Aap One Time Main MaXm Kitni Trade Open Krty Ho?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #691 Collapse

    main zayda trade ek time main open nahi karta ho main ek time main ek he trade lagta ho kabi kabi agar market ko achi samaj a jaye to main ek time main 2 trade ker layte ho but main 2 sa zayda trade abi tak nahi ki hain is sa zayda trade muje bohat risky lagti hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #692 Collapse

      dear ap ne bahut acha qusetion kia hy main One Time Main maXm one Trade Open Krta Hun ta ke mujhe loss kam se kam ho r profit ziada se ziada ho is lie har trader ko chahe ke wo kam se kam trade lagae ta ke profit ziada ho
      • #693 Collapse

        1 time main ap jitni marzi trades open karen is se ap ko koi nuksan nahin ho ga lekin acha yehi hai ki ap aik hi trade open karen
        • #694 Collapse

          Mere bhai yeh apky balance pe depend karta hai apky pass jitna zyda balance hoga ap utni zyda trade open kar sakty hain agar apky pass jitna kaam balance hoga ap utni kaam trade upon kar saktty hain so yeh ik profit able business hai
          • #695 Collapse

            mein nay 3 trade open krta hn and ap forex mein aik kamiyab trader bhi ban saktay ho lekin is kay liye ap ko sakht mehnat karni hogi kiyon kay forex aik risky business hay is ko ap ko learn karna hoga takay ap ka experience mein izafa ho jay is tarha hi ap koi profit make kr lo gay and yeh aik lifetime aur worldwide business hay isi liye ap is ko seekho .
            • #696 Collapse

              Ye humary account kay capital aur humary equity par depend karta hay keh hum aik time main kitni trade open kar sakty hay aur mery khyal main agar hum kam say kam leverage use karn gay to humary liey ziada safe ho ga.
              • #697 Collapse

                Men to ak time men ak hi trade open karta hun kabhi kabhi 2 bhi kar leta hun lekin ak hi karni chaie ta ke ap ka dhyan ak traf rhe or profit zaya na ho.
                • #698 Collapse

                  bro jab mujhe forex me profit horaha hota hai to me kam se kam 2 trade open karta hu q k es se mujhe loss b kam hota hai aur mera experience aur knowledge b ziyada hojati hai.
                  • #699 Collapse

                    Aap jitni ziada chahey trade open kar lain. is key leye aap ko experienced hona zaroori hota hy. Aik hi time main aik say ziada pairs ko watch karna mushkil hota hy. Agar aik pair aap ko profit dey raha ho to doosra aap ko loss bhi dey sakta hy. Is leye aap ko buhat muhtat say trading karni hoti hy.
                    • #700 Collapse

                      mjhe profit kam hota he per meri investment bhi secure hoti he or experience bhi hasil hota he learning ke sath sath, maine abhi tak aik time may aik se zyada trade kabhi bhi open nahi ki
                      • #701 Collapse

                        amm one time main , i am new awbi mujhe itnaw time nahin hoa ke mein esa kuch ap logon se share kar sakon , bas i'll try my best , mein knowledge bhi le rahin ho bas experiecne ho jaye tuhraw :)
                        • #702 Collapse

                          asalam o alaikum friendz main aik time mazimum five trades he open kerta hun demo pe aur is se zayda nahi kert aur unhi ko conrol kerne ki koshsish kerta rehta hun.
                          • #703 Collapse

                            friend main new houn es liya sirf one hi pe work karta houn ta k mujh ko es main loss na ho aur aik hi volume ko sell or buy karta houn
                            • #704 Collapse

                              ye to bhai apni apni technique pe depend karta hai ke ap kitni trades open karte hain is mein buhat mehnat se kaam karna parta hai is mein loss bhi ho sakta ahi is liye greed bilkul bhi nahi karan chahiye warna uf . . . .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #705 Collapse

                                me 1 time me 4 ya 5 trade open karta hon indicators use kar k or news ko follow kar k, kinu k jab tak ham news ko follow nahi karen gey ham kabi b successful nahi ho sakty

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X