Asslam o alikum umeed ha sab khairiyat se hon ga.aj ham log hammer and hanging man ka bara ma bat kara ga aur engulf candle and tweezer top and bottom ka bara ma ba kara ga jo ham logo ko trading karna ka kafi madad dati han.
Hammer and hanging man
Is candle ma real body bahut choti hoti ya na hone ka barabar hoti hai.jab ka shadow body se takriban 3 guna bara hota ha.is coupon bar ko pin bar bi kaha jata ha.
Is ma ya fariq ha ka agar pin bar support pa ho to ye hammer kehlata hai aur yaha se price upar ko mur jati ha.aur resistance pa ho to is ko hanging man khata han aur price yaha se niche ki taraf a jati ha.
Is ma pin bar ulti hoti ha.jo ap na hanging man aur hammer ma batana tha wahi yaha inverted hammer and shooting star ma hota ha.
Engulf candle
Upr ki pic ma ap dekh raha han candles ki series ha jo nicha a rahi han ya upar ja rahi ham.is ka akhir ma agar choti ya bari candle ho jo pichli ya agali candle ko mukamal core kar lay is ko engulf candle kahta han.jasi nicha pic ma ha.
Tweezer top and tweezer bottom
Ye resistance ya support se bana wali iak size ki 2 candles ha.
Tweezer wahi kam karti han jo upar ion bar ka bara ma bataya ja chuka ha.
Tamam candle stick aik ghanta ka time frame ma behtren result dati ha.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим