia jata hain tu kamyabi b nhe hain risk rewad ko dekna must hain jitni achi tara learning hoti hai tu itna he best benefit hasil ho jata hain forex trading main risk rewad k liye b market ko analysis karna must hain


          Risk rewad and money management in forex trading :


          money management ko follow karna must hian agar money management main follow kia jata hain tu forex trading main sucess mil jati hian agar learning nhe hain tu loss b ho jata hain forex trading main agar best learning hoti hain tu forex trading main benefti hasil ho jata hain qk agar loss hota hain tu big loss b ho skta hain loss ko reocver karne k liye b market ko analysis kia jata hain risk rewad ko b check karna must hain qk agar risk rewad ko dekha jata hain tu kamyabi b easy mil jati hain risk rewad and money management ko follow karna parta hain agar risk rewad and money management ko propar follow kia jata hain tu achi tara benefit haisl ho jata hain agar best learning nhe hain tu kamyabi b nhe hain forex trading main hard work kia tu kamyabi hain tab he achi kamyabi mil jati hain ek kamyab traders tab he kamyab hain jaab tak hard work nhe kare ga


          Click image for larger version

Name:	risk-to-reward-ratio-bitcoin-trading.png
Views:	1
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12352280
          • #6 Collapse

            Re: Risk management in forex trading

            bhot he astonishing sharing ki hain apne forex exchanging fundamental cash the executives ko follow karna parta hain agar forex exchanging principal cash the executives ko follow kia jata hain tu kamyabi b simple mil jatihain forex exchanging primary difficult work kia tu full advantage hasil ho skta hain riks rewad ko b dekhna parta hain agar exchanging karna hain tu risk rewad ko b check karna must hain qk agar risk rewad ko dekha jata hai tu full advantage hasil ho skta hain forex exchanging fundamental parcel of pratice karna must hain agar difficult work kia tu kamyabi hain jaab tak difficult work nhe kia jata hain tu kamyabi b nhe hain risk rewad ko dekna must hain jitni achi tara learning hoti hai tu itna he best advantage hasil ho jata hain forex exchanging principal risk rewad k liye b market ko investigation karna must hain

            Risk rewad and cash the board in forex exchanging :

            cash the executives ko follow karna must hian agar cash the board fundamental follow kia jata hain tu forex exchanging principal sucess mil jati hian agar learning nhe hain tu misfortune b ho jata hain forex exchanging primary agar best learning hoti hain tu forex exchanging fundamental benefti hasil ho jata hain qk agar misfortune hota hain tu large misfortune b ho skta hain misfortune ko reocver karne k liye b market ko investigation kia jata hain risk rewad ko b check karna must hain qk agar risk rewad ko dekha jata hain tu kamyabi b simple mil jati hain risk rewad and cash the executives ko follow karna parta hain agar risk rewad and cash the board ko propar follow kia jata hain tu achi tara benefit haisl ho jata hain agar best learning nhe hain tu kamyabi b nhe hain forex exchanging principal difficult work kia tu kamyabi hain tab he achi kamyabi mil jati hain ek kamyab merchants tab he kamyab hain jaab tak difficult work nhe kare ga
            • #7 Collapse

              Re: Risk management in forex trading

              Introduction of post

              Forex trading market me sare traders trading ko seekhne ya apne experience ko increase karne par ziada tar tawajah dete hen, wahan par traders aik aham aur zarori juzz yani risk management ko nazar andaz kar dete hen. Forex trading me taqreeban ziada tar traders ya khas kar new traders hamesha market me apni tawajah technical analysis pe deti hai, ya wo aise technical tools ya technical indicators ki talash me hote hen, jis se wo apni har aik trade ko lazmi kamyab banaye, halankeh haqeeqatan aisa mumkin nahi hota hai, aur traders ziada munafay k chakat me apne pas maojood sarmaye ko bhi zaya kar jate hen.
              Jab traders aise risk lena shoro kar dete hen, jo us k account me maojood sarmaye k mutabiq na ho, loss ki sorat me koi khas mansoba bandi ya technique nahi ki ho, traders kabhi loss ki haqeeqat ko qabool hi nahi karta ho, ya trading me bare risk k nuqsan se na ashna ho, to forex trading market me kamyabi ka zatya kabhi nahi bante.
              ​kamyab kasay hotay hai

