time frames

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Main time frame main best frame 30 ko smjhta hn kun k 1 minutes ya 5 minute main condition KA itna acha status pta nhi chlta or AGR ap 30m k time frame sy trade lgaty hn to ap ki trade kisi had tk byhtr rhy GI ...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      Assalam o alikum dear friend me apki bat sy mutfaq hon apny bhot acha sawal kia hy dear mere khayal say her ek time frame he bht zyada suitable hai trader jis term ki trade kerna chahta hai bus wohi time frame select kerta hai tim e frame say market ki condition bhe achi tarah samjh a jati hai is say easily technical analysis ko smajha ja skta hai
       
      • #618 Collapse

        Time frame bohat hi aham cheez hain yani ke time frame ham ko loss se bachane me bohat aham sabit hote hain kyun ke time frame ki madad se ham ko forex ke trend ke bare me pata chalta hai aur ham trend ke hisab se trading kar sakte hain.
        • #619 Collapse

          market main time frame ko market main dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main is k bary main experience hasil kar k hi hum achi trade karny main bi koi mushkil na ho saky gi aur market main knnowldge ho ga tab hi hum real main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur profit hasil ho saky ga
          • #620 Collapse

            forex mai aik short term trade hote hain or aik long term trade hote hain lakin hum apny experience ky hisab sy h1 ya h4 use karty hain forex aik acha or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain or is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain
            • #621 Collapse

              agar hum forex mai new hain to hamy mt4 use karna chahey q ky is mai loss ky chance km hoty or hamy acha bonus be milta hain or agar hamar forex mai kam karny ka knowledge or experience ebohat acha hain to hum market ky rules ko follow karty howe koi be time frame use kar ky market mai run kar ky ache earning hasial kar ky apne zarorto pura kar sakty hain
              • #622 Collapse

                Dear time frames ka hona bht zarori hai forex me time frame ka hona bht zarori hai lkn ap forex m fix time trade lagana hota hai ar ya trade lagna ar ktm krny ka lea ak time frame ko smany rkna hota hai agr ap time frame ko smany ni rky ga to hm kbi b kmyab ni hoty i think if we spend time in forex trading business.
                • #623 Collapse

                  Main aap ki baat se agree nahi kerta mery hisab se forex trading mein short term trading achi hoti hai waqt ki bhi bachat hoti hai aur profit bhi acha hota hai,long term mein loss hota hai waqt waiste hota hai us k liye knowledge ziada ho aur mehnat bhi ziada kerna perti hai.
                  • #624 Collapse

                    Dear ftend jin logo ko short tym pasand hai un k liye short tym b acha hai laken bhot sy logo ko long tream treading he pasand hai jin mai aksar log 1h ko he like karty hai mai kbud b 1h treading ko he pasand karti houn or os sy hmari earning b bhot achi ho jati hai.
                    • #625 Collapse

                      forex mai mt4 mt5 is tarha ky time frame use katry hain forex aik online business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain yai aik acha or kabe be band na hoy wala business hain is liye hum isy apna professional career be bana sakty hain agar hum bage learning ky is mai kam kary gy to hamy loss ho ga or is mai market ka koi qasur nahi hota
                      • #626 Collapse

                        time frame ue karny sy hum loss ko avoid kar dety hain new traders ko h1 mai kam karan chahye or expert trader ko h5 h6 h15 use karna chahye forex aik asan business hain hum is mai learning ky sat earning be kar sakty hain hum is mai investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain or hum is mai kam kar ky acha bonus hasial kar sakty hain
                        • #627 Collapse

                          Bhai mere khayal main agar apka account 100$ se 200$ hai to aap short time frame main work karen jesa k 1mnt aur 5mnt lakin agar apki investment aur apka experience zyada hai to aap 1h main kaam karen lakin is k lye apka bahut knowledge hona zaroori hai kiun k agr apka los hogya 1h main to ose recover krne ki ability ap main honi chahiye is lye short fram 1mnt best hai is main ap sl 10 pip ka rakh len zyada risky trade na lagaya karen
                          • #628 Collapse

                            g jab hum short term trading karty hain to wo tuka hota hai k shayad hum is main kamyab ho jaye lekin jub hum long term ka trade karty hain tois main hum achy sy analys karty hain aur jub trade hamri favor main hota hai hum stop kar dety hain.
                            Click On Name And Visit My Journal
                            Naseer953 Trading Journal
                            • #629 Collapse

                              agar hum forex mai new hain to hamy h4 use karna chahey or agar hamara forex mai kam karny ka knowledge or experience bohat acha hain to hamy h15 ya h5 us3e karna chahey pher he hamy acha bonus mily ga forex aik international business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                agar hamara forex mai kam karny ka knowledge or experience bohat acha hain to hamy h1 ya h5 ko use karty howe kam karna chahey yai best time frames hain is mai im mai loss ky chance km hoty hain or hamy bonus be acha milta hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X