Aap One Time Main MaXm Kitni Trade Open Krty Ho?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: amanbhola پيغام ديکھيے
    Mein abhi aik naye members hon aor meni koee bhee trading open nahin ke ha, lykin mare khayaal sy aik times mein only aor only aik trading he shoro krni chaheay aor hmesha usi per he tawajah krna chaheay to tub hum 1 achaey aor successfull traders bn sakti hain.
    ge han bhai forex trading mein trader ko ziada risky trading krne se profit nhe hota he aur trader ko chahe keh woh aik time mein sirf aik order lagae aur trader forex trading mein ache experience se kam kre aur trader order lagane se phle market ko ache trah se analysis kre aur jb trader forex trading mein acha kam krta he aur apne trading mein ziada risky kam nhe krta phr trader ke trading mein hmesha success hote he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      ess mein aap koe b limt rekh skti hao aik times amen mre kaheal ain ap unleimited kr skti hao yeh depends krta ha, aap ke equity pr jitni aap ke equet allow kariege tub woh margin mein aap ko hoshmein mill jaeyga so Forex me yei bohut achee point hein aap ko dekhnihoge.
      • #918 Collapse

        aik time main trades ki miqdar humary balance par depend karti hay agar humary pass balance ziada ho ga to hum ziada trades open kar sakty hay so humay chahiey keh account ko sahi sy manage kar kay run karen
        • #919 Collapse

          forex trading main humay trade apny capital ko daikhty huway open karni chahiey agar hum aisay account ko manage karty huway trade ko open karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay
          • #920 Collapse

            main forex mn new hun es liye abhi filhal aik he trade on hoti hai or osi par kam chal raha mgr kbhi kbhi aik se zeyda b on kar lety hain jesy hmain thek lgy hum wesy he kr sakty hain es liye yah sub ki alag alag ho skti hai
            • #921 Collapse

              em tu abi filhaal aik time me aik hi trade ko open karta ho kyu kay market me risk ko low rekhnay kay liay humay kum hi lot size ko use karna chaiy aur trade ko secure karna chaiy
              • #922 Collapse

                is main jahan tak mera kheyal hai k ak time main ak hi trade open kar skaty hain aur hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k acha earn karny main koi mushkil na o skay gi aur earning ho
                • #923 Collapse

                  bhai behtar tu yahi hai k aik time main aik he trade open karni chahye es se yah hota hai k hmain es main loss nahi hota or hmara focus aik he point par hota hai agr hum aik k sath or trade open kar lety hain tu hmara dehan idr odr ho jata hai
                  • #924 Collapse

                    hamain market main learn kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur experience hasil kar k hi hum market main achi trade karny k kabil hon gay aur emotion ko kabo main rakhna ho ga it is best
                    • #925 Collapse

                      ik waqt main zada say zada kitni trade ko ap open kr saqty hain ye kafi zada manage krna hota hai ye sabi kuch capital say mumkin hota hai free margin say kun kay is say hum or trade ka order ko open kr saqty hain f9 ko press krny say meta trader 4 say
                      • #926 Collapse

                        aap kay pass agr high invst ha to aap is ma jitne cahay trad opan kar sakty ha aik time ma our kam invst ha to aap ko aik trad be karne cahay knowlged sa our aap ko is ma sahi time par trad karne caahy
                        • #927 Collapse

                          aap kay account ma kam invst ha to aap ko is ma aik he trad karne cahay kam lot sa our agr aap ka account high ha to aap ko is ma aik time jitne cahay apnay bonus kay hasb sa trad kar sakty ha
                          • #928 Collapse

                            Forex trading main trading k doran main aik hi trade open krta hon aur mera mashwara bi ap logo ko yehi hy k please ap log aik waqt main aik hi trade open kia kro ta k ap apny account ko ziada dair tak use kr sako
                            • #929 Collapse

                              Ye tou apni investment py depend krta hy mgr 3 py kren gy tou ho sakta hy aik loss dy aur baki profit tou wo loss ko cover kry ga mgr begginers es chez py zaida dehan na den aur shuru me aik py hi trading krwn
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                Trades aur account size relatable hain apny account size ko dekh kar trades open karna chahiye, agar to account 3-4 trades ko support kar sakta ha to ziayda trades open ki ja sakti hain lekin ziyada trades ki aik to analysis difficult ha, dusra agar multiple trades loss mein chali gai to account jaldi washout ho jaye ga, is liye 1-2 trades se ziyda open nahi karni chahiye small accounts par.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X