              Forex trading market me tamam traders kamyab nahi ho sakte, bohut sare loss me bhi hote hen. Hamesha aik trader ko market me entry katne se pehle kamyabi aur nakami dono ko apne zehen me rakhna zarori hai. Agar traders ko kamyabi aur nakami dono qabool nahi hai to wo kabhi bhi kamyab nahi ho sakte hen. Aik kamyab trader k leye loss ko har sorat qabool hona chaheye, bulke kaye maqon par to musalsal loss bhi ho sakti hai, jab trading market hamare khilaf ho.

              Forex trading ko kamyab banane k leye is ko teen hison me taqseem kia ja sakta hai, sarmaye ka tahafuz aur taraqi, stop loss ki tarteeb aur muanafay k
              ahdaaf.

              hain qk agar risk rewad ko dekha jata hai tu full advantage hasil ho skta hain forex exchanging fundamental parcel of pratice karna must hain agar difficult work kia tu kamyabi hain jaab tak difficult work nhe kia jata hain tu kamyabi b nhe hain risk rewad ko dekna must hain jitni achi tara learning hoti hai tu itna he best advantage hasil ho jata hain forex exchanging principal risk rewad k liye b market ko investigation karna must hain

              Risk reward and cash the board in forex exchinging


              cash the executives ko follow karna must hian agar cash the board fundamental follow kia jata hain tu forex exchanging principal sucess mil jati hian agar learning nhe hain tu misfortune b ho jata hain forex exchanging primary agar best learning hoti hain tu forex exchanging fundamental benefti hasil ho jata hain qk agar misfortune hota hain tu large misfortune b ho skta hain misfortune ko reocver karne k liye b market ko investigation kia jata hain risk rewad ko b check karna must hain qk agar risk rewad ko dekha jata hain tu kamyabi b simple mil jati hain risk rewad and cash the executives ko follow karna parta hain agar risk rewad and cash the board ko propar follow kia jata hain tu achi tara benefit haisl ho jata
              • #8 Collapse

                Re: Risk management in forex trading

                رسک مینجمنٹ کیا ہے؟

                رسک مینجمنٹ ان سب سے اہم عنوانات میں سے ایک ہے جو آپ ٹریڈنگ کے بارے میں کبھی پڑھیں گے۔

                یہ کیوں ضروری ہے؟ ٹھیک ہے، ہم پیسہ کمانے کے کاروبار میں ہیں، اور پیسہ کمانے کے لیے، ہمیں خطرے (ممکنہ نقصانات) کا انتظام کرنے کا طریقہ سیکھنا ہوگا۔

                ستم ظریفی یہ ہے کہ یہ تجارت میں سب سے زیادہ نظر انداز کیے جانے والے علاقوں میں سے ایک ہے۔
                بہت سے فاریکس ٹریڈرز اپنے اکاؤنٹ کے کل سائز کی پرواہ کیے بغیر تجارت میں داخل ہونے کے لیے بے چین ہیں۔

                وہ صرف اس بات کا تعین کرتے ہیں کہ وہ ایک تجارت میں کتنا کھو سکتے ہیں اور "تجارت" کے بٹن کو دبائیں گے۔

                اس قسم کی سرمایہ کاری کے لیے ایک اصطلاح ہے.... اسے کہتے ہیں۔

                فاریکس ٹریڈنگ میں رسک مینجمنٹ کی اہمیت

                فاریکس ٹریڈنگ میں رسک مینجمنٹ ایک ضروری چیز ہے جو آپ کو بطور ٹریڈر سیکھنا چاہیے! ناتجربہ کار تاجروں کے لیے، فاریکس ٹریڈنگ ایک رولر کوسٹر سواری ہو سکتی ہے۔ اگر آپ صحیح حکمت عملیوں اور پالیسیوں پر عمل کرتے ہیں، کسی بھی دوسری قسم کی سرمایہ کاری کی طرح، آپ یہاں تک کہ اپنے فاریکس ڈیلنگ کو کل وقتی کیریئر میں تبدیل کر سکتے ہیں۔ ایک اہم شعبہ جسے کسی بھی فاریکس ٹریڈر کو دریافت کرنے کی ضرورت ہے وہ ہے رسک مینجمنٹ کی اہمیت۔

