time frames

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    forex trading me trad karne ke liye to koi bhitime frame badiya hai agar aapko bas forex trading karana aana padega bagai aapko forex trading ka experience bahut kuchh badiya kam karana padega aur fir hi aapko bahutsra prifit milta hai aur aapko koi bhi time fram me kamkar de sakta hai par time frem koi bhi ho sakti hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      i think that beating the market is not easy at all, but i think that if u tried to beat it u will lose ur account, the problem is to follow the market price as u wont be able to control or affect it, but if u mean to trade efficiently and professionally by learning and learning i think that u r absolutely right because u shall learn and practice to win in forex.
      • #108 Collapse

        thank u jnab for the informatiion m new to here n this is my first month so i'll act upon ur info what u have shared ... n in shaa ALLAH i'll succeed em sure... kher ap sab new logon ko b meri traf say welcome hy n best of luck
        • #109 Collapse

          bhai mujhe boht khushi hoye aap ka thtead read kr k or mein aap ki baat se agre krta hou abhi to meinj new trader hou lekin jitna bhi janta hou us k mutabiq to aap ki baats saeh hai time frame boht ahmiyat rkhta hai
          • #110 Collapse

            yes dear forex friends time frames much matters in the forex trading, but if we know the advantages of the time frames, h1 usually do for short time trading and h4 is for long time trading, both are too good and best for making good decision.
            • #111 Collapse

              g dear aap ne time frame k baarey me theek kaha ha .lakin mera ye hayal ha k long term trading kaafi mushkil ha ore ye wo log hi kertay han jin k pass experience , knowledge aur unki practice bht zyada hoti ha aur wo market k trend ko achi tarh samaj kar tarding kar sakty hain
              • #112 Collapse

                g han apny ny time frem acha bataya hy bhai is min do hi hotani hin par short trem time frem treding bignar ky liny best hy or long to wo hi log kar sakty hin jin pass exprince zada ho or janty hon is ko.
                • #113 Collapse

                  sir mjhe is bare mein zayda nahi maloom but ap ne bataya hai achi baat hai knowledge share kerna, is se new users ko bohat madad milti hai mein bhi new hon is mein is liye koi experience share nahi kersakon ga.
                  • #114 Collapse

                    mere bhai jaan mein tou ziyada ter her time frame per tarde ko ker leita hoon lekin ager achi se achi tarde kerni hai tou humein ziyada se ziyada muhtaat ho ker tarde kerna chahiye.
                    • #115 Collapse

                      mai is mai tarding karty hu h1 ko hi uz karta hun kau kah mere liy wohi acha ahy , mai is mai or ksi tiem fram par ja hio nhi skta ,
                      • #116 Collapse

                        well ye aap pe depend karta hai k aap ko kis tim frame main kaam akrte huye zyada preshani nhi hoti time frame jo bhi ho agr aap achy mauqe ka wait kar k trade open karte ho to aap ko us ka faida zaroor hota hai
                        • #117 Collapse

                          Short time frames like (M15,M30,H1) pe tu bilkul bhi trading karni hi nahi chahiay or H4 ki base pe market ki retracement dekhi ja sakti hai or Perfect trading D1 (Daily) kay time frame per hoti hai or is se aap pura din relax ho kar apny order ko time de sakty hain. Higher time frames (W1, M1) apko trend ki overall look de dety hain or apki daily ki trading inki base per hoti hai.
                          • #118 Collapse

                            dear forex trading k boht sarry kam hoty hain jo hum kahe pay bhi karsakty hain is leay hum ye nahin keh sakty k ye is k time period bhi hoty hain
                            • #119 Collapse

                              my dear friend hame har waqt rules ke sath trading karni chahiye . agar hamare pass equity ziada ho to hame h4 ke time frame ke sath trading karni chahiye . ese tara agar humare pass equity kam ho to hame m30 ya h1 ke time frame ke sath trading karni chahiye .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                frames ki bohat ih zayada importance hay aurhum asani se time frames ki madad se profit earn kar sakte hain aur mere khayal se M15 aur D1 ka time frame trading kay liye bohat hi best hay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X