Forex Trading Indicators
Forex market main trade kerny ky liay different indicators use kiay jaty hain jin ko follow kerty huey traders forex market ki movement ko read kerty huey trade open kerty hain aur short time main bahot achi earning ker lety hain aur different indicators market ki future movement ki predictions kerny main bahot helpful hoty hain ky kuch indicators leading indicators hoty hain aur agar ham unko follow kerty huey market main trade open aur close ker rehy hoty hain tou hamain maximum trades main profit hasil hota hai jabky kuch lagging indicators hoty hain jo market ko follow ker rehy hoty hain lekin us sy ki jany wali market ki prediction bahot zyada perfect hoti hai tou ham yahan jin trading indicators ko discuss ker rehy hain un main Relative Strength Index aur Stochastic Oscillators hain ky agar ham in dono ko combine use kerty hain tou ham market ki achi prediction ker ky achi trading ker sakty hain
Relative Strength Index Forex Trading Indicator
Relative Strength Index forex market main trading ky liay use kia jany wala sab sy famous trading indicator hai jis ko maximum traders apni trading main use kerty hain ky agar ham meta traders main market ka chart open kerty hain tou Relative Strength Index same chart main by default set hota hai lekin ham usy by default setting ko apni merzi sy adjust ker sakty hain ky agar ham risk ky level ko minimize ker lety hain tou hamain phir relative strength index indicator per ham trade kerty huey market main success hasil ker sakty hain ky agar ham same indicator ki setting maximum side per 90 aur lower side per 10 set ker lety hain tou jab bhi market in main sy kisi aik ko touch ker rehi ho tab ham reverse order main agar trade open kerain gy tou hamain profit hasil hony ky bahot sary chances hoty hain kyun ky jab market oversold ya overbought ho jati hai tou usky bahd reversal ky bahot zyada chances hoty hain
Stochastic Oscillator Forex Trading Indicator
Forex market main trade kerny ky liay ham agar stochastic oscillator ko apply kerty hain tou hamain same leading indicator ko follow kerna perta hai ky agar stochastic oscillator main market ka trend upward show ho raha hai tou hamain same trend ko follow kerty huey buy main trade open kerni chahiay aur agar stochastic oscillator main trend downward show ho raha hai tou hamain same time per market main sell main trade open kerni chahiay kyun ky yeh leading indicator hai aur ham kisi bhi trend ko follow kerty hain tou market main hony wali movement sy ham bahot zyada faida hasil ker sakty hain ky jab market stochastic oscillator main overbought ya oversold hony ky bahd reverse direction main apna new trend continue ker leti hai tab hamain same trend ko follow kerty huey hamain trade open kerni chahiay taky market agar same trend ko follow kerty huey movement continue kerti hai tou hamain open trade main profit hasil ho jata hai
Both Indicators ka Combination
Agar ham dono ko combine use kerty hain tou hamain phir trade open kerny main hamain asani hoti hai ky agar market relative strength index main overbought ya oversold sy reverse ho rehi ho jabky stochastic oscillator bhi same direction ko lead ker raha ho tou hamain her surat same trend ko follow kerty huey trade open kerni chahiay aur jab tak market main dobara oversold ya overbought ki position tak market ponch nehi jati tou wahan tak apni open trade ko continue kia ja sakta hai ky kyun ky agar market overbought ho chuki ho tou phir downtrend main zarur jati hai aur jab oversold ho chuki ho tou phri upward direction main bhi zarur movement kerti hai tou aesy time per agar ham market ki movement ko follow kerty huey trade bhi continue kerty hain tou aesi trade main hamain bahot achi earning hasil ho sakti hai