                ممکنہ نقصانات کا درست حساب کتاب

                آج میں آپ کو خطرات کے بارے میں یاد دلانا چاہتا ہوں!
                ہر تجارت میں رسک مینجمنٹ بہت ضروری ہے، لیکن زیادہ تر ٹریڈرز قواعد کے مطابق کام کرنے میں بہت سست ہیں، اس لیے میں نے بنیادی اصول یاد دلانے کا فیصلہ کیا۔
                وہ سادہ نظر آتے ہیں، لیکن ان پر عمل کرنے سے نقصانات میں بہت کمی آئے گی اور جیت کی شرح میں اضافہ ہوگا۔

                ابتدائی افراد نقصانات کے بارے میں سوچنے سے ڈرتے ہیں۔
                اور اس سے بھی زیادہ ان کو شمار کرنے کے لیے!
                لیکن یہ ہونا ضروری ہے، ورنہ آپ اس سے کہیں زیادہ کھو جائیں گے جتنا آپ کو ہونا چاہیے۔
                یہاں تک کہ کوئی پوزیشن کھولنے سے پہلے، آپ کو معلوم ہونا چاہیے کہ آپ ناموافق حالات میں کتنا کھونے کے لیے تیار ہیں۔

                Click image for larger version

Name:	ddd.png
Views:	1
Size:	219.5 کلوبائٹ
ID:	12428679

                نقصانات کو کم کریں اور اپنے منافع کو بڑھنے دیں۔

                ہ عجیب بات ہے، لیکن لوگ تیزی سے منافع کو ٹھیک کرنے کے لیے تیار ہوتے ہیں، لیکن نقصان کو ٹھیک نہیں کرتے۔
                قبل از وقت منافع لینا ایک معمول کی بات ہے، جیسا کہ غیر منافع بخش لین دین کی حد سے زیادہ نمائش ہے۔
                کیوں
                کیونکہ تاجر نفع کھونے سے ڈرتے ہیں اور امید کرتے ہیں کہ نقصان کم ہو کر منافع میں بھی بدل جائے گا۔

                پنے سٹاپ نقصان کو منتقل نہ کریں

                اگر آپ نے پہلی نصیحت پر عمل کیا اور سٹاپ نقصان کا حساب لگایا اور اسے رکھنے کے بعد آپ حرکت کرنے لگے تو آپ نے جوہر نہیں سمجھا!
                نقصان کو روکنا بہت ضروری ہے اور اسے منتقل نہ کرنا ضروری ہے۔
                ہر تجارت میں، آپ کو ایک خاص فیصد خطرہ ہے اور آپ کو سٹاپ نقصان کو منتقل کر کے اس اشارے کو نہیں بڑھانا چاہیے۔
                Click image for larger version

Name:	eee.png
Views:	7
Size:	25.8 کلوبائٹ
ID:	12428680

                اپنی کمی کی نگرانی کریں

                ہارنا ناگوار ہے، اپنے نقصانات کا تجزیہ کرنا ناخوشگوار ہے، لیکن آپ کو یہ کرنا ہوگا۔
                نقصان کے تجزیے کے بغیر، آپ بطور تاجر بہتر نہیں ہوں گے۔
                آپ کو نقصانات پر نظر رکھنی ہوگی، آپ کو اپنی تجارت کو بہتر بنانے کے لیے تجارت کا تجزیہ کرنا ہوگا اور غلطیوں کو دہرانا نہیں ہے۔

                خطرے کے انتظام کے بغیر پوزیشنیں کھولنا

                زیادہ تر تاجر خطرے کے بارے میں بالکل نہیں سوچتے، بہت کم رسک مینجمنٹ۔
                ان میں سے زیادہ تر رسک مینجمنٹ کے بغیر تجارت کھولتے ہیں اور اس وجہ سے ان میں سے زیادہ تر اپنا سارا پیسہ کھو دیتے ہیں۔

                سٹاپ نقصانات کے بغیر ٹریڈنگ

                نقصانات کا خوف اور غلط ہونے کا خوف اس حقیقت کی طرف لے جاتا ہے کہ تاجر سٹاپ نقصان کا تعین نہیں کرتا ہے۔
                اگر آپ اسٹاپ لاس سیٹ نہیں کرتے ہیں تو جان لیں کہ اسٹاپ لاس ابھی بھی سیٹ ہے، کیسے؟
                یہ آسان ہے، اس صورت میں آپ کا سٹاپ نقصان آپ کے سرمائے کے برابر ہوگا۔
                جب آپ کا اکاؤنٹ 0 ​​ہو جائے گا تو پوزیشن بند ہو جائے گی۔
                کیا اس طرح آسان ہے؟

                نقصانات کو چلنے دیں۔

                تاجر غیر منافع بخش پوزیشنز کیوں بند نہیں کرتے؟
                جیسا کہ اوپر ذکر کیا گیا ہے، یہ سب امید کے بارے میں ہے۔
                کیا آپ کو لگتا ہے کہ قیمت جلد یا بدیر آپ کی سمت جائے گی؟
                شاید۔
                لیکن اس وقت تک، غالباً آپ پہلے ہی مارجن کال کے ذریعے بند ہو چکے ہوں گے۔

                ڈرا ڈاؤن اور رسک مینجمنٹ کے دیگر اہم اشارے کو نظر انداز کرنا

                نظر انداز کرنا نوچیکوف کی پسندیدہ چیز ہے۔
                وہ سمجھتے ہیں کہ وہ سب کچھ سمجھ چکے ہیں، وہ سمجھتے ہیں کہ بازار انہیں چھوڑ دے گا۔
                بدقسمتی سے، مارکیٹ اس طرح کام نہیں کرتی ہے۔
                رسک مینجمنٹ آپ سے بہت پہلے ایجاد ہوئی تھی اور آپ کے بعد بھی ہو گی اور ہو گی۔
                اور سب اس لیے کہ یہ کام کرتا ہے اور اس کے بغیر آپ ایک کامیاب پیشہ ور تاجر نہیں بن سکتے۔
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Risk management in forex trading

                  forex trading essential standard pratice karna parta hia forex trading head troublesome work karne rib vendors forex crucial basic kamyabi pah skte hain forex central kaaam karna hain tu pratice karna parta hain forex trading key typical learning krna parta hain forex ek kamyab busniess hain forex trading key common pratice karna must hota hain forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain forex trading key learning ikarna parta hai forex major kaaam karna hain tu forex trading chief learning kare forex ek kamyab busniess hain learning karna must hain troublesome work karna must hota hain forex mai standard pratice kare forex trading key learning nhe hain tu kamyabi nhe mil skti hain

                  The best technique to trade on rising wedge forex trading market:

                  forex trading essential kaaam karne k liye forex central standard pratice kare forex trading head kamyabi k liye forex trading crucial typical pratice karna parta hain forex trading major troublesome work karna parta hain forex trading ka busniess ek kamyab busniess hain forex key kamyabi panna hain tu forex trading essential standard learning karna must hain forex enormous setback de skta hain forex trading essential hardwork kare forex trading key pratice karna parta hain standard learning kare troublesome work kare forex head pratice nhe hain tu kamyabi b nhe hain forex key learning karna must hota hain achi kamyabi panna hain tu forex trading chief learning karna must hain forex trading key learning karne grain vendors forex trading key kamyab ho skte hain jo learning k bina kaaam karte hain vo forex trading principal kamyabi pah skte hain troublesome work karna parta hain learning karna must hain learning hain tu straightforward kamyabi mil skti hain or kamyab ho skte